Will you blame your broker if you lost your money?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    nhi loss ya profit main broker ko blame dena ghalat bat hai.. broker to option deta hai ap ko kisi pair ko buy ya sell karny ka..loss ki wja ap ka technical analysis ho sakta hai.. hamesha trade leny sy pehly market ka achi tarah technical analyis karna chahye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      Jab Mujhe Forex trading Mein loss hota hai toh maine kabhi broker ko blame nahi diya aur broker ko bol dena bahut Buri Baat Hoti Hai Yahan Par Hum Apna nuksaan apni wajah se karte hain broker ki vajah se nuksaan nahi karte isliye broker ko blame Nahi Dena chahiye
      • #1788 Collapse

        mare khal sa jab hum logo forex ma terding kirta hay to is ma hum sa jab b koi glte kirta hay to is ma aap ko loss ho jatay hay magar yar jab loss ho to aap ko is sa ak lossan b malta hay jissa ki wajay sa aap ko dobar loss nhe hota our apne glte ka b pat chal jata hay
        • #1789 Collapse

          jab aap ko forex ma loss hota ha to aap apnay broker ko nhe kah sakty jha kay ya aap nay loss karwa ha aap is ma kad he mstak karty ha jis ki wja sa aap ko loss hota ha our is ma aap kay broker ka kio kasdor nhe hota ha ow to aap ko market kay bary ma bta ha ha kay aap is ma ya trad kary
          • #1790 Collapse

            Broker ko Kyun bolenge broker ko blame dene ka koi reason nahi hoti Forex trading my lost hota hai apni mistakes karne se isliye broker ki koi mistake nahi hoti aur broker ko blame nahi dena hai aap Forex trading Mein kaam kare Apne experience Hasil Kare Aur Kisi Ko Nahi Dena apni nakami par Forex trading Main Apni mehanat all experience par depend hokar kaam kare
             
            • #1791 Collapse

              market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum suucess hon gay aur acha earn karny k liye boht hi experience hasil karny ki zarorat hoti hai auur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum real main acha earn karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur earning karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur earning karein gay
              • #1792 Collapse

                Agar main forex trading kar raha hon aor muje loss ho raha hai ya ho gaya hai aor loss kyun huwa main broker ko bilkul blame nahi kar sakta kyun kay broker ki koi mistake nahi ha meray loss honey main yeh meri he mistakes thi jis ki waja say muje forex main loss huwa aor muje apni mistakes say learn karna chahiye.
                • #1793 Collapse

                  Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear mujhe lagta hai kay jab humain loss hota hai toh uss ki sub se badi waja humara galat trading style aur humari lalach hoti hai islye mujhe nahi lagta kay humain apni lalach kay liye broker ko responsible kahna chaye
                  • #1794 Collapse

                    Agr loss ho jata hia humain Forex main to lazmi nae hai ke hamara broker ka hi qasoor ho us main hamara apna qasoor bi ho sakta hia ku ke hum bad risk agr lete hian Forex main to hamara apna nuqsan ho sakta hai. Han agr koi pending order nae lagta hai price hit karne pe bi to broker ka fault ho sakta ha but esa bohat km hota hia.
                     
                    • #1795 Collapse

                      hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur loss tou hota hi rahta hai so hamain market main is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur agr loss ho ga tou hamain kisi bi par blame karna hi nia chahye aur mhnt karni ho gi
                      • #1796 Collapse

                        hamain acha broker tab hi hum ban sakty hain jab hamain is k bary main experience hasil kr k hi trade karni ho gi aur hamain markt main is k bary main buy aur sell kar skaty hain aur hamain is main kam karny main bi faida ho saky ga aur hamain market main earning ho saky gi
                        • #1797 Collapse

                          haar jeet tou hoti hi rhti hai so hamain markt main learn kar k hi trade karni ho gi aur broker is main buy aur sell karwaty hain so hamain market main is k up aur down ko dekh k hi trade kanry main bi asani ho saky gi aur kisi bi blame nai karna chahye aur hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky ga
                          • #1798 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                            mere khial main ye achi baat nahi hai ke app apny loss ki waja se apny broker ko bura kehna shuro kar dain kion ke loss ke pori tarha se zimadar hum khud hoty hain broker ne to humain aik plate form de dia hia jahan se hum aca profit bana sakty hain

                            app log is bary main kia kehty hain

                            Nhi Bhai him log AP ki bath sy bilkol agree nhi krty ha kau ky him logo ko loss hmri waja sy hota ha is leya him log kabi bi broker ko is ka zamydar nhi smjna Chaya
                            • #1799 Collapse

                              yahan sya hame kaaam karny k lye ya kaam k time par agar hame lose ho jae tu hamen kisi par blame nahi akrna chiye ye hamen long time k lye working karnay k lye ak auchy say guide line provide kar skta ha is say ahamri daily base par earning b ho skti ha yahan say
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                Agr humain forex main loss ho jata hai to humain apne broker ko blame nae karna chaiey q ke lazmi nae ha ke uski galti ho is main hamari apni galti bi to ho ha islye main yahi suggest karta hon ke kabi bi blame na kiya jaye ye bohat zaruri hai ke hum khud pe believe karian Forex ki market main ye bohat zuari hai or broker ko blame na de apni galti bi check karian.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X