Gold ne tamam record tor diye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ne tamam record tor diye
    Dear forum members aap se aksar members ye baat janty hein new members nhi janty aaj gold ki market ne boht record tor diye aaj gold ne phr unexpected movement ki gold ne 1587 se opr tk run kia jis mein boht se traders k account wash ho gaye is liye seniors kehty hein gold mein chance na lein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ne tamam record tor diye

    ji gold pe trade lagan apny acount ko risk main layny wali bat ha is se akser traders k acount wash ho jaty han humain is se bachna chahaiy ager humain achi earning kerni ha tu humain curency pairs pe trade lagani chahaiy is se humara acount bhi safe rahj sakta ha aur hum achi earning bhi ker sakty han.
    • #3 Collapse

      Re: Gold ne tamam record tor diye

      Yes, gold has really gone up a lot, the biggest reason for this is my brother that the US has killed the commander of Iran, because of this, oil prices and gold prices have gone up. And this is my advice at the moment, do not tag any of the brothers on gold because it can also cause you loss. If you have to do typing then you have other legs, you can turn on good with them and by playing them you can earn good profit.I would like to advise all my brothers that Gudan is different on Gold right now because it may be it will go on but it may come down
      • #4 Collapse

        Re: Gold ne tamam record tor diye

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men gold ne aj bari movement ki hey aur 1587 ko cross kiya hey jo k gold ki record movement hey aur ab mazeed up move kar sakta hey kiun k gold ka next target 1650 hey iss liay gold pe soch samaj kar trading karen
        • #5 Collapse

          Re: Gold ne tamam record tor diye

          G han brother yehi sunny mai aya hai k aj gold ne waki unexpected movememt ki hai jis k baki k record bhi toot gay hain r jis ne buy ki trade lagai hogi may be unhy kagi faida hua ho per mostly member k account wash huy hongy isi li achanak r boht tez movement ki waja se hi new members juniors ko gold per trade se door rehny ka mashwara dety hain
          • #6 Collapse

            Re: Gold ne tamam record tor diye

            G gold is time bullish hai aur is ko abhi mazeed opar jata main daikh Raha Hoon AP agar ichimoku ko daikhain to har lehaz ne market bullish di hai us ne aur newses dekhain to bhi aesa hi hai ke market Mein buhat hi bullish move ho sakti hai par daikhain ge ke ab aage market Kya karti hai aur kaise ham ne is se deal karna hai market unstable bhi ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Gold ne tamam record tor diye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
              Dear forum members aap se aksar members ye baat janty hein new members nhi janty aaj gold ki market ne boht record tor diye aaj gold ne phr unexpected movement ki gold ne 1587 se opr tk run kia jis mein boht se traders k account wash ho gaye is liye seniors kehty hein gold mein chance na lein.
              Jigar Patel Gaye Apne account mein Lene wali baat hai is accepted ke account Band Ho Jaate Hain Hamen is Se Bachana chahie gana matke Mein Mar Jaate Hain To Hamen currency pair Lagani chahie Hamare account save Rahenge aur ham acchi earning bhi Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Gold ne tamam record tor diye

                g han dear forex men gold ne tamam record tor dey hen forex men achi mehnt sy kam kran he acahi kamyabi hy jab hum foorex men achi mehnt sy kam karaen gy forex men dill laga ky kam karen gy tab he hum forex men achi kamyabi hasil kar saken gy forex men zeada vsy zeada mehn t sy kam kran he sab sy achi kamyabi hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ne tamam record tor diye

                  forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he htoty hain forex jasa koi or busines nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X