Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

    Ji han bilkul sahi baat ki hai aapane Hamen bagair knowledge or experience ke apne account mein reinvestment nahin Karni chahie Kyunki Jab Bhi Ham bagair experience and knowledge ke investment Karenge to hamen bhi class ka Samna ho sakta hai aur maximum chances hai kya Maar account bhi wash ho jaaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

      Faeda nahi loss hota hai jab bhi experience aur knowledge ke investment ho gi to wo doob Jaye gi aur is liye investment se pehle market ka analysis karain acha kaam karne ke liye analysis hi bus aik cheez hoti hai to is ko acha karne ke liye mehnat karain learn karain knowledge gain karain mehnat karain aur experience karain ta ke AP ko earning ho sake
      • #18 Collapse

        Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

        Ji ap ny sahi kaha hai k begair investment k k bhi hm kam kr sakty hein per investment karein ya post achi learning honi chahiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

          Jab aapke pass knowledge or experience Nahin Hai To aapko investment Karke training karne ki koi jarurat Nahin sabse pahle aap posting Karen jo aapko bonus Mile use per trade Karen aur experience knowledge Hasil karne ke bad aap market ko samjhe Uske bad aap investment Karke trading kar sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X