Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?
    Aaj kal market Mein gold ki position Dekh Kar Kuchh Bhi samajh Nahin a rahi hai ki is per fundamental analysis Kaise kiye jaen technical analysis to Kafi Din Se Hi fail ho rahe hain mujhe senior member se yah puchna hai ki Ham gold ko kaise understand kar sakte hain please mujhe Bata den.
     
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

    Dear jo be news US dollar par positive effect karti hey ye news same gold par negative effect karti hey aur jo news USD par negative effect karti hey esi news ki waja se aur US dollar key down movement ki waja se gold ki price market me increase hona start ho jati hey, Gold aur USD ki market movement opposite direction me movement karti hey, gold ki news ko agar read kia jaye to US dollar ki news par be nazar rakna hamari responsibility ban jati hay.
    • #3 Collapse

      Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

      Dear brother gold ki market pe high impact news ziada effect krti hein jb koi high impact news release hoti hai tu gold ki market aik side pe long movement kr jati hai jis se traders ko boht loss aur boht profit hota hai jaisy last kuch dino se gold ne boht up movement ki hai traders ko careful rehna hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

        Dear arning klye or bhe bht se pair majood hain is lye gold ko choorein ye koi news p nai blk apni mrzi p chlta h jb ye mrzi p hi chlta h to isk alawa koi or pair use kr k us se arning ache krein or gold ko rehne dein
        • #5 Collapse

          Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Dear jo be news US dollar par positive effect karti hey ye news same gold par negative effect karti hey aur jo news USD par negative effect karti hey esi news ki waja se aur US dollar key down movement ki waja se gold ki price market me increase hona start ho jati hey, Gold aur USD ki market movement opposite direction me movement karti hey, gold ki news ko agar read kia jaye to US dollar ki news par be nazar rakna hamari responsibility ban jati hay.
          Aap kah Rahe Hain ki agar Ham dekhte hain ke US dollar week ho raha hai to iska matlab hai ki ab gold strong Hoga lekin Bhai Main To bahut bar Aise Dekha Hai Ki gold be strong ho raha hota hai aur aur US dollar be strong ho raha hota hai is bare mein aap kya Kahenge
           
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • #6 Collapse

            Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

            dear gold ho ya phr cureency pair sabhi ki news aik jesi hi hoti hy forex mein markeet key barey mein news hoti hein jis key barey ham tmam information hasil kerty hein news hamin overall markeet ki movemnt key barey mein btati hein isi liuy apnuy news time mein just analyse kerna chahiy is mein news time trading nhi belkeh markeet key stable honuy key bad trading kerni chaghiy.
            • #7 Collapse

              Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

              employment change ki news buhat effect karti ahi hmain us ko lazmi daikhna chahiey ke ham kaise handle kar sakete hain us ko aur hmain us ka faeda bhi ho sake agar ap new hain to us news pe mat tarde karain kyon ke ap ko market mein buhat loss hone wala hai to jab ap market mein loss nahi karain ge mehnat karain ge to ap ko confidence mile ga aur ap acha kaam kar sako ge
              • #8 Collapse

                Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

                Gold pay anylise krnay k liye media level pay news ko bhi sun lena chahiye countries k dermeyan gold k baray discussions and meetings ko bhi ghor say sun ker follow kerna ho ga or us sab k baad hi gold pay safely trading ki ja sakti hay or us pay profit bhi liya ja sakta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

                  gold pr zyada tr USD economy related news zyada affected hti hen ya koi b aisi deal js sy USD ko affect ho us sy GOLD ki move up and down hti h baqi news ki nisbat sy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

                    Brother gold easa pair hai jis ki movemt ka koi pata nahi hota ye markete k sath move kerta hai r mery khayal mai us dollars ki news is per boht impact kerti hain kiun k jesy hi dollars up ya down jata hai to gold bhi usi k sath us k opposit3 side mai up ya down move kerta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

                      Jab Hai news aati hai to Gold per market ki moment bahut hi fast Ho Jaati Hai gold Mein chair per hai ismein otherwise be market ke movement theek hi hoti hai..
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

                        Dear gold par Har news koi na koi effect zaroor krti Hai is liye humen hmesha news ko dekh kr trading krni chaheye kyun KY Agar hum bgher sochy samjhy trade kren ge to humen loss ho sakta Hai aur hmara account bhi wash ho sakta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold per kaun si news effect Karti Hain ( seniors reply ) ?

                          gold per sare news hi effect karti Hain bus trade lagane ka ek Tarika aur experience Hona chahie Insan ke pass tab to Kuchh Mushkil bhi nahin Hota Jahan marzi trade lagaoaur yah aapko analyses karna padega sabse pahle Ke Kahan kis waqt kahan trader Hamara best rahega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X