Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.
    Dear is waqat market ke movment bohat zayad adisturb ho gai hy.agar hum chaty hayn kabhum acha profit hasil karayn to us kabliay zarory hy ka hum mehanat karayn or acha profit hasil karayn.iran. or us ka. Daramayn khrab halat ke wajah sy pory dunaya my market bohat zayad dusturb ho gai hy .is liay humy chiay kabhum mehanat karayn or acha profit hasil karayn.is halat my market ko samajna bohat hi zayada zarory hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

    AOA, g han ap nay theek hA Kah Iran Aur U.S k kharab halat ke waja sy market Pah bHt asar pra hA khas toor Pah oil Aur Gold forex ak raski busniess ha ab humya ply sy be zadia menhat k sath proper esy time dena ho soch smg k trading krni ho gi tab He hum loss sy bach sky gay Aur profit kma sky gay
    • #3 Collapse

      Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

      Iran or uska darmyan sa trading par boht burra asar par raha.. Any waly dinoo ma trading boht down ho jaye gi.. Is lye zyada acha bonus hasil karnyy ka lye apko nayat he sakoon ka 7 kam lena ha.. Jo ap ka lye acha sabit hoga
      • #4 Collapse

        Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

        iran r us k halat ki wja sy us dollar down ja rha h is py trader market mn specially usd py trading krny sy bachny ki koshish kr ry hngy jinko market ka fundamentally knowledge ni hoga lakin jinko exp h wo to trade kr ry hngy.
        • #5 Collapse

          Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men market pe iran America situation ki waja se bahut effect huwa hey kiun k iran 5 th bara oil produce karnay wala country hey iss liay oil ki market bahut effect hoti hey iss liay ab mazeed up move kar sakti hey oil 70 tak bhi ja sakta hey
          • #6 Collapse

            Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

            market buaht volatile hai is mein loss buhat zeyada ho sakta hai magar ache tarike se kaam kar ke ham achi earning kar sakte hain is liye agar ham ne acha kaam karna hai to hmain phir achi trading karni ho gi aur yad rakhen ke jahan bhi ap samjhan ke market ki ap ko samajh nahi a rahi wahan trade mat karain jaisa ke aj kal hai
            • #7 Collapse

              Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

              g han bhai ap ne thek kaha hy forex market mein halat thek na hone ke waja se market wqi distrub hoti hy es liye hamain es surat hall mein soch sumj ke sath trading kerni cheye es liye market ager up movement kerti han to mazeed acha profits hasil kiya ja skta hy
              • #8 Collapse

                Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

                Dear friend mostly market ki moment Mein Teji hi iron aur America ki situation ki vajah se aati hai abhi market ki moment ISI vajah se tej hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

                  mulaik halt ka market py asar nahi hota forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty haian hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager balance ky account bana kar be kam kar sakty hain yai all world mai bohta taze sy famous hony wala business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Iran or Us ka darmayan khrab halat ke wajah sy market ke movment.

                    han g bilkul us ne har taraf se panga liya howa hae aj bhe jab iran ne iraq main us ke forces par jab attack kiya hae to use waqt gold 1570 se jump kar ke 1610 tak chala gya tha q ke usd bahut zayada weak jo ho gy the to hum sab ko abhe ese trdes nhe lene cahiye matlab hamen abhe gold ko to bilul bhe nhe q ke yeh bahut zayada risky ho sakta hae

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X