Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota
    Dear friends forex trading aik tough business hey iss men jab tak acha knowledge aur experience hasil nah karen kamyabi nhi milti iss liay agar ap k pass investment k liay money avail hey tu investment zaroor Karen lekin pahlay acha knowledge aur experience hasil karen kiun k bagher knowledge aur experience k trading men loss ki surat men investment zaiya ho sakti hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

    dear brothwr forex trading mn kamyabi forex k baray mn achhay knowledge aur trading expwrience sa milti ha to new join krnay walon ko chayay k shro mn sirf bonus k sath trade kren aur jb achha knowledge aur experience hasil ho jay tub investment kren
    • #3 Collapse

      Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

      Jiii jiindear friend apkii baat bilkul thee k haui bagair knowldge ky aur bagair experincee ky ksii bhe kaam p investment krnas hamary lyee loss ka sabab bn skty hain jiss sy hum loog loss main bhot doir tk jaa skty hsin lihaza hmai koi bhe investment krnii hoo to phly uskoo achiibtrha isky bary main information hasil krain
      • #4 Collapse

        Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

        Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin hamin forex mjn bagir knowledge aur experjnce ka hum forex min investment nahin kar sakty hain iis lia hamin forex min invesmnt karny hamin forex min ziyada sy ziyaad mhenat karin chaur jitni achi mhenat karin gy otna hi hum forex min acha knowledgw aur experince hasil jota hy jis sy hum achi treading karny ka lia hum acha knowledge aur experince sy hum achi treading kar sakty hain aur a ha profit haisl kar sakty hain..
        • #5 Collapse

          Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

          G han bilkul esi investment agar Forex business me ki jaye to es ka koi faida nahi ho sakta hay magar risk factor zeyada hony ki waja se loss zeyada ho sakta hay, knowledge aur experience key baghir koi trader apni investment ko loss se nahi bacha sakta hay, traders ko khud hi ye bat understand karni chaye key jab us ka knowledge kam hay aur experience be limit se kam hay to kia wo apni investment ko loss se mehfooz bana sakta hay ya apni investment par profit earn karny me kamyab ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

            Dear ap ke nat bilkul thk hy kahumy bagir knowledge or experience ka invest ni karan gy to hum ko lose ho jay ga .agar hum lose sy bachana chaty hayn to hum ko chiay ka hum is kam ko karny sy pahaly is ko sikh layan .agar hum is kam ko sik layan gy to hum acha profit hasil kar sakty hayn.
            • #7 Collapse

              Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men uss waqt tak investment nah karen jab tak acha knowledge aur experience hasil nah pahlay forum pe posting k zariay apna knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir investment karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                Dear friend ap theek kah rahy hain k hamain forex trading main bagair knowledge aur bagair experience sy hamain investment naho krny chahay q k hamain forex trading main acha experience demo account py ziada sy ziada practice krny chahay q k practice krnay sy hum kamyab trader ban sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                  G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay k mehnat krain AP ko chahay k Dil sy Kam krain r AP ko experience nahi hy to AP ko investment ka koi faida nahi hy phly AP investment krny sy phly learning krain r experience ko increase krain.
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                    Asslam o Alaikum g han brother ap ny bilkull thk kha agr tu ap k pass khowlage experience nii hy tu ap forex pay investment kr k passy zya na kry ku k forex pay bgr khowlage experience k loss hota hy aspay kamyabii hasil krna koi asan bat nii hy na hi kbi hogie as ki kamyabii k lay achi earning k lay ap jatna zyda mahant kry gay straggle kry gay shyd ap k lay uthna hi kam hogie....
                    • #11 Collapse

                      Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                      Jo members achi learning nahin kertay hain or knowledge bhi gain nahin kertay hain un ka ye behaviour yehi show kerta hay k wo hardwork nahin kerna chahtay hain or jab tak hardwork na ki jaey tab tak members k liye knowledge and expernce gain kerna mumkin nahin hota or in sab k begher investment bhi zaya jati hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                        Ji han aapane theek kaha hai ki bagair knowledge or experience ke apni investment karne ka koi fayda nahin isliye Hamen chahie ke pahle Ham Forex mein Main Apne dahleej aur experience ko increase Karen FIR Ham is Mein Kamyab ho sakte hain jitni Jyada ismein Hamari learning Hogi utna hi Achcha Ham earning kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                          G han brother ap nay thek kaha hay forex trading main investment us wakt karni chaheay jab kisi trader k pas acha experience aur knowledge aur agar knowledge ya experience na ho to usay invest nai karna chaheay q kah es tarah usay sirf loss hoga esleay aisay trader ko invest karnay ki bajaay demo par ya phr bonus account par trading karni chaheay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                            Bina knowledge or experience k investment g dear bina knowledge or experience k investment ka kli faida nae trading mein sab se zaroori humara knowledge hai agar hum is mein knowledge or experience hasil karte Hain toh humein is mein zaida se zaida Knowledge se bhi humein is se buhat zaida faida hota is liye kisi bhi trade ko open karne k bad experience or knowledge ki zaroorat hoti hai har trade mein experience or knowledge ka Hina buhat zaroori hai kyabi k liye is mein hum jitni mehnat karte Hain toh is se hum kamyab hoty Hain humesha zaida se zaida mehnat karne Wala hi kamyab hota hai Jo is mein zaida mehnat karta hai woh is mein jaldi kamyab hota hai hesha zaida se zaida mehnat Karen is se humein zaida kamyabi milti hai aur is se humein zaida earning hoti hai forex mein humesha zaida se zaida mehnat karte rehna zaroori hai is mein agar hum mehnat karte Hain tabhi humein kamyabi milti hai kamyabi k liye is mein zaida se zaida mehnat karna zaroori hai us k bad hi humein investment karni chaiye knowledge or experience k sath hi agar hum investment karte Hain toh is se humein buhat zaida faida hota hai aur is se hum is meinn mein kamyab hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bagher knowledge aur experience k investment karnay ka koi faida nhi hota

                              Pahle Apna experience on Knowledge improve Karen market ki situation ko understand karna aata hoga to hi investment Karke acchi earning kar Payenge..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X