Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

    Forex market Mein loss of ko hota hai lekin Kamyab vahi hai jo Apne risk ko manage Karke proper plan Banakar trading karta hai. .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

      Forex k kam online kam hay is men ap koi tarding per majboor nae ker skta ise lye forex k kam men agar ap ko profit ho ya loss is k ap khud he zimadaar han,forex k kam men loss se bachne k lye ap forex k kam ko pahle sekhen aik skill k tour per jese ap dosree skill sekhete han ise taraha start men ap investment na keren blkee demo account se ise practice keren pher jab ap ko lage k forex men tarde ker skte han pher tarde lagaen.
      • #18 Collapse

        Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

        Yes dear brother ap n bilkul thk kaha hy k loss aur profit hum p depend krta hy agr ap k pass experince nhn hy aur ap without experience aur planing invest kry gy to ap ko loss ho ga aur as loss k zimydar ap khud ho gy lakin agr ap ful planing aur stategy k sath kam kry gy to profit ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
          Agar Hum Loss Hone Per Blame Karne Quit Karne Ya Bad Feel Karne Ke Bajye Apne Puri Activity Ko Dekhein Ke Wo Trade Opne Ki Q Ki Kerte Wqt Confident They Ya Nai Ya 50 50 Me Open Kardi Lot Size Per Focus Karein Then Close Kerne Ke Time Ka Sochein Ke Wo Trade Big Loss Me Jake Small Profit Me Bhii Ayi Thi Or Humne Big Profit Ke Chakar Me Close Nai Ki Then Wo Again Big Loss Me Agai Os SL Hit Howa. Means Learn Karengy Tou Humey Humari Galti Nazar Ayegi Ke Humne Kahan Mistake Ki Hy.
          Hamen Agar trading Karke loss hota hai to Uske reason Ham Khud Hote Hain Kyunki loss Hamesha Hamari mistake ki vajah se hota hai isliye Hamesha try Karen ke acche tarike se kam Karen Jab aap Achcha kam Karoge To aapke loss ke chances decrease Ho Jaenge
          • #20 Collapse

            Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

            g han humaen trading ma jo bhi loss hota ha us chez kay zimadar bhi hum khud hi hoty han or hum kisi ko hi iska zimadar nahi kah sakty han ..qk humaen malom bhi ha ka pak forex ma trading ma market ki ups and down hoti rahti ha bss agr humary pass experience or knowledge hota ha to hum kamiyab hoty han ..
            • #21 Collapse

              Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

              Yes dear apny thek kaha he jab hamen forex ka pata hi mushkil sy Chala k hamen nam bhi bari mushkil sy at he tu abhi sy agar ham jald bazi karty hoy treding start kar dengy tu yeh hamari apni ghalti he k ham pehly achi tarah samjhen phir treding karni hogi tab ja kar ham loss sy Bach sakty hain
              بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
              • #22 Collapse

                Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                Loss Ki zimmedaar ji loss ke zimmedaar Ham Khud hote hain Forex form Mein Jab Ham to tukkabqzi karte hain trading Mein Bina experience aur practice trading karte hain to Forex forum mein Hamen Usi Waqt loss ho jata hai trading karte hue Hamen loss Hamari apni wajah Se Hota Hai Forex trading Mein Hamen Is Tarah ki koi bhi mistake Nahin Karni chahiye jisse Hamen ismein loss ho jaaye trading main Hamesha Apne loss ko recover karne ki koshish karen Forex trading Mein loss Hamari apni wajah se hota hai trading Mein Is Tarah ki koi bhi mistake na Karen jisse aapko ismein zada loss Ho trading mein agar Ek Bar loss Ho Jaaye to use loss ko recover karne mein bahut zada time lag jata Hai Magar ismein Agar Ham zyada mehnat Karen To Ham use kam time baby use loss ko recover kar sakte hain Hamen Forex forum mein aur trading Mein hardworking karne Hogi Jab Ham use Mein hardworking Karte Hain To Hamen loss Ka Pata Chalta hai aur ham ismein Is Tarah Ki mistake Nahin Karte jisse Hamari trade Mein loss ho jaaye
                • #23 Collapse

                  Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
                  Agar Hum Loss Hone Per Blame Karne Quit Karne Ya Bad Feel Karne Ke Bajye Apne Puri Activity Ko Dekhein Ke Wo Trade Opne Ki Q Ki Kerte Wqt Confident They Ya Nai Ya 50 50 Me Open Kardi Lot Size Per Focus Karein Then Close Kerne Ke Time Ka Sochein Ke Wo Trade Big Loss Me Jake Small Profit Me Bhii Ayi Thi Or Humne Big Profit Ke Chakar Me Close Nai Ki Then Wo Again Big Loss Me Agai Os SL Hit Howa. Means Learn Karengy Tou Humey Humari Galti Nazar Ayegi Ke Humne Kahan Mistake Ki Hy.
                  Deepa Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Jab Hamen loss hota hai to is Mein Hamari hi koi mistake hoti hai agar Ham apni mistakes to avoid Karenge to next time Ham se bade loss se Bach sakte hain isliye Pareshan Nahin Hona chahie bolkar aapko apni mistake Ko Kisi notebook per write Karke Rakhna chahie Taki next time use mistake se bachayen agar aisa Nahin Karenge to Bar Bar Vahi mistake hoti Rahegi.
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                    Ji Haan friend loss k zimadar ham khud hain jb ham apni mistakes ko control Nahin kreyin gy or apny kaam per focus Nahin kreyin gy to loss hi ho GA
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                      AoA ! Dear forex friend forex forum dunia ka sb s best business hai hum jitna chahein kamyabi yahan per hasil kar sakty hain forex mn loss humko humari kohtahioun ki waja se hota hai hum chahein toh loss se Bach sakty hain loss ki waja balky sb s bari waja jaldbaazi hai hum jitna jaldbaazi karty hain humy utna hi loss hota hai loss s bachny k lye phly humko sabir hona zaruri hai loss humare lye acha nhi hai loss buht bura hai forex mn kamyabi k lye jitna effort karengy utna kamyab hongy forex buht bara business forum hai forex mn success easy hai forex mn hum humari ki hoi mehnat ki wja s kamyabi milti hai forex mn mehnat k bina guzara nhi hota hai forex sb s best business hai forex acha khasa return deta hai bus yahan mehnat karen kamyabi hasil karen thankyou ....
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                        my dear ap ny bilkull shi bat ki hamii joo loss hota hy hmm khod hi es k zemy dar hy ye sn hamareyi mistake ki wja sy hota hy forex too 24 hours on rhta hy jb hamm esy time nhi dey gy too hami los ho ga
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                          Forex forum Par ham kam karte hain lekin is Par kam karte waqt hamen jitna bhi loss hota hai us k zimmadar ham khud hote hai.lekin wo hamen sochne or hame kamyab banane k liye bohat bari chance hota hai tu is se pareshan nei hona chahiye.
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                            G mery bhai ap ki baat bilkul darust hy hamesha jb insan lalach krta hy to apna niqsaan krta hy or agr jaldbaxi sy kam liya jay tb bhi loss hi hota hy, is liye hamen chahye k take profit or stop loss ka istemal kren q k us me na to hamari lalach asar andaz ho pati hy or na hi jaldbazi me ham koi bara loss krty hen, trade aik fix point py close ho gi jo k ya to hamen aik acha profit dy gi ya bary nuqsan sy bacha kr choty loss py ruk jay gi or account wash nai ho ga
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                              Loss ki sari zimay dari hamari he hoti ha kyoun ka hamy chihye ka ham trading karty waqat markeet ko achay sa analysis ka lena chahiye ta ka hamin loss ka khdsha na hoo bulke hamin profit ho aur aghar ham bina kuch analysis ka ya bager kisi tjurby sa trade lagin gay to zahri c bat ha ka ham nukssn he karin gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss Ke Zimedar Hum Khud Hain.

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: wahab0007 پيغام ديکھيے
                                Forex per kam karte waqt Jitna Bhi Ham Logon Ko loss hota hai uske jimmedaar ham log Hote Hain Ham Logon Ko chahie gilas ko kam se kam Karke Jyada Se Jyada profit ki tarah Pi aur sev trading Karen
                                aksar aisa hi hota hai ki jab hamen loss hota hai to uske jimmedaar Ham khud hote Hain kyunki jab ham market ki mood ko jane ke bagair trade karte Hain to hamen loss hota hai isliye jab bhi Ham trade Karen pahle market ki movement ke bare mein acche acche se a analyses karke trading karenge to hamen ismein kabhi bhi loss nahin ho sakta jitne hamare pass jyada knowledge hogi flux trading ke bare mein Ham itne hi ismein main to successful Ho jaenge to hamen chahie Ham jyada se jyada learning karke forex trading Karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X