sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?
    asslam.alaikum
    hello friends kasey hain main ummid karta hun k app sub khariyat sey ho geyai or mahol ko enjoy kar rehy hun geyai .
    bhai kiya ham serf luck ki buniyaad par ik acha profit hasil kar skty hain ya ham ko ik acha profit hasil karny k lia knowledge gain karna lazmi hota hai .
    apni rai deyain ??
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

    g nahi bha jan forex trdaing main sorf luck he boht nahi hoti hai q k na he forex main apko luck kamyab krwati hai or na he luck ki base par ap achi earning kar skty hain or aghr hum luck ko kahen par count karty hain tu wo tab he hoti hai jub hum mahnat karty hain or jo mahnat karty hain luck bhi unhin ki chlti hai or wohi kamyab bhi hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

      dear friend forex trading mn achhi luck honay ki waja sa kbi to achha profit mil jata ha lekin hmesha naen lekin agr ap forex trading mn mehnat kren aur forex k baray mn achhi trh knowledge aur trading experience gain kr k trade kren to forex trading sa hmesha achhi earning hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

        Kabi kabi tu forex trading men luck bhi sath dey jati hey aur banda acha profit hasil kar leta hey lekin her dafa luck bhi sath nhi deti iss liay koshish karen achi learning aur knowledge hasil karen aur phir luck ki bajay apni mehnat pe depend karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

          Pakistan forex ke business mein kamyab ke ly hmean luck ke kabii zarort perti hy or kabii Merket ko analysis kerny ke zarort pertii hy hmean chye ke him is business mein knowledge or experience ke sath trading kerin
          • #6 Collapse

            Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

            Dear brother agr luck pe depend krna hai tu kabhi kabhi profit ho sakta hai lekin ziada tr loss hota hai trading luck pe nhi balkeh experience base pe krni chahiye jis k liye traders ko mehnat krni prti hai jbkeh luck mein koi mehnat nhi hoti ab aap khud decide krein luck pe trading krni hai ya experience pe.
            • #7 Collapse

              Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

              Bhia hum bhee theek hain aur mosam ko bhot enjoy kr rhy hain ...apkii baat biljul theek haii luck sy bhe hmain bhot achaa profit hoo jaataa haii lakin jo hum loog apny knowldgee ky sath experince ky sath aur confidence ky sath trade lagaty hain is main to lazmiii hmain profit hotaa haiii aur luck kabhii sath deta hai kabhiinnh deta haii
              • #8 Collapse

                Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                asslam.alaikum
                hello friends kasey hain main ummid karta hun k app sub khariyat sey ho geyai or mahol ko enjoy kar rehy hun geyai .
                bhai kiya ham serf luck ki buniyaad par ik acha profit hasil kar skty hain ya ham ko ik acha profit hasil karny k lia knowledge gain karna lazmi hota hai .
                apni rai deyain ??
                Sirf luck bed Band Karke aap acchi trading nahin kar sakte Agar acchi trading karna chahte hain to aapke pass market ka knowledge Hona bahut jyada Jaroori hai bina planning analyses Karke trading Karenge to aur sirf aur sirf Los hi hoga
                • #9 Collapse

                  Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

                  dear friend ho sakta ha forex ma aik do bar hmari luck sath da aur hm apni trade ma kamyab ho k profit hasil kar lain mgr continue kamyabi k liay apni learning ko increase karain aur mehnat sa forex par kam karain ta k hm aik experienced trader bn sakain, lihaza luck par depend na karain bl k apnay knowledge ko vast karain
                  • #10 Collapse

                    Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

                    Agar hum Pak Forex me kamyabi hasil krna chahte Hain agr sirf Profit hasil krna chahte Hain to sirf luck he kafi nahen Hy hum ko chahye k hum Pak Forex me mehnat kren luck par bharosa na kren kabhe kabhe luck nahen bhe chalta loss ajata Hy es lye hum ki anylsis KR k trade open krni chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

                      Asalam alikum daer ap ne tehik kaha hay treding karne kay liae sirf luk kafe ni hota is kay leyae hamen mahnat karne caheye or acehe post karne caheye jis se ham sub logon ko faeda ho or ham acaha kaam kar saken or bahtar kaam karen bski luk to allah pak kay hath meen hota hay luk to allah pak banate haen
                      • #12 Collapse

                        Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

                        Assalamu alaikum my most respected seniors and juniors kaise hai aap umaeed karte hain ki aap sab theek Honge Pakistan Forex Mein kamyabi ke liye just luck Kafi Nahin Hai Bal ke apne love ko best banane ke liye Maine Kafi hai jo log mehnat karte hain Unka luck automatic hi theek ho jata hai so koshish karen kya apne luck ko best banaen aur log tabhi ya best Ho sakta hai Jab Hamari earning best Hogi aur Aisa tabhi Mumkin Hoga Jab Ham mehnat Karenge so just luck se Ham successful Nahin Ban Sakte to koshish karen ki Apne luck ko best banaen.Menth karin .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: sirf luck kafi hai traiding k lia ya ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                          asslam.alaikum
                          hello friends kasey hain main ummid karta hun k app sub khariyat sey ho geyai or mahol ko enjoy kar rehy hun geyai .
                          bhai kiya ham serf luck ki buniyaad par ik acha profit hasil kar skty hain ya ham ko ik acha profit hasil karny k lia knowledge gain karna lazmi hota hai .
                          apni rai deyain ??
                          ji Nahin Forex trading mein sirf ek hi bahut Nahin Hai Kyunki nai Forex mein aap log Kamyab karati hai aur na hi laki base per aap acchi Anni Kama sakte hain aur Agar ham log ko Gai par account Karte Hain To vah tabhi Hota Hai Jab Ham mehnat karte hain aur jo mehnat Karte Hain Log bhi unke Sath Chalti Hai Vahi Kamyab Hote Hain isliye hamay chahiye zayada mehnat Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X