Gaya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Gaya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata

    Dear friend ap theek kah rahy hain k gaya want hath nahi ata hy hamain forex forum main an ka kam aj krna chahay hamain kal py naii chorna chahay hamaim forex main ziada sy ziada mahnat krny chahay q k mahmat main azmat hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Gaya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata

      G han dost bilkul forex trading men hamen waqat ki kadar karni chahey kion k jo waqat ak bar hamaray hath say chala jata hy wo wapis ni ata is lye hamen chahey k hum apna waqat zaya na karen agar hum waqat ko zaya kar den gy to hamen koch b hasil ni ho bas hum pachtaty rahen gy islye pachtavay say bachnay k lye zaruri hy k hum wqat ki qadar karen isko zaya na karen forex men spent kar k apnay time ko catch karnay ki koshish karen
      • #18 Collapse

        Re: Gaya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata

        Assalam o alaikum g piare dosto ye bat bilkul theek he ke gaya wakt kabhi laut ker ni ata jo wakt hamare pas hota he wo bahut hi qeemti hota he but hum us wakt kuch sochte hi ni lakin jab wakt guzar jata he tab sochte hn ke kuch asa kam kr lete to acha hota lakin us time sirf pachtawa reh jata he islie mere piare dosto ye jo aj apke pas wakt he bahut hi qeemti wakt he is ki qadar kro is wakt se jo kuch hasil krna chaho kr sakte ho jo wakt apke pas he wo bahut kuch apko de sakta he islie ise waste mat kro aur isi wakt ko apni kamyabi bna lo.
        • #19 Collapse

          Re: Gaya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata

          G Han dear friend ap ny Sahi kah hai Forex main gya waqt Kabhi bhi hath main Nahin aata hai isleay hamen chaheay k apna qeemti time zaya na Karen waqt ki qadar Karen aur Forex ko ziyada se ziyada time den agar ham Forex ko jitna time den gy is main hmara he faida hai hamen chaheay k Forex ko fully time Dy k Achi earning kmain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Gaya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata

            Forex k kam men waqat k bhut qadar hay jese ap ne kaha k gya waqat pher hath nae ata bilkul the kaha ap ne k forex k kam men agar ap kam kerne k irada rkahte han to ap waqat ko qadar kerna sekhen kun k forex men ap jitna time den gen utna grow keren gen ise lye forex k kam ko as a skill ap leen is per aboor hasil keren is per apna waqat lagaen pher dekhen ap k soch se zayada return de ga ap ko forex k kam.

            اب آن لائن

            Working...
            X