Will you blame your broker if you lost your money?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1726 Collapse

    Ni g aisa bilkul ni hae aur na hi broker chahta hae k koe trader loss kry q k agr trader loss kr k account sy wash ho gia to broker ki rozi roti to trader k sath thi aur broker ki wajha sy loss ni hota trader ko,ue trader ki apki wajha hoti hae .aur broker ko ismen blame ni krna chaey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1727 Collapse

      bilkul kisi bhi broker ko blame karna loss ki surat mei ye achi baat nahe hay kyu kay broker ka kaam hay ap ko platform dena achi services provide karna loss ap ki apni he mistakes ki wajah se hota hay loss ki puri zimdaari sirf ap kay apnay upar hoti hay
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #1728 Collapse

        Hum Apne broker ko Apne loss ka ilzam nahi de sakte broker car Koi Kasoor nahi hota hai Jab Humko loss hota hai isliye broker ko Kabhi Bhale mat kare Insan college uski galti ki wajah se hota hai isliye aap Jab Galti nahi karenge toh phir aap ko loss nahi hoga aur aap ko profit hoga apni galti se avoid karne ki koshish Karte Rahe Taki loss Na Ho
        • #1729 Collapse

          Loss ke baad mein apne aap ko blame karunga Kyunki Forex me loss Meri apni wajah se hoga broker ki wajah se nahi isliye broker ko blame nahi karunga apne aap ko iska blame Dunga brokar ka Kya Kasoor Hai Jo broker problem karo Kasoor to apna Hota Hai Jiski wajah se hota hai
             
          • #1730 Collapse

            Is may beoker ka tu koo qasoor nahi hota ha wo hamen is say ak auchy wala trade of chanel banay may kaam karnay may asaani pada karta ha jis ki waja say haam kafi auchi amount ko earn kar skty han yahan say
            • #1731 Collapse

              mery dear brothers agar forex trading mn trades k doran hmari raqam ka loss ho jata h to hm broker ko to ilzam ni na dy skty k us ki waja sy hmari raqam zaya hoe h q k trade to hum khud sy krty hn aur market mn utar charhao to business ka hissa hota h is mn broker ka koe qasoor ni hota
              • #1732 Collapse

                Ap na theek kaha, loss ki zimidari broker ki nahi trader ki apni hoti ha. Broker to bas aik platform ya zariya ha jo ap ko trading tak access deta ha, us kay baad trading mein jo steps bhi hain wo trader kay apny hotay hain. Trading se pehlay brokers ko samajhna bhi bohot zaruri ha aur is ka sab se acha tarika demo account ha jis se aik to apni trading skills develop ki ja sakti hain, dusra humain broker kay tools and indicators ka pata chal sakay ga.
                • #1733 Collapse

                  bilkul loss apni wja sy he hota hy galt trade krny sy ya pir lot size bra lagany sy ap ko loss hota hy to log trades ko bura bhla kehny lg jaty hyn to ye bat sahe nai hy han agr broker m koi technical fault agia ho pir loss hwa to pir ap zaror blame kryn unheen.
                  • #1734 Collapse

                    Forex trading main aapko Jab Kabhi loss hota hai to aap ki apni mistakes ki wajah se hota hai isliye se se bachna Hai Toh Apne mistakes par Kabu Paye launch ki wajah aapka broker nahi hota hai uski Wajah Tum Khud Hote Hain isliye apne aap ko Hamesha Milenge Kabhi Doosre Ko Nahi Galti blame mat de
                       
                    • #1735 Collapse

                      Dear friends if you loss in trading. then you can not blam in the broker in any type of loss of money. broker agar paisa banta hai to usme galat kia hai agar esa hai bhi to dunya esa hi kam krti hai or wese bhi brokerage company ap ko suggestions nai deti kia sell kro or kia buy to blaim kun un per galti hai to sirf us k responsible ap kudh hi hote han.
                      • #1736 Collapse

                        nahi bhai jb hum ko loss hota hai to hum ko broker ko belme nhi dana chaye loss hum ko apni mistake ki waja sy hota hai or agir hum o's mistake ko thek kr lin to next hum ko loss nahi hoga
                        • #1737 Collapse

                          forex par aap loss sirf apni galtio ki wajah se karte hai broker ka aapki haar kit Mei koi role nhi hota hai broker aapko bus market access ki facility deta hai decide to aap karte hai ki kab buy karna hai jab sell jab aapko profit hota hai to uska credit broker Ko bhi dete hai to lossing ki responsibility kaise broker Ko de sakte hai behtar hoga aap apni knowlede ki develop kare yahi main reason hai profit aur loss ka forex trading Mei broker khud se kuch nhi karta hai wo bus aapke order ko follow karke jaha aap kehte hai waha aapki trading Laga deta hai Yeh sach hai loosing Mei Insaan excuse doondhta hai but agar aapko waqai Mei success Paani hai to haar se bhi sikhna hoga apni knowlede Ko behtar banana hoga
                          • #1738 Collapse

                            Bhia Hum Asa Nahi kar sakhtey wo Hamari Mistake ki waja se loss hota hai agar hum experince hasil kar ke trading karain gaye to inshallah loss kam se kam ho ga.........
                            • #1739 Collapse

                              Jab ham ko loss hota hy to us my hamari hi galti hoti hy to tab hi ham ko loss hota hy btoker ki koi galti nai hoti hy us my our ham ko chiya k jab ham trade open kry to gam us my sahi dahi trading kry
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1740 Collapse

                                Bihar was budgeting dekhta hoon ke nuksaan hota hai ya Hota Hi rehta hai isliye mai usne Jab Dil Karta Hai main baat karta hoon nityanandakari 2nd mail karne ko taiyar Hoon usme merit kahan hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X