kabhi to kamyaab honge....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabhi to kamyaab honge....
    Salamz Dears forex business hume bar bar loss deta hai or humara hosla utna he mazboot hojata hai or hum pehle se bhi ziada hardworking shuru kardete hen dears forex me mehnat mehnat or mehnat he kamyaabi dilati hai forex me nitna hum loss karte hen utna hosla barhna humare under yahi umeed aas jagata hai ke hum
    FOREX ME KABHI NA KABHI TO KAMYAB HONGE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabhi to kamyaab honge....

    G han dear memebr apn saeh kaha h k hamein mehnt krte rehna chahye ek na ek din ham zaror kamayab ho jaein ge kamyabi zaro mile ge sirf haein mehnt krte rehna cahahye mehnt krne se ham kamyab zaror hoin ge
    • #3 Collapse

      Re: kabhi to kamyaab honge....

      Asslam o aalikum.g han dear ap ki baat ghik hy pakistan forex onlin yeh ik international bsuiness hy hum forex min online work lar sakty hajn hamin forsx min kamyaab hony ka lia zitada sy zitada forex ko time dena ho ga jis sy hum forex min os ka rules ko samjh sakin aur follow karty hoy kaam karin gy to hamin online bsujnes kamyaabi milly isi lia hamin apny mhenat continu rakahn chaye jis sy hum kabhi na kabhi kamyaab zaroor hon gy jis sy hamei ki hoi mhrmat kbhi bhi zayay nahin jati .
      • #4 Collapse

        Re: kabhi to kamyaab honge....

        Ji han dear is Baat Nahin Koi shak Nahin ki agar aap apni mehnat ko continue Rakhenge to aap Kabhi Na Kabhi Kamyab ho hi Jaenge isliye Pareshan Na Ho Main natco continue rakhen aur Hothon Ko Kamyab banane ke liye jitni koshish kar sakte hain koshish karen aap Kamyab ho hi Jaenge kabhi bhi mehnat per shak na Karen Palke mehnat per confidence rakhen kamyabi aap ka Muqaddar Ban Jayegi.
        • #5 Collapse

          Re: kabhi to kamyaab honge....

          Assalamu Alaikum friend Jiya brother aapki baat bilkul theek hai Forex form 1 online international business hai Forex mein online work Le sakte hain Jis Hamen bahut fayda hoga Hamen forex for Mein Kamyab hone ke liye zyada Se zyada Forex ko follow karna hoga aur mehnat karni padegi Mera karne se Ham zyada Se zyada profit Kama sakte hain jisse Hamen Aage account mein trading karne ke liye bahut hi faydemand sabit hoga





          آپکا تھینکس ہم کو کامیاب کر سکتا ہےلہزا اگنور مت کرو
          • #6 Collapse

            Re: kabhi to kamyaab honge....

            Yes jub tk yeh umeed rahe tb tk he kaam kr Skte Hain Kuch TNG aa kr loss loss se na umeed ho Jaye Hain aur Kuch chhor BHI detection Hain but agr kamyab ho Skte Hain to wohi Jo try krte rehte Hain jingo me chhor to chhor diya
            • #7 Collapse

              Re: kabhi to kamyaab honge....

              Hm mehnat zyada jrenge or apny kaam ko sahi se time denge to zarur ik na ik kamyab Hongy or best trader bne ge
              • #8 Collapse

                Re: kabhi to kamyaab honge....

                Per kam karte hue kam mehnat mehnat mehnat Karte Rahana chahie Jab ham log mehnat Karte Rahte Hain To Kabhi Na Kabhi ham log Jarur Kamyab ho Jate Hain isliye koshish ko Jari rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: kabhi to kamyaab honge....

                  yeh bahut ache soch hae apke ke kabhe to kamayab hon ge yeh apko kabhe nakam bhe nhe hone de ge bas ap is main mehnat ko jari rakhen q ke forex aik bahut he acha business hae is main hamen cahiye ke hum dil laga kar m,ehnat karen take hum is business main kamayab ho saken kamaybe deer se sahe lakin kamaybe milte zaror hae agar hum is main dil se mehnat karte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kabhi to kamyaab honge....

                    g han dear bilkul forex business mein ager achi kamyabi hasil kerna chate han to hamian himat kbi bhe nahi harni cheye kuin ke ye business lat sahi likn kamyabi zror deta hy es liye hamri mehnat kabi to zror raang laye ge ummed achi hoge to ham kama bhe acha saky ge
                    • #11 Collapse

                      Re: kabhi to kamyaab honge....

                      kamyabi Kabhi To milegi ji bilkul Ham Agar mehnat Karte Rahe To Hamen zarur kamyabi Milegi mehnat Se Hi Hamen kamyabi milti Hai Hamen mehnat Karte Rahna chahiye jitni Ham mehnat Karenge kamyabi itni jaldi milegi Forex Mein Hamen mehnat karne se hi kamyabi milti hai Hamen ismein zyada Se zyada mehnat Karni Hogi Har Koi ismein mehnat Karke Kamyab hota hai mehnat se kamyabi Milti Hai mehnat Har Kisi Ko Karte Rahne Mein Hi woh Kamyab Hota Hai kamyabi ke liye mehnat zada Se zyada karni Hogi jitni Ham mehnat karte hain usmein Hamen kamyabi milti hai Duniya Mein Koi Bhi kam Ho mehnat ke bagair nahin Hota Manat Se Hi Kamyab hote hain Agar Ham mehnat Karte Rahe To Hamen Aaj Nahin kal Nahin parson zarur kamyabi Milegi kamyabi ke liye Ham mehnat karte hain Hamen zyada Se zyada Forex mehanti hi Kamyab hote hain Mehanti log mehnat Karte Hain kamyabi ke liye Hamen learning zarur Karni Hogi learning Se Hi Ham Kamyab Hote Hain Forex Mein learning se kamyabi milti hai jitni achi learning utni hi zyada kamyabi aur Itni hi jaldi kamyabi
                      • #12 Collapse

                        Re: kabhi to kamyaab honge....

                        welcome to forex. jee ha hame forex pay mehnat karte rahni chahiye. aor forex pay aap ko yaqeen rakhna chahiye. aap aik din acha profit gene kar sakte hay. aor allaah paak kisi ki bhe mehnat ko zai nahe far mate hay. aor aap agar aap din rat mehnat karte rhay gay. to aap yaqeene kamyabe hasil kar sakte hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: kabhi to kamyaab honge....

                          Ak quote hy k try try again till you succeed hamen us waqat tak mehnat kartay rehna chahey jab tak hum kamyab ni hojatay ak bnda try karta hy or wo fail hojata hy wo phir try karta hy phir fail hojata atleast after a number of tried he will succeed or ak bnda try e ni karta to phir wo kesay kamyab hoga yh hamari apni mehnat pay depend karta hy kion k forex sab ko equal opportunities deta hy ab us say kon kitna faida uthata hy yh hum pay depend karta hy
                          • #14 Collapse

                            Re: kabhi to kamyaab honge....

                            Asalam alikum daer ap ne thik kaha hay forex par ham bahot zida mahnat or lagan se kamyab ho sakte haen or agar kabeh hamen los ata hay to hamen paresan ni hona cahaeye balkeh or ziada mahnat kar kah agay barhana caheye kabeh na kabeh to kamyabe zaror milaya gi or ham kamyab hon ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kabhi to kamyaab honge....

                              g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai forex main hum kbhi tu kamyab ho skty hain es umeed or soch ki boht value hai jis se hmain kbhi mayoosi nahi hoti hai es liye kbhi bhi apni trading main loss hony par mayoos nahi hona chahye jub hum maoos ho jaty hain tab he hum apni kamyabhi se door ho jaty hain es liye kbhi bhi dil chota na karen jub hum dil chota karty hain tab he mayoos hoty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X