mahnet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnet
    hamy forex mai mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnet

    Hmean chye ke him is business mein mhnet Karin or kamyabi hasil Karin Jo members is business mein dil laga ker kam kerty hain WO members is business mein acha profit earn kr laty hain or WO is business ke bary mein achi information hasil ker laty hain
    • #3 Collapse

      Re: mahnet

      Asalam alikum daer ap ne thik kaha hay jab tak kese kaam meen mahnat na ho woh kabeh kamyab ni hota or forex meen to bahot ziada mahnat karne caheye yah aik mahnat wala biznes hay or jitne ziada mahnat ho he utna ziada faeda ho ga har kaam mahnat mangta hay or forex meen bahot ziada mahnat karne caheye
       
      • #4 Collapse

        Re: mahnet

        Assalamu Alaikum friends Namit karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji habro aap bilkul theek kah Rahe Hain Jo log mehnat karta hai vah jald Kamyab hote hain aur yah forex for Aisa business hai jis mein madad karna bahut hi jaruri hai Jo mehnat Nahin Karega to usko Kuchh Paida Nahin Hoga Bada Meherbani Jo log forex for use kar rahe hain hain to vah mehnat aur imandari Se Is per tavajjo Den Taki vah Sahi tarike se profit Mein Kamyab ho sake aur jo isko aise hi use karte hain time waste karne ke liye to unko Main Bata Do vah its main Kuchh Bhi Hasil nahin kar Sakenge Jo mehnat Nahin Karega vah Kamyab Kabhi Bhi Nahin Hoga Shukriya Meri Baat per Amal karna Jarur please Agar ho sake to mujhe thanks lazmi de dena please

        Plz plz plz thanks dataaaa janaaa all bro
        • #5 Collapse

          Re: mahnet

          Assalamu alaikum my most respected seniors and juniors how are you? Aapane bahut acchi baat share Ki Hai Pakistan Forex Mein mehnat Hi Sabse Badi value rakhti hai jo log mehnat Karte Hain vah Log Pakistan Forex Mein Kamyab hain SO koshish karen ke Pakistan Forex Mein mehnat Karen Ke Niche hard work Karen tab jakar aapko acchi Nahin Hogi Kyunki Forex knowledge aur experience ke sath Achcha hard-work mangta hai tab avchi earning Hogi.
          • #6 Collapse

            Re: mahnet

            Asslam o Alaikum mry dost mahant hi inshn ki sub say bhri kamyabii hy jas say wo kamyab ho skta hy mahant hy tu sub kuch hy wrna kuch bhii ni hy as lay forex pay sra kam mahant pay depand krti hy as pay jo jatna zyda mahant krta hy acha ir zyda kam krty hy usy us ka phal bhi wesy hasil hota hy as lay humy jatna zyda ho sky aoni kamyabii k lay mahant krna chye..
            • #7 Collapse

              Re: mahnet

              Dear friend g han forex man mahnat sy kam karin mahnat sy kam kar ny waly kamiyab ho ty hai koi kam bhi mahnat sy karin is man kbi nkami nhi ho ti hai aik na aik din kamiyabi zaror milti hai forex aik online business hai is man jatni mahnat sy kam karin gy untni kamiyabi hasl kar sakty hai or forex man achi earning kar sakty hai or kamiyab trader ban sakty hai is liy forex man dil laga ky kam karin or mahnat ky sath ta ky ap forex man kamiyab ho saky
              • #8 Collapse

                Re: mahnet

                Aalam o Alikum bilkul gee Pak forex ek behtreen business Hy hum ko chahye k hum Pak Forex me Dil se Kam kren es me etni mehnat kren k kamyabi khud hmari dehleez par ajae him ko oak Park me trading ka expert hona chahye ta k hum kse pair par bhe trade open KR k acha profit hasil kr sakem
                • #9 Collapse

                  Re: mahnet

                  forex trdaing main mahnat karny waly he kamyab hoty hain es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu ap apni trading main mahnat kar k karen jub hum mahnat karty hain ta he hum achi leraning karen or expiernce gain karen mahnat se he ap apni trading main acha profit gain kar skty hain sath main hmain loss bhi tab he akm hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: mahnet

                    AoA! Forex mn kamyabi unhi logo ki hai jo bakhubi mehnat karna janty hain keun k jitni zada hum mehnat karengy utna zada humy kamyabi milegi humari mehnat humy kamyabi ki tarf le jati hai jesi mehnat hogi wesa hi bonus milega mehnat k bina hum kuch bhi hasil nhi kar skaty hai humy agar kamyabi chahye to humy mehnat bhi dat k karni hogi ta k hum kamyab hon bus forex ki time den focus karen umeed rakhn kamyabi apki hai in Sha Allah....
                    • #11 Collapse

                      Re: mahnet

                      Dear friend mhnat ek asa word hy jis mn kamyabi ka raz hota hy ap ny ye maqola tu suna hi ho ga ky mahnat mn azmat hy g han dear friend mahnat mn azmat hy hum Pak Forex mn jitni bhi mahnat Karen gy hum ko utni hi es ka phal liey ga jo log Pak Forex mn mahnat nh krty wo kabhi bhi kamyab nh hoty har Kam mhnat sy successful hota hy aur jis kam mn mahnat na ho wo nakam hi hota hy agr hum apni life ko change krna chahty hain tu hum ko ziada Sy ziada Pak Forex mn mahnat karni ho gi aur apna ziada sy ziada time Pak Forex forum mn invest krna ho ga taky hum achi earning achieve kr saken
                      • #12 Collapse

                        Re: mahnet

                        Forex main agar hm kamyab hone k liye kam karte hain to hame mehnat karni Chahiye. Q k mehnat se hi hm kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: mahnet

                          Ji Han Bhai ham jitni mehnat karengy hamen utna sila Mily ga agar ham susti or kahili ka samna karengy tu profit or bonas bhi hasil ni kar sakty just Han ham mehnat Bui soch samajh kar karni hogi by tuki mehnat ka Bui koi faida ni he hamen forex rols ko samny rakh kar mehnat karni hogi or forex ko ziada sy Ziada Tim Dena hoga
                          بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
                          • #14 Collapse

                            Re: mahnet

                            Naino kiye bagair Forex broker Ka Main Bhi bilkul Namumkin Si baat hai isliye koshish karen jitni Jyada mehnat aap log kar sakte hain Karen Jyada Se Jyada Share Broker ko time nahin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mahnet

                              Asalam alikum daer ap ne thik kaha hay ham koi beh kaam karte haen to es meen meahnat lagte hay or tab ja kar kahen hameen kamyabe milate hay jab ham kise kaam ko mahnat se ni karte woh kabeh acaha ni hota or ham nakaam ho jate haen or hamen koi faeda ni milata es layeh hamen ziada se ziada mahnat karne caheye
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X