continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:
    dear kuch traders aisy hotay hain jin ko start me profit ho jata ha par bad me loss hona start ho jata ha is ki reason yeh ha kay un ka analysis bohat weak hota ha kyu wo market ki easy condition me profit le letay hain jub hard condition ati ha tu un ko loss hona start ho jata ha un ko chahiey hard condition me Apne analysis ko strong karay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

    G Han dear members trading main loss hona koi bari baat nahi hy har business main loss hota rehta hy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek Kamyab trade kr k ek accha experience hasip krny ki koshish krain. AP ko chahay k Dil sy Kam krain take AP accha bonus Hasil krny ki koshish krain.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jin logon k pass market ko analysis karnay ka experience nhi hota unn ko musalsal loss hota hey iss liay kisi senior se market ko analysis karna seekhen aur phir trading start karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

        Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan foex ik acha aur kamyaab bsuiness hy hamin forex online treeky sy kaam karny ka acha knowledge aur experimce ki zaroorat hoti hy hamin forex min acha treading karny ka lia jab huamin musalasl loos ho to hamari mistake ki wajan sy loos hota hy isi lia hamin forex min treading karny ka lia forex min hamin acha experince ki zarorat hoti hy jis sy hum forex markeet ko achy synalize kar sakty hain aur achi kamyaabi hasil kat sakty ahin jis sy hum acha profit haisl kar sakin gy
        • #5 Collapse

          Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

          g baai sahee kaha aap nay jo be member ziada thar loss kartha hqy tho is ka matlab ye hay k osay market k analysis karna nahee aatha ya per wo trading may jaldh bazi kqrtha hqy agar is say faida lena hay tho market k analysis sahee karna seeko our jaldh baazi say bacho tho zaroor profit hoga.
          • #6 Collapse

            Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

            Dear brother apki baat theek hai agr continuously loss ho rha ho tu samjh lena chahiye k analysis theek nhi hai jb analysis fail ho jaye tu demo account pr apny analysis ko strong krna chahiye jb trades profit mein close hon tu phr real trading mein apna analysis test krein phr apko positive results milengy.
            • #7 Collapse

              Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

              exactly brother you say right ager dekha jaiy to tmam loss hamin trading mein mistake krnuy per hoty hein iss key liy ham sab ko chahiy keh ham analyse achy sey krein yeh analyse kernuy mein ager ham sey thori si bhi mistake ho jaiy to uss sey hmara account wash ho jata hy lihaza hamin analyse kernuy key method ko mazeed improve kerna chahiy.
              • #8 Collapse

                Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

                g dear huemin is mein analysis karni chaiye is mein jo learning karta hai is se humra is mein loss nae hota hai humein apne analysis ko bhta zaida acha banana chaiye is mein humra jitni acha analysis hota hai is se humein is mein zaida faida hota hai aur is se humein profit hota hai jo is mein zaida mehnat karta hai woh is mein kamyab hota hai mehnat karne se hi humein kamyabi milti hai
                • #9 Collapse

                  Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

                  hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain or hum is main part time be kam kar sakty hain hujm is main live kam kary hain agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai broker ka koi balm nahe hota loss ho apne he waja sy karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

                    g han asa he hain hamy analysis ko learn kar ky use karr ky kam karna ho ga phr he hum pasia kama saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kamk ary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                      dear kuch traders aisy hotay hain jin ko start me profit ho jata ha par bad me loss hona start ho jata ha is ki reason yeh ha kay un ka analysis bohat weak hota ha kyu wo market ki easy condition me profit le letay hain jub hard condition ati ha tu un ko loss hona start ho jata ha un ko chahiey hard condition me Apne analysis ko strong karay
                      Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay forex trading main jab aap ko trading krni hoo too senior say mushwa ly kr trading ke jaiy too kafi acha hota hai es laiy trading main aap ko achi trading ke jaiy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: continue loss honay ka matlb ap ke analysis me khamian hain:

                        Asslam o Alaikum friends mry khayl say bar bar loss hony ki main wja khowlage main kamii hona or market ko analysis na karna ku k jab ap ko market ki move ment ki samjh nii hogie ap k pass acha khowlage ni hogie tu us say ap kbii bhii acha profit gain nii kr skty us say br br loss hoge agr apny loss ko cover or control krna hy tu us k lay jatna zyda ho sky mahant k sth kam kry or zyda say apni learning pay focus kry jab ap k pas acha khowlage hoga us say ap ko kud ba kud profit hasil hoge...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X