After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ham ne to abhi forex men naya naya qadam rakha hay. ab kuch arsa work karen ge to malom hoga keh ham men bhi is field men rich ho skate hain ya nahin.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      yes 2 years par nahe balkye hamari tradig par depend karta hai trade with good confedence and eran more and more forex is unlimited profitable business and big profitable we need good confedence and good trading plan .
      • #168 Collapse

        mere khayal sy ap ko mazeed es k bare main seekhna chhaye or knowldge gain krni chahye q k forex easy nai hai ye difficult hai pr impossible nai bht sy aise traders hain market main jin ko 4 sy 5 saal ho gaye hain pr wo abhi tak pora learn nai kr ske forex
        • #169 Collapse

          dear mere khayal se forex trading me loss aur gain hota rehta hay aur ap ne demo account par theek tarha se practice nahin ki ho gi aur forex me rich banne kay liye ap ka account balance zayada hona chahiye jis se ap zayada volume par trading kar kay thore waqt me zayada profit earn kar lain.
             
          • #170 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
            pory 2 saal ho gy hain mujhee forex market main kam karty huy lakin main abhi tak rich kion nahi ban saka mujhee to is ka aik he reason samjh main ata hai ke main ne shaid kabhi rich banany ki koshish nahi ki ya money managment ka masla hai main jo be profit hota bas nikal ke use kar leta hun main bas aik acha monthly profit banta rehta hun

            app kia samjhty hian app kion rich nahi ban saky ya kia app rich banany ka wait kar sakty hain?
            i think friend you should evaloate yourself and then you should do the trade if you will do the trade in the forex with the knowledge then friend i do not think that you will do the loss you will gain and gain the profit
               
            • #171 Collapse

              pakistan men mengayi ki waja se to ap lazman apna profit nikal kar use karne men hi afiat samjhte hain. lekin mere khayal men trading ne aur nahin to ap ke personal money using ko to asan bana diya hoga.
                 
              • #172 Collapse

                ham ne abhi is trading life men new qadam rakha hay. jab ham trading karenge to phir jan len ge keh ham is trading ke doran rich ban sakte hain ya nahin.
                   
                • #173 Collapse

                  dear i think that the time does not important for being a successful person i think that we all need to be a good trader and i think that the effort to learn forex trading is the most important that the time you spend in forex trading
                  • #174 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                    pory 2 saal ho gy hain mujhee forex market main kam karty huy lakin main abhi tak rich kion nahi ban saka mujhee to is ka aik he reason samjh main ata hai ke main ne shaid kabhi rich banany ki koshish nahi ki ya money managment ka masla hai main jo be profit hota bas nikal ke use kar leta hun main bas aik acha monthly profit banta rehta hun

                    app kia samjhty hian app kion rich nahi ban saky ya kia app rich banany ka wait kar sakty hain?
                    dear meray khayal mai ap ko hardwork or zyada say zyada struggle ki zrurat hai ,q k in qualities ko use kar k ap apnay experience ko increase kar saken gay or ap ka exprience jitna zyada hota jaye ga to ap k knowledge mai b izafa hoga or ap zyada say zyada earn b kar saken gay
                     
                    • #175 Collapse

                      boohat sary loog ye he samjty hain kay hum forex main kaam kar kay boohat kamm time main rich ho sakty hain.lekin ye possible nahin hai.forex main agar earn karna hai to is ky liey kaafi mehnat or struggle karna hooti hai.main bhi one year say kaam kar rha hun or abhi tak main bhi rich person nahin banna.forex main hum time kay saath saath he apni earning increase kar sakty hain.
                       
                      • #176 Collapse

                        there could be so many reasons behind it.the most important could be lack of knowledge.a trader must have a good knowledge of trading and must be experienced of it.a good trader must read the analysis and surveys and trade carefully.
                        • #177 Collapse

                          gee mery bahi jaan forex mein wo he trader success or earning hasil nae kar sakta jo kay foex mein kam knowlge or is mein interest nae lety or jo is mein mehnat nae karty kuen kay forex mein kam karny wlay kabe bee mar nae katy
                          • #178 Collapse

                            main tu is se buhat zada earning le chuka ho per is main main ne bhi shuro shuro main kafi loss kiya tha per ab is ko main kuch achi tarha se kar raha hoon aur kam time trade karte hoon baqi time is ko sikhne ke liye use karta hoon .
                               
                            • #179 Collapse

                              keep it up ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                bhai jan ap rich ban sakty ha ap apni mony management ko set krain ap apny profit ko safe kero na k monthly milny wala sara paisa kha gye ye tu ap per depend kerta ha k ap rich ban na b chahty han ya sirf ayashi hi kerna chahty ha so ager rich ban na ha tu moneymanagement ko set krain apko kafi faida ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X