Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy
    Ham kesi kam ko karna shuro tou kar dety hn liken ham us kam ko us tarha sy nai karty jes tarha sy haak hota hy karny ka tou hamen us kaam mn nakami hoti hy loog hamen lozer kehty hn voh hamen kesi khsty ka nai samajhty hn es mn hamari apni galti hy hamen khud ko aisa banana chiy k log hamen dekh ky ham sy sekhen yeh nai k ham khud hi apny ap ko lozer bana den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

    Ni yar, forex ma kisi ko lozer ni kehna chahe kiu k ye asa business hai jis ma loss sb ko hota hai to kya sb lozer ho gae hai, loss k bad mehnat jari rakhny waly ko he profit melta hai, profit hamari johli ma kio ni dalta esk lae sakht mehnat karna hoti hai,
    • #3 Collapse

      Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

      aesa ho bhi sakta hai magar main is se agree nahi karta kyon ke kisi ko nicha dikhana bilkul bhi darust nahi hai kyon ke ham jab kisi ko nicha dikhate hain to asal mein ham khud us se jealous ho rahe hote hain to is liye main to us shakhs ko galat kahoon ga jo ye keh raha hai ab us ki niyyat pe depend karta hai ke wo kya soach ke ap ko aese keh raha hai
      • #4 Collapse

        Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

        G han dear ye bat tu hai kay ager es mai hum apna faida nhi kar saktye hain tu theak bat hai kay es mai hum loser hain kiyu kay atna acha kam aur atna acha busness humain mila hai tu humara kam hai kay hum es mai dil laga kay kam karain aur es say hum kamybi hasil kar lain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

          g friend forex ma agr thek tarah sa kam nhi kartay aur apna knowledge increase nhi kartay to hm sa mistakes hoti hain jis sa hmain loss hota rehta ha, mgr ye baat to takreeban sb k sath lagi rehti ha har kisi ko loss hota ha is liay kisi ko loser kehna munasib nhi
          • #6 Collapse

            Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

            G han dear ap nay bilkul thek kaha hay agar kisi ko forex trading main nakami hoti hay aur us waja say loog usay nakam kehtay hain to usay forex market par ghusa nai karna chaheay q kah us ki nakami ki zimadar forex market nai hay bal kah us main trading skills hi nai thi esleay woh nakam hwa hay esleay usay forex market ko blame karnay ki bajaay apni trading skills ko improve karna chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

              Main To samajhta hun ki koi bhi loser Nahin Hota Kyunki Jab Koi learning start karta hai ya koi bhi kam Karta Hai To usko na Kami ka Samna ho sakta hai Jab Ham koi bhi kam start karte hain to hamare liye Mushkil Mein Halla hota hai lekin Jab Ham use kam ko Dheere Dheere Karte Rehte Hain To Ham Ek na Ek Din use kam Mein expert Ho Jaate Hain isliye Hamen yah Nahin dekhna chahie ki Ham is Waqt kya kar rahe hain Hamen yah dekhna chahie ki Ham future mein kya kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                Forex men looser ya expert hum apnay skill k hisab say bntay hyn or apni mehnat k hisab say bntay hyn agar hum zada mehnat karen to hum easily achi success gain kar saktay hyn kion k agar hum forex trading men bar bar loss kartay hyn or koi hamen looser kehna shoro kar day to wo hamari apni ghalti ki waja say hy hamen pareshan ni hona chahey kion k mistakes sab say hoti hyn hamen un say learn karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                  Mera khayal hai k ager koi insan humy kuch lehta bhi hai ya chalen samjh len loser hi kahy per sochen wo insan humy hamari khami bata ker himy ye bhi realize kerwa raha hota hai k hu lm ne khud mai kahan improve le ker ana hai to ksi k kuch kehny se bhi preshan na hoa jay balky is mai bhi possitive pehlu dhonda jay r forex mai kamyab hony k liye apni skills ko mazeed improve kerna hi behter rahy ga jitni achi skills hongi utna kamyab hongy
                  • #10 Collapse

                    Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                    welcome to forex. jee ha aap nay thek kaha hay. hame forex pay work karte huay loss bhe ho sakta hay. to is may hame koi agar kah day ke aap ko to loss hua hay to koi bat nahe hay. busniss may loss hota rahta hay. lakin aap dekhay zaror ke kaha mistakes hui hay. ta kh dobara aesa na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                      Yes wese bohot ghlt BAAT hai Kisi ke bare aisi wesi baaten krna but agr koi krta hai to waqya he loser BN Mt jayen balkeh better bnne ki try kren wese logon Ka kaam hai yeh fzool iss se confidence khoyen Mt GA but koi ghltiyan Hain to drust zroori kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                        interest Lena chahie apni working ko continue Rakha Jaaye koi bhi kam hai Waqt Ke Sath Sath samajh mein a Jata Hai time dete Rahen kamyabi mil Jaati Hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                          Ji han bilkul market ke andar bahut se loses Paye Jaate Hain Jo ki bahut jyada mistakes karte hain Agar aapko Koi losers kah Deta Hai To ab jhul rahi thi ki aur Jyada ki jarurat hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                            baat to aap ki boht achi spelling itnya kharab hai har thread main apnay spelling thik karo hum ko samjh aay baat hai loser ki mistake ki wajah se loss karta hai is liay seb usay loser kehte hai agar aap forex main mehnat kare mistake ko khatam karte rahay phir ek din aisa aay ga aap k samnay loss mistake boht kam ho jay gi phir aap loser se winner ban jao ga phir log aap ko loser nai winner kahee gai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aghar koi apko lozer kehta hy tou voh apki galti ki vaja sy

                              g han ap ny bikul sahi bat ki hai forex main har mamber apny kam se kamayb hota hai or acha trador banta hai or apni he mahnat na karny se hmain nakami hoti hai es liye aghr hum chahty hain k hmain koi losser na kahy tu main bar bar mahnat karty rhna chahye q k jub hum bar bar mahnat karty hain tu he hum kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X