#DeMo par practice zurroori hai?.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    #DeMo par practice zurroori hai?.
    G haa dosto hame demo par lazmi practice karni chahiey q keh ham agar new hai to ham is ke baghair kuch bhi nahi Kar sakte aor na hi dosto ham acha profit kmaa sake ge so demo account is very useful for every one.:1f604:
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

    Dear friend ap theek kah rahy hain k hamain forex trading main demo account py ziada sy ziada practice krny chahay q k demo account py practice krnay sy hum kamyab trader ban sakty hain hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain forex trading main loss hota hy
    practice make man perfect
    • #3 Collapse

      Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

      G han dear friend demo py practice bahut hi zarori hy agr hum demo account py practice kr laty hain tu hamara experience aur knowledge batter ho jata hy hum ye samjh jaty hain ky kab kasy aur kiun lot size use Karni hy kitna balance ho tu hum ko lot size kinti rekhna cahiy wagara wagara agr hum demo account py practice nh krty aur awany hi lagy jaty hain tread krny tu es mn hamara apna hi loss hota hy Loss ko hum khtam tu nh kr sakty but es ko recover zaror kr sakty hain kiun ky jo treading mn expert nh hoty wo kabhi bhi acha porfi earn nh kr sakty agr ap bhi expect bana cahty hain aur ye expect karty hain ky loss na ho tu demo account py practice Karen ye sab sy Best hy hum ko market ki bhi information mil jen gi market ka experience bhi hum ko ho jaey ga
      • #4 Collapse

        Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

        G Han dear agar ap Forex trading main kamiyab hona chahty Hain Tu is main zruri hai demo account par par ziyada se Ziyada practice Karen agar ap demo account par practice karty Hain Tu apko trading k bary main Acha experience gain hota hai aur ap Achi trading Kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

          G han brother ap ki bat thek hay har trader ko demo accoutn par practice karni chaheay chahay koi new trader ho ya old trader ho usay real account par trading k sath sath demo account par bi practice zarur karni chaheay q kah real account par to ham kuch trades hi open kar sakain gay but demo account par ham unlimited trades open kar saktay hain aur es tarah zayada experience hasel kar saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

            Pakistan forex main trading k liye experince aur knowldge bhut zaroori h agr hum forex main time spend krty hain aur post read krty hain tw hamin is ka experince hota h is k ilawa demo account per practice bhi lazmi h q k wahn sy hamin forex main trading karny ki training hoti h isi liye hamin lazmi demo ko use karna karna chihye
            • #7 Collapse

              Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

              Jaisa ki ham log Jaate Hain Ki demo Kaun Ham Sabke Liye Ek practice out hota hai isliye kam ho Jaate Hain To real account per kamyabi aap Logon ke Hath Mein hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

                Forex main hamein demo account par ziyada se ziyada practise karni chahiye our forex main work k sath hamein demo account par bhi apna time invest karna chahiye jis se forex main hamara experience our knowledge incease ho ga our forex main hum acha work our achi ttrading kar sakte hain our forex main hum acha profit our achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

                  Agar demo nahi to trading nahi agar demo hai to earning hai yahi aik tool hai ham sab ke pas jis ko ham sab use Kar ke apni mistakes theek karte Hain aur loss se bachte Hain is liye hmain mehant karni chahiye ta ke hmain acha knowledge mil sake aur ham us ko avail bhi Kar saken warna hmain loss buhat zeyada ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

                    Ji han Forex mein kamyabi ke liye demo per practice karna bahut jaruri hai Tujhe new members ke liye bhi achcha account hai aur Iske jariye learning Hassan kar sakte hain Juti acchi Hamari learning Hogi uthae Chacha Ham earn kar saken Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

                      Ji han bilkul sahi baat ki hai aapane demo per practice bahut importance rakhti hai agar Ham real trading ke sath apni demo practice ko bhi continue Rakhe to hamare liye apni trading co successful banana koi problem Nahin Rahegi isliye Hamen chahie ki Jab Bhi trading karen to koshish Karenge real trading ke sath sath demo per practice Bhi Karte Rahe aur apni strategy ko pahle demo per check Karen Is Tarah Hamari trading Mein loss kam aur profit maximum Hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

                        G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k forex pakistan mein hum ko chahaye k jitni bhi zyada ho sakey hum apney demo account par paractice karein aur tab tak hum es forum mein paractice karein jab tak hum ko es forum mein profit na ho jaye hum yahan par paractice karna nahi choorni chahaye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: #DeMo par practice zurroori hai?.

                          Bilkul sahi kaha hai aapane demo per practice ko hoti zaroori hai is wajah se Hamen Roz Demo per practice karni chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X