Will you blame your broker if you lost your money?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ji bhai ji aap ki bat bilkul theek hay keh forex tradeing me hamin jab loss hota hy to hamin broker ko burra bhala nahin kahna chahiey kiu kih tradeing to ham kar rahy hain broker to hamin aik plateform dy raha hy apni prifit ko gain karny ka
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Nahi bhai agar hamen loss hota hai to ham apne forex broker ko kiun bura kahen,is mein hamari hi mistakes hongi,aur hamen apni mistakes ko accept karna chahiye aur unse sabaq hasil karna chahiye,aur phir unko kabhi bhi repeat nahi karna chahiye.
      • #363 Collapse

        forex main jub hum khud trad laga ty han to lose hum ko hota hai is main broker ka koi kasora nai hum ko broker ko blame nai kr na chahy kyun k is sy us ka koi taluk nai hota ya sub hamri mistake hoti hai jis ki wajha sy hum ko lose hota hai .zayda tar logo ko lacha kr ne ki wajha sy lose hota hai log zayda earn kr ne k chakra main trad laga dy ty han jis sy lose ho jata hai.
        • #364 Collapse

          nahi bilkul nahi ... agar forex main profit nikalna hamary pe depend karta hy tw loss k responsible bhi hum khud hotyn hyn .. hum apny loss ki wajah kisi or bandy ko kaabhi blame nhi kar skty .. humyn chahiye k poori knnowledge rakhain pehly phr trading karyn is se hmari statigy bani rehti hy
          • #365 Collapse

            Dear friends is mein ap broker ko kaisy blame kar sakty ho ye to apka business hai is mein ap kod owner hoty ho apni aount k broker just apko platform provide karta hai or kuch nahi apko loss or profit is mein apny mind sy he make karna parta hai...
             
            • #366 Collapse

              i donot blame foerx as i suffer some loss . because broker is the person who provide the facility me to trade sitting in house . further i found some distarbace of exicution of order i quick way . but i feel acutally it is not a problem of broker but it is problem net speed . so still now i do not blame any broker at suffering some loss.
              • #367 Collapse

                forex business me profit aur loss dono majud ha iagar app forex trade business ko achi se na samaj ke trade kare to apko loss hota hai is me app apni broker ko blame nehi kar sakte hai par app achi broker k sath kam kar sakte hai
                • #368 Collapse

                  Forex trading is risky and loss is a part of it. But i will never blame my broker or forex business for my loss. Because I face loss for my mistakes.
                  • #369 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                    mere khial main ye achi baat nahi hai ke app apny loss ki waja se apny broker ko bura kehna shuro kar dain kion ke loss ke pori tarha se zimadar hum khud hoty hain broker ne to humain aik plate form de dia hia jahan se hum aca profit bana sakty hain

                    app log is bary main kia kehty hain
                    dekhen hamen jitna b loss hta hai wo hamari apni kambakhti ya bad skills ki waja se hota hai ager hamary pas skills achi hain to kon kehta hai k hmen loss hoga is lea hmen broker ko blame ni kerna chaye...
                       
                    • #370 Collapse

                      dosry ki koi mistake nahi hoti sub depend hum pay karta hai k hum ney jo strategy use kar k trade ki thi woh kaisi thi.Weak strategy honay ki waja se trade ko loss hota hai yah trader apni he mistakes ko jab repeat karta hai tu woh loss ki waja banti hai tu trader broker ya kisi or ko blame nahi kar sakta.Its all depend on trader.
                       
                      • #371 Collapse

                        Assalam.o.alaikum (wa rahmatu Allah hi waba rakatu ho) Brother mojhy apka ye question bht acha laga ap ne 1 bht acha question kiya hy. brother mery khiyal ke mutabiq hum os ko blam nhi kr sakty kew keh os ne hamko to loss krny keliya nhi kaha hum khud loss krty ha'n.
                        • #372 Collapse

                          forex trading ma loss just hamari apni galti ki waja sa ho saktha ha. agr hamaray pass knowledge nhe ha to hum yhn par earning nhe kar sakhty hn. is k lye zarori ha k phly demo account par practice kar lain taky hum trading k baray ma experience get kar lain or without loss trading kar sakain. hamain loss par apny broker ko belkul blame nhe karna cahye.
                          :cool::cool::cool:
                          • #373 Collapse

                            ye to waqai aik galat bat hay kun kay trading main hamain loss ho ya profit ho broker ka is bat say koi taluq nahi hota is liay loss ki sorat main broker ko bura bhala kehna galat bat hay.
                            • #374 Collapse

                              mre bhai yhn pe bht se log hty hn jo loss hne k bad blame krty hn to apne broker ko mre bhai lihaza us k lye zaroori ye hy k hume broker ko blame krne k bjae khud ko blame krna chjahye qk kaam apne kya hy mre bhai broker ne ni kra hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                                mere khial main ye achi baat nahi hai ke app apny loss ki waja se apny broker ko bura kehna shuro kar dain kion ke loss ke pori tarha se zimadar hum khud hoty hain broker ne to humain aik plate form de dia hia jahan se hum aca profit bana sakty hain

                                app log is bary main kia kehty hain
                                YES you are right, hamen jab forex trading main loss hota hai to hamen apne broker ko blame nai karna chaye balke apne loss ka reason janne ki khosih karni chaye ke hum se kahan pe ghalti hoi hai jis se hamen loss howa shaya dhum en proper planing na ki hoo ya hum en without market ko judge kiye apna order place kia hoga , hamen chaye ke next trade ko karne se pehle demo account pe iski practicr karen aur apni mistake ko improve karen kiun ke isi se hamara experince level barhta hai aur hum apni mistake se hi future main success hasil karsakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X