forex is a tricky job.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex is a tricky job.
    ap log is baare me kia sochte hain k forex aik tricky job hai ya is k liye ap ko koi proper knowledge leni perti hai ya phir ap is ko just information base per ker sakte ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex is a very good business and the mind that is sharp that can make you earn the money from it, and if you have the good trading skills then you can understand the zigzag movement of the market and make the money.
    • #3 Collapse

      Forex hum par depend karti hai k hum easy ya tricky job lete hain is k leye basic aur essential information hona bohat zarori hai
      • #4 Collapse

        my dear friend jb hunm posting kerte hain aur hum apne sawaloon ke jawab daite hain is hamare knowledge mien izafa hota hai agar kisi cheez ka pata na lage tu kisi se information laine parti hai
        • #5 Collapse

          main ap ko bth dhon yeh akh job ni meri nazer my yeh akh big business hain isy kerny sy phly ap ky liyh isy smjhna buht aie zyda zrori hota hain or ap jb tek isain smjhtain hain ap isy ni ker sktain hain yeh akh asan way hain earning ka lakin us ky liyh ap ko learn kerna perta hain forex ka buht sy logh isy information base kertain hain lakin wo logh kabhi kamyab trader ni ben sktain is my.
          • #6 Collapse

            yes forex is always a tricky job... forex pe hamein har chez ku concentrate krna hota ha bl k koi bhi job concentrate important ha
            • #7 Collapse

              jnab forex koi tricky job nahi hy is k liay insan ko koi na koi knowledge zarur hona chahiay agar insan k pas knowldge nahi hoga is baray me to insan kamyab nahi ho saktya hy my dear yahan pe
              • #8 Collapse

                jee ye aik tricky job hai lekin is job ko karnay kay liye apko chahye kay apke pas knowledge acha ho or apke pas experience bhi ho takay apko loss na ho ya agay ja kay koi problem na ho is liye practice bhi achi karni chahye.
                • #9 Collapse

                  main samjta hun k forex ek technical buisness ha aur ye job nai hai aur is buisness mein kam karne k liye hmare pass ek achay knowledge aur experience ka hona bohat zayada zarori ha to phir humen ek achi kamyabi mil skti ha is buisness k zariye se
                  • #10 Collapse

                    dear Forex main hum just buy and sell karty hain jis ke waja se hamain profit and loss hota hai lakin is main hamain market ko samjh kar he buy and sell karna chaye jis k liye proper knowledge hona chaye..
                    • #11 Collapse

                      mery khayal sy yeh dono cheezain theak hain hmain knowledge bhi chahiye or tricks ka bhi istimal krna chahiye lakin apny mind ko use krty hoye or triks ka matlab bilkul bhi gambling ya shortcuts nai hai,
                      • #12 Collapse

                        forex aik real bussines he is ke lie hamare pas knowledg hona chaaye ager hamare pas is ki information ho to tab hi ye kaam kar sakte hen
                        • #13 Collapse

                          g han bilkul forex is tricky job hai is ke lie ap ko knowledge hasil krni parti hai without knowledge ap forex main earning nhin kr skte ye dusre business ki tarah itna easy nhin hai ap ko is ke lie achi learning ki zaroorat hai
                          • #14 Collapse

                            G han dosto trading aik bohat zayada tricky game or job ha is mainham sirf apney earning ko apney trick say he barha saktay hain . or apnay loss ko b kam kar saktayhain . , ir us main ham apney trick say he successful b ho saktay hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading is generally a little well-known market that is establishing large income for the ones who understand how to make the most of it. The once exclusive club of banking companies and wealthy investors, is now open to small-scale investors who prefer to participate. Forex trading is usually practiced .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X