Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein
    Dear forum members America aur Iran ki tension mein market ki condition kuch samjh nhi aa rhi aur achi opportunity bhi nhi mil rhi jis mein trade open ki jaye lgta hai is condition mein trading na krein kionkeh yeh risky sabit ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein

    ap sahi khah rahy han k ager humain acha profit earn kerna ha tu huamin abhi trading nhi kerni chahiay q k market is wqt unexpected movement ker rahi ha kisi bhi pair main bhtreen entry point nhi mil raha mara bhi yahi khyal ha k abhi humain trading se avoid kerna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
      Dear forum members America aur Iran ki tension mein market ki condition kuch samjh nhi aa rhi aur achi opportunity bhi nhi mil rhi jis mein trade open ki jaye lgta hai is condition mein trading na krein kionkeh yeh risky sabit ho sakta hai.
      Jab market ki condition bahut jyada fast ho to use time per market ki Sahi tarike se samajh bhi nahin aati aur Aise time per trading Na Karna sabse best hota hai traders ko chahie ki Aise time per trading karne ko avoid Karen
      • #4 Collapse

        Re: Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein

        G dear achi trading krny k liay phly market ki movement ko lazmi chek krna chahiye mgr jo ab market ki movement chal rhi hi us se hamin kafi loss ho skta hi isliay sahi wqt ka intzar krin
        :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
        • #5 Collapse

          Re: Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
          Dear forum members America aur Iran ki tension mein market ki condition kuch samjh nhi aa rhi aur achi opportunity bhi nhi mil rhi jis mein trade open ki jaye lgta hai is condition mein trading na krein kionkeh yeh risky sabit ho sakta hai.
          dear friends America ki tension main market ki condition good samajh Nahin a Rahi aur acchi opportunity bhi nahin mil rahi hai jisse mein trading open ki jaye lagta hai is condition Mein trading na Karen Kyunki aapko ismein ka Samna karna pad sakta hai aur loss bhi ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein

            bilkul friend abi market ma entry na karain to behtar ha, achay time ka wait karain jaisay hi koi acha signal milay to enter ho jaen abi market ki moment stable nhi ha, is tarah ki situation ma aksar trader jaldbazi kar k khud ko loss kara laitay hain lihaza sabr karain
            • #7 Collapse

              Re: Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein

              hamy market ke movement ko dakt kar trading karne chahey jab market down move kary to hamy is main ahteyat sy kam karna chahey hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy is main informational wala kam karna chahey ta ky hum thanks hasil kar saky thanks ka extra bonus milta hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Market ki condition se lgta hai abhi trading na krein

                Faizan aaj market bahut hi jyada niche Aaegi aur aap market ko niche trader Laga De agar aap niche Laga Denge to aap ko bahut hi jyada profit Hoga aur aap ko jald se jald nikalwa Lena chahie aur aap se bahut hi jyada Apne Ghar Ke Jarur Yad pure kar sakte hain bahut hi jyada mehnat ke sath aap ismein kam Karen Jyada bonus Hasil karne ke liye
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal

                اب آن لائن

                Working...
                X