Current World Scenario aur Forex Trading!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Current World Scenario aur Forex Trading!
    Dear Members!
    Jaisay k ap janty hain k aj kal world scenario aik dum tabdil ho raha hae. America and Iran clash bht hi arooj pr hae. Is trah ki situations main kissi bhi country ki economy main bht hi ziada hal chal aya krti hain. So jahan tk main smjhta hun US $ pr bht ziada impact parny ja raha oil pr and Gold pr bhi bht impact parny ja raha. So keep your eyes open while having trade during these days.
    Stay Blessed.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

    Es waqat dunya k halat bhot kasheeda hai,asy ma trading bhot muskil ho jati hai kiu k bary sarmayakar market par bahrosa ni kar rahy hoty, jis sy market ma shortage bar jati hai or keemtyn asman ko chony lagti hai, forex ma member ko asi halat ma minimum trade sy agy barhna chahe,
    • #3 Collapse

      Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

      ji bhai ap ki bat theek hy hmain ehtiyat sy kam lana chahiay q kh aj kal mulk main jung shoro ho gai hy jis ka asar mylk ki currency per pary ga hmain chahiay kh hum jo bhi jis pair ka session ho us ky bad trade open karin bhai is jung main usd per bht ziyada asar hova hy q kh yh bht down ho rha hy
      • #4 Collapse

        Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

        Dear friend forex trading aik international business forum hey agar dunia k kisi country k haalat kharab hotay hen tu international market pe effect zaroor hota hey aur iran tu 5th big country hey jo oil ki bari production deta hey iss liay oil ki market pe bahut effect ho ga aur oil 70 tak ja sakta hey
        • #5 Collapse

          Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

          ji hun amarica aut eran ki is kashidgi main forex market main bht ziada hal chal machy gi humain bari ihtiatse gold ,usd, aor oil pe trdaing kerni ho gi in pe bht high impect par sakta ha ya bht ziada high ya phir bht ziada down bhi a sakty han.
          • #6 Collapse

            Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

            Jiii jii dear bilkul bhot zyada impact prtaa haiii jo k hmaary saamny oil aur gold kaa haii iraan aur xmricaa k darmiyan chapklish bhit zyada bhar chukii haii jis wajhaa sy hmary mulkon kii cuurrency par bhe bhot zyada asar hoo rhaa haii aur asgee bheee mzeed yhee bharain gy aur inkii gold aur oil kii keemten increase hon gi
            • #7 Collapse

              Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

              g han bilkul har currency aur metal ayr energy sab pe asar pare ga agar hamain long term chalna hai to seniors batate hain ke door rahen aesi positions se yon ke is mein maza nhai aye ga loss bhi ho sakta hai magar experience ho to phir ap kuch bhi kar sakte hain is liye mehnat karain learn karain aur acha kaam karne ki koshish karain umeed hai ke ap acha kaam karain ge aur enjoy karain ge
              • #8 Collapse

                Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

                G Han aap ma theek jabhy kh ham j. Bhe yahan pa ka Larry hai. To is ka sath hota ha hykbhamj. Jbes mainjp nheprofot jasal karancbajaty hai. To os ka Lia ham lonhjoog he zesacurad world kaha jata Hy soka loaham lkesmak bboot he zeadameh t kasathkaam Karan ahy es main. HM kp nhoot he achdu laam kafa y mainlamga I hay
                • #9 Collapse

                  Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

                  Dear friend market ki movement ko understand karna difficult Hua Hai America aur iron ki jo condition Hai Is vajah Se..
                  • #10 Collapse

                    Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

                    hum currency mai kam kar ky ache eanring gain kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam kkaran ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik best business hain hum is mai nigth mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kair sakty hain hum is mai agar lalach iban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex paksitan ma legal ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: NSF پيغام ديکھيے
                      Dear Members!
                      Jaisay k ap janty hain k aj kal world scenario aik dum tabdil ho raha hae. America and Iran clash bht hi arooj pr hae. Is trah ki situations main kissi bhi country ki economy main bht hi ziada hal chal aya krti hain. So jahan tk main smjhta hun US $ pr bht ziada impact parny ja raha oil pr and Gold pr bhi bht impact parny ja raha. So keep your eyes open while having trade during these days.
                      Stay Blessed.
                      Jab world Mein Aise hote hain aur Aisi problem Hoti Hai To bahut jyada market ki condition kharab ho Jaati Hai Jaisa ke aajkal korona Virus ki vajah se pure world mein tension increase hoti ja rahi hai to isase Forex trading market per Kafi effect ho raha hai ab China Ke behad Aur Bhi bahut jyada countries Mein Corona Virus ke vajah se tension increase ho rahi hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Current World Scenario aur Forex Trading!

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NSF پيغام ديکھيے
                        Dear Members!
                        Jaisay k ap janty hain k aj kal world scenario aik dum tabdil ho raha hae. America and Iran clash bht hi arooj pr hae. Is trah ki situations main kissi bhi country ki economy main bht hi ziada hal chal aya krti hain. So jahan tk main smjhta hun US $ pr bht ziada impact parny ja raha oil pr and Gold pr bhi bht impact parny ja raha. So keep your eyes open while having trade during these days.
                        Stay Blessed.
                        Agar aaj kal aap World ki situation lekin Tu yah birthday bahut jyada kharab hoti ja rahi hai aur main aapki baat se agri karta hun K Corona models ki vajah se bahut Sare countries effect Ho Rahi Hai Jiski vajah se a overall world mein Main business bhi bahut jyada iski lapet Mein a Raha Hai Jiski vajah se a currencies aur commodities main bahut jyada wala vilatality Najar Aati Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X