mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae
    yeh sab logon ka is bat par yaqeen hona cahiye ke jo bhe mehnat karta hae us ke kabhe bhe mehnat zaya nhe hote hae or esa he hae ap pak forex forum ko join karte hain agar ap ko waqte tor par kamayabiyan nhe mil rahe hain to apko cahiye ke ap is main mehnat ko jari rakhen apke mehnat kabhe bhe zayada nhe jae ge balke apko apke mehnat ka silla zaror ile ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

    G han dear friend ap ny sahi kaha agr hum Pak Forex forum mn mahnat Karen gy tu hamari mhnat kabhi bhi waste nh ho gi hum ko apna Kam ek responsibility samjh kr Krna chahiye aur apny Kam ko quality Wala bana na cahiey hum agr waqi hi Pak Forex mn mahnat karty Hain tu hum ko apni mhnat ka phal zaror milta hy agr hum forex mn apna ziada sy ziada time invest Karen aur apna Kam interested ho kr kren tu hum KO wo achieve ho ga jo hum deserve karty Hain Kam koi bhi ho us waqt tak successful nh hota jab tak hum us mn mahnat nh krty
    • #3 Collapse

      Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

      Assalamu Alaikum friend main ummid karta hoon ke sab theek Honge idhar Sab logon ka is Baat per yakin Hona chahie Jo Bina Karta Hai Uska kabhi bhi mehnat Jaya Nahin Hoti aur aur aisa hi hai aap Forex form per join karte hain agar aap ka Waqt tour per kamyabi Nahi Tamil rahi ho to Pareshan Mat Hona aap bataiye kya aap is Samay Mein Naat Khoj Jari rakhiye aap mehnat kabhi bhi Jaaye Nahin Hogi aapko mehnat ka Sinha Azhar Jarur milega jitni zyada mehnat Karenge aapko Forex form se bahut jyada profit Milega Jise aap account mein use Karke apne business ko Aage Badha sakte hain Shukriya



      آپکا تھینکس ہم کو کامیاب کر سکتا ہےلہزا اگنور مت کرو
      • #4 Collapse

        Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

        Pakistan forex aik aisa busnes h jis main mahnat ki zaroort hoti b agr hum mahnat karty hain tw hamin kamyabi zaroor milti h agr hum.mahnat ni karty tw kabhi kamyab ni ho sakty isi liye hamin chihye k rozana ka kam rozana karin aur maximum posting karin ta k acha bonus hasil kar sakin aur hamesha achi quality ki posting karin
        • #5 Collapse

          Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

          G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k forex pakistan mein humari mehnat kabhi bhi zaya nahi hoti aur es forum mein hum ko apni mehnat ka phal zaroor milta hai bus hum ko es forum mein apni himat kabhi bhi nahi haarni chahaye ju loog yahan par bus aeisey hi apna time paas kartey hain tu who yahan par kabhi bhi kamiyaab nahi ho saktey.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

            mehnat karne wale ke mehnaat kabhe zaya nhe hote hain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain.
            • #7 Collapse

              Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

              Mehnat Karen Apne knowledge ko improve Karen Jitna Jyada knowledge increase Hota Jaega utna hi best perform Karke Achcha profit nikl Sakenge. .
              • #8 Collapse

                Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

                True words.
                Bilkul sch kaha bhai ne mehnat kbhi zaya nhi jati ALLAH mehnat ka phl zroor deta hy.
                Hmy forex mein mehnat krni chahiye or time dena chahiye forex hmy bht profit dy ga inshaALLAH
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

                  G han mahnat karny walay ki mahnat kabhi bhi zaya nahi hoti aur us ko is ke mahnat ka phel zaror milta ha mahnat karny walay log Allah ko bohat pasand han aur Allah in ki mahnat ko kabhi bhi zaya nahi honay deta aur in ko acha sila deta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

                    hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama skay gy forex aik legal business hain hum is mai live chat kar skaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex jasas koi or busines snahi hain dunya bar mai forex aik world wide business hain forex ak acha business hain is maai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

                      G han dear members firex me Mehnat karne wake ke mehnat zaror milte hy hume bs aona kam Mehnat ke sath karty rhna chye blke ye bhe khbe nhe sochna chye ke hum loss hi rhy hy blke aone kam or focus karna chye aur aona kam nhe chodna chye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat karne wale ke mehnat kabhe zaya nhe hote hae

                        Jo log Pakistan parishram per mehnat se kam karte hain unka mehnat Kabhi Bhi jaaya Nahin Hota Kyunki mehnat Karne wale Kabhi Insan nakam Nahin hote mehnat ka fal Insan ko Jarur Allah tala deta hai Allah se ummid rakho vah bhi acche ki

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X