forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:
    dear kuch traders aisy hotay hain kay wo planning tu kar letay hain kay hum ne kis tarah learning karni ha or kis tarah trading karni ha par bad me un planing par complete amal nehi kartay hain jis se loss hota ha or wo planing honay kay bawajood greed or emotion me akar trading kartay hain or money management rules ko ignore kartay hain is tarah weak planing se ap successfull nehi ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

    ji hun akser traders ki adat hoti ha k jub unhin loss hota ha tu wo forex market ko blame kerna shoru ker daty han ya nhi manty k loss humain apni mistake ki waja se hoa ha humain chhaiy k humain jub loss ho tu isy find out karein taky future main humain dobara is misatke se loss na ho.
    • #3 Collapse

      Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

      Gee bilkul forex market mein hr tarah k traders hein kuch aisy hoty hein jb profit mily tu theek jb loss ho jaye tu apni mistake nhi samjhty halankeh unki planning bhi achi hoti hai lekin apny emotions ko control nhi kr sakty jiski waja se pori planning fail ho jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

        G bilkul ap na thek kaha h k forex mn loss hmesha apni week planning ki wja sa he ho h. Hmen chaya k trade sa pahla hm plan ker len taky loss ka khadsha boht km ho jae q k markets mn ups down ka koi time ne hota k market trend kbi b change ho jae
        • #5 Collapse

          Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

          g bilkul humari planning achi hogi toh is se humein loss nae hoga humein is mein achi planning hi ban akr kam karna chaiye aur achi planning se hi humar ai smien faida hota hai aur achi planning bana kar hi humein is mein kam karna chaiye is se humein acha bonus milta hai aur is se buhat kam hota hai profit is mein jo zaida mehnat karta hai woh is mein kamyab hota hai
          • #6 Collapse

            Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

            Ji Han Bhai is tarah kaho k hamari na samjhi or hamary pas knowledge na hony ki waja sy hota he agar ham is par pori tawajo den or jald bazi na Karen jitna ho saky pehly forex ko sekhen aj Kal Jo baghair sekhy Kari gar ban kar dukan khol let Hain aksar hi woh apny hosly Bui kho dety Hain or bahut ziada loss ka Bui samna karna parta he lihaza oehly palaning Karen soch samajh kar treding karen
            بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
            • #7 Collapse

              Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

              Forex mein planning ki buht ziada ehmyeet hy aur hum agr forex mein trading k liye achi planning kartay han tu hi hum acha profit earn kar saktay han aur agr trading mein planning achi nahin Hai tu phr loss hi hota hy hum ko achi planning se trading Karni cahaiye phr hi kaamyaab ho saktay han
              • #8 Collapse

                Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

                Ji Haan ap theek keh rhy Hain forex Mein mostly members ko loss un ki apni mistakes or weak planning ki waja sy hota hai es leye un ko koshish krni chaheye k strong planning k sath trading kreyin or apni mistakes ko control kreyin
                • #9 Collapse

                  Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

                  Yes dear 1 wja ye b hy loss ki jo ap ne byan ki k agr hm mehnat b krty hain or knowledge b hy experience b lekin agr thheek sy time nhi dety planning nhi krty to hm loss mein chly jaty hain so hmy apni mehnat ko zaya nhi krna chahiye hmy kam start krny sy pehly planning kr leni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

                    Bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading min jab hamare pas acha experience our knowledge nahoi hota hai our forex main hum beghair experienc our knowledge k trading karte hain to forex main hameinn bara loss hota hai our hamara account bhi wash ho sakta hai our forex trading main loss se bachne k liye apne experience our knowledge ko increase kar k worlk karna chahiye jis se forex main hum acha profit bhi hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

                      ji han Jab Hamen loss ho raha hota hai to vah iski vajah yah hai ki Ham acchi Tarah Se analyse Nahin Karte planning Karke trade Nahin Karte Jab ham log analyse karne ke bad trade Karenge aur Puri planning ke sath To Hamen Kabhi loss ka Samna nahin karna padega ham log khud mehnat Nahin Karte aur kasurwar karte hain FIR for maloom ko milke Aisa Nahin Hai yah Jab loss hoti Hai tu to Hamari apni Galti Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

                        Dear ap ke bat billul thk hy ka pak forex ak bojata acha bussines hy .agar hum chaty hayn ka hum acha profit hasil karayn to us ka liay zarory hy ka hum mehanat karayn or acha profit hasil karayn.agar hum pak forex forum my acha profit hasil karana chaty hayn to. Humy mehanat karana party hayn.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex me mostly loss Apni weak planing ki waja se hota ha:

                          g han ap ny bikul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main loss hony ki sub se bari wjah hmari weak planning hoti hai jub k achi planning k sath hmain loss nahi hota hai tu hmain chahye k hum apni trading main strong planning k sath kam karen tu hum apni trading main achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain achi eraning lay skty hain ap

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X