trading in pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading in pairs
    hum pairs mai trading kaar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex kabe be band na hony wala busines shain hum is maji agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
    Last edited by ; 06-01-2020, 06:59 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading in pairs

    Forex reading mein koi b pairs nhe hoty hain han trading mein uad cad mein ke pairs different hoty hain or han foeex mein currency pairs b hity hain or un ka istamal b different hota hy or is se hmean profit earn kr laty hain
    • #3 Collapse

      Re: trading in pairs

      Asalam alikum daer ap ne thik kaha hay pairs meen treding karne se bahot acaha hota hay es say hamara mayar barh ta hay or ham kafe relax masos karte hen or acah feel karte haen hamen paris se har tred karne cahe ye takeh ham acaha prafet kama saken
      • #4 Collapse

        Re: trading in pairs

        Forex trading mostly currencies pairk sath hee ki jati hain srif metal mai gold or oil asy hain to with pair or without pair bhi trade ki jaa skti hain .
        • #5 Collapse

          Re: trading in pairs

          Trading pairs g dear forex forum mein buhat sary trading pairs hoty Hain hum kisi bhi trading pair per kisi bhi milk ki currency per trade kar sakty Hain aur yeh pair 2 milk ki currency ko Mila kar ek banty hai aur is se humein zaida faida hota hai aur is se hum apne dimagh ka use karte hue double profit earn kar sakty Hain aur yeh humari kamyabi k liye buhat zaida maeny karte Hain humein is se kamyabi milti hai aur is se hum trading karne mein kamyab ho sakty Hain aur forex mein humein in sab ki pairs ki detail mt4 se mil jati hai m54 mein har pair ki detail did jati hai is se humara faida hota hai aur forex mein yeh buhat zaroori hai is mein humari kamyabi k liye Jo is mein jitni zaida mehnat karta hai is se woh utna zaida kamyab hota hai trading mein hum zaida se zaida mehnat kar k hi acha bonus le sakty Hain trading mein humein zaida se zaida mehnat karte rehna zaroori hai hum is mein apni mehnat ki waja se hi kamyab hoty Hain Jo is mein zaida mehnat karta hai woh is mein jaldi kamyab trader ban jata hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni hogi is mein hum jitni zaida mehnat karte Hain humein is mein utni zaida kamyabi milti hai is mein hum apni mehnat se hi kamyab trader ban hate Hain humesha zaida se zaida mehnat karni kisi ko karni hogi tabhi hum is mein hum kamyab hoty hai mehanti trader hi is mein kamyab hota hai aur forex mein buhat sare trading pair hoty Hain is per AP kisi bhi milk ki currency per kam kar sakty ho
          • #6 Collapse

            Re: trading in pairs

            Aalam o Alikum kese Hain ap me umeed krta ho ap sab khereyat se hongy or me bhe yeh kahonga k Pak Forex me hum do pair par trading krte Hain mtlab ek curruncy USD or dosre kse or country k currency en k drmeyan hum buy ya sell ka Kam krte Hain hum ko chahye k hum jb bhe trade open kren anylsis lazmi kren
            • #7 Collapse

              Re: trading in pairs

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
              hum pairs mai trading kaar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex kabe be band na hony wala busines shain hum is maji agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              Currency pairs Mein trading karna commodity trading karne se bahut kam risky hota hai commodities main market bahut fast move Karti Hai Jab Ke currency pairs Mein Aisa Nahin Hota market slow move karti hai bahut jyada loss hone ke chances Thode Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: trading in pairs

                Dear brother agr currency pairs mein trading krein tu ye sb se best trading hoti hai aap jis currency pair mein experience ziada rakhty hein usi mein trade open krein sath mein other currency pairs ki market bhi observe krein kionkeh un mein bhi small lot ki entry se experience increase ho jata hai jis se apki earning mein izafa hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: trading in pairs

                  forex trdaing main hum currencies pairs main bhi trading kar skty hain or achi eraning gain kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading ko kamyhi k sath ssikh kar karen jitni ap sikh kar apni trading karengy otna he ap apni trdaing main kamyab ho skty hain trading main jitni hmari learning achi hoti hai otan he hum apni trading ko bahtr kar skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: trading in pairs

                    hum trading kar ky ache earning gain kar sakty hai forex aik wasee business hain hum is mai free account bana kar b ekam kra sakty hain hum is mai agar bager learng ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex pakstan mai legal ban cuka hain hum is mai agar lalch ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X