Leverage ka theek use kiya jaye tu hum capital secure rahk skaty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    yh to ha keh leverage ka use acha rkhain gy to hi sahih ho ga aor forex main capital ko secure rkhna lazmi hota ha agr capital ko secure na rkh skain gy to koi faida na ho ga or loss hony ka khtra hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      je han bilkul sahi kaha apny new trder ko ku k aksr ko leavrge ki iportant ka itna pata nahi hota wo high use karty hain or jitna b unki invstmnt hoti hai sub zaya ho jati hai i mean los ho jata hai
      • #348 Collapse

        hamesha jub bhi app trading k business men join karen app ko chahiye k app apni leverege ko bht soch samajh kar hi set karen or capital ko zaroor nazar men rakhen,
        • #349 Collapse

          assalam o alaikum .agar hum is ka theek use karty hain to hum long time market main spend kar sakty hain or is main survive kar skaty hain.agar hum kamm bhi invest karty hain to is leverage ki maddad say hum earn kar sakty hain.
          • #350 Collapse

            Leverage aik facility bhi hay laikn leverage ka glt use iss facility ko museebat main bhi change ker daita hay ap kissi bhi qisam ka leverage use kerain ap ko money management per qaboo hona chahya.kbhi lalach na kerain to ap to zayada say zayda leverage bhi loss nahi daita.
            • #351 Collapse

              ha aapko baat to sahi hai agar hume apana leverage sahi nahi rakhate hai to hume kabhi prifit nahi milta hai aur hum loss me jate hai lot size sahi se set karana hota hai koi bhi lot me hum trad kar nahi kar sakte hai par leverage limit me hota hai to aapko bahut hi profit milta hai warna loss hota hai aapko forex me
              • #352 Collapse

                aap k pass apney capiotal ko safe rakhey k bht sare tareeqey hain aap ko ager forex ki tading ki sahi samjh ahy too ap ko lkabhi bhi loss nahi hot haya ,,, aap ko apney account k balance mutabik trade kerni ani chaiye hay ,, aap ko ager leverge y avloume ko manage nahi karan ata hya to oaap apney account ko risk mei lejaa saktey hain .. kam se kam volume aur au r apne leverage ka sahi use ker k aap apney account long term tak surive kerwaa saktey hian ...
                • #353 Collapse

                  Very nice thread i like it but because i'm new here i dont know the answer this increase my knowledge and i appreciate this i seek many thing from this thread but as concern to answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.But this forum is good i like this .
                  • #354 Collapse

                    han leverage aik acha tariqa ha jo keh trader ko aik ratio bta rha hota ha keh ap kis trah work kr rhy hain ap ka kam acha ha risky ha ya risk main nhi ha to is trah leverage ka kam sy kam use krna hi trader ki kamab trading hoti ha
                    • #355 Collapse

                      han levrage b forex trading mein bohat ahem kirdaar ada karta ha aur agar iska achy tariky say use kiya jae to hum thora invest kar k b achi profit hasil kar skty hain.df
                      • #356 Collapse

                        ha aapko baat to sahi hai agar hume apana leverage sahi nahi rakhate hai to hume kabhi prifit nahi milta hai aur hum loss me jate hai lot size sahi se set karana hota hai koi bhi lot me hum trad kar nahi kar sakte hai par leverage limit me hota hai to aapko bahut hi profit milta hai warna loss hota hai aapko forex me u understand
                        • #357 Collapse

                          ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
                          he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
                          thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
                          • #358 Collapse

                            Leverage ap option deta hai k ap apne capital ki kitna hissa istimal krna chahate hain or jab apka loss hota hai or apka negative balance apk leverage ko touch krta hai to apk loss orders close hojate hain jisse apka capital dosri bar k liyeh baki rehta hai magar loss to hota hi hai thora hi sahi
                            • #359 Collapse

                              Apki baat sahi hay agar hum forex trading main leverage ka sahi say use karen gay to humari trading achi rahy ge aur humara account bhi safe rahy ga humay ziada profit kay lalach main nahi parna chahiey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                je ha bahi apke bate thaike h new trader ko is bate ka kayle rahkna cahey ke ye sub se important ceze ha forex tradign me or over tradign mate kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X