After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    brother har insaan ka kaam karnay ka apna tareeka hota hai kuch log yahan sirf ameer honay kay liye atay hain jo galat hai hamesha pehle loss ka sochna chahiye aur loss se bachnay kay liye strategy banani chahiye app apna sara profit withdraw mat kiya karo bulkay apna half profit se apna capital bada karo taa kay app long term trade kar sako.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Yes exactly, that depends upon ones desire, if you never want to be a rich person, how can you become person. The way of earning and using the monthly profit can never turn into a big amount so strategy is needed here.
      • #618 Collapse

        yakinan apse kuch mistakes hue hmge jn per apne koi tawajo nahe di hogi unse koi sabak nahe sekha hoga unko ignore kya hoga aisa nahe hna chye apni galtio se sekhna chye or koshsh karne chye k ye galtia dobara na ho
        • #619 Collapse

          Forex tradingme nakami ki waja ye hai ke hm apni mistakes per tawaju nai dete isi liye bar bar repeat krte hain aur loss ka smna hota hai,is ke ilawa shru me hmen chahiye ke hm profit na nikalen bulke us ko trading me invest karen take bara profit ho
          • #620 Collapse

            is ki aik waja yeh bhi hai ke aap apna profit foran withdraw kerlete hain aur apne account ko bara nahi kerte yaad rakhe bara acount hoga to aap ko profit bhi zyada hoga aur aap ke withdraw amount ke baad bhi amount bache ga jo aap reinvest kersakte aur aik baat aap ko apni strategy change kerne ki zaroorat hai.
            • #621 Collapse

              bro ager ap forex ma profitable ho or ameer hona chaytay hoto is k liye just apko capital chaye zyada capital zayada lots and zayada earning. so har bar withdraw na karwaya karo
              • #622 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Bhout say trader hai jin ko kafi years ho chukay hai trading careers mai lekin woh abi tak kuch nahi kar sakay.Us ki basic waja yeh hai k aisay trader apni mistake or past strategy ka review nahi karty jis waja se un traders ko yeh samaj nahi ati k woh koun c mistake hai jis waja se woh kamzoor hai apni trading k lehaz se.ager yeh trader apni learning or practice ko continue rahkain or sath sath review karain gay tu aik achy trader ban sakty hain or achi earning b kar sakty hain.
                Haan bhai sahi baat hai sab se bari waja yehi hai ke hume apni mistake jaldi se nahi mil paati isi waja ke tehat hum forex se faida nahi utha paate aur achi earning nahi kar sakte....
                   
                • #623 Collapse

                  Aslam-O- aLikum Dear, ap ne apna sawala or uska hall ani question wali post me hi kar dixa ha agr ap mounthly profit kar k usko use karty jao ge to 2 saal kxa 20 saal tak rich nai ban sako ge ap apne profit k 2 hisy karo ek nikal k use karo andek phr invest kar do phr dekhna.
                  • #624 Collapse

                    bhai ager apne 2 years forex pe laga liye lakin ap ne planings nahe ki hongi this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay dear plans kro strategies apnao phr achi earning hogi dear..
                    • #625 Collapse

                      har kam ko seekh kar karna chaiye zruri nahi k apnay is main 2 saal lagaye hain to ap is k exxpert ho gaye ho jab tak ap is ko seekh kar nahi karogay to faida nahi hoga so first learn then earn
                       
                      • #626 Collapse

                        bhai jan apko kafi mehnat ki zarorat hogi ap jab hi tread kr ke rich person ho skte hai i think apne is par copy pasting kri hogi jbhi apki tread best nhi ho rhi ye ak risky business hai is par hamay apne mind se tread krni cahye............
                        • #627 Collapse

                          aap nay sahi kaha kay aap khud hee rich banna nai chatay hein forex trading mein aap ko risk layna hee parta hai phir aap khaein jakay ek well set trader bantay hein assay bhot say trader hein jo trading kafi dair say kar ray hein lakin aaj tak apni mistake aur emotions per kabu nai pasakay...
                          • #628 Collapse

                            dear agar aap ne forex me ek acha trader banna hai to aap ke pass trading ke bare me knowledge or experiance hona chaiye jo hume trading ki paractice karne se milta hai hume sirf forex ko money earn karne ke sath sath is me acha trader bi bnna chaiye kyu ke ek acha trder hi achi earning karta hai is liye aap ko trading ki paractice karna ho gi
                            • #629 Collapse

                              Es liy i think ap ko apny trading points pe goeur karna chihy k ap kis style main trading karty hen ya phir ap apna profit kaar lety or mazed achi profit ka wait nhi karty be esymaing experts
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                g han ap ko experience ki b zrorat to ha hi sath ap me lack of confidence ha jo k profit ko hasil nai krny deta ap ko khud pe yaqeen hona chayae k u can do it

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X