Demo trading successful kyun hoti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo trading successful kyun hoti
    Asalam O alikum main ap logo se pochna chahta hon kay demo trading successful ku hoti hai jab kay hum jab real account pay atay hain toh loss karna shuru kar daitay hain us ki waja yeh hai kay hum log jab demo pay work kartay hain toh tension free rahtay hain kya aap log itefaq kartay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo trading successful kyun hoti

    Demo trading es liye successful hoti ha k demo trading account mein ap ko es bat ka dar ni hota k ap ka account wash ho jaye ga aur ap loss ko itni ahmiayat ni daity ap open mind se Jo faisla krna hota ha wo khul k krty haen es liye demo account mein maximum log kamyab hoty haen aur real account mein emotions ki waja se fail ho jaty haen q k wo apna hr faisla emotions ki bina pe krty haen.
    • #3 Collapse

      Re: Demo trading successful kyun hoti

      Asslam-o-alikum dear wellcome to forex forum Pakistaaa % dear friends bikul demo account kay partaice karna sa hum ko bout fayda ho ga q demo sa hum ko trde karna sa practice or knowledge milta ha jis sa hum ko los or profit ka andza ho jata ha ka trade kasa karni ha dear friend jatna zayda time demo ko do gay ap ko bout fayda ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Demo trading successful kyun hoti

        Jiii bilkull theek baat haii apkii demo main hum success full is lyee hoty haij hmain us kay andr loss kii koi tbsion nh hotiii hai aur hmain us mn tradee lagty huwee aur real account p trade lagty huwe bhot farq dhkhiee detaa haii hum us p dar ky trade lagaty hain aur phr baax dafaa hmain loss hitaa aurr phr profit bhee ho jaataa haii
        • #5 Collapse

          Re: Demo trading successful kyun hoti

          Dear brother boht acha sawal kia hai,demo account pe is liye new traders successful trading krty hein kionkeh us mein practice k liye big capital hota hai jis mein new traders ko loss nhi hota is liye jb woh real trading mein trade open krty hein tu small capital hota hai jis mein foran loss start ho jata hai yeh aik big reason hai fail hony ki.
          • #6 Collapse

            Re: Demo trading successful kyun hoti

            Ji dost aapane bahut acchi post ki hai aur aapki post bahut knowledgeable hai hi aapka bahut Shukriya doston Baat yah Hai K Akshar Hamara demo account successful hota hai uski Sabse Badi vajah yah hai ki Hamen Jo Pakistan Forex ki taraf se bonus Milta hai vah bahut jyada hota hai aur 5,000 USD hota hai to use Mein Dar bhi nahin hota agar loss bhi ho jaaye to Koi pareshani Wali Baat Nahin Hoti Lekin usmein Ham Billa Ho work karte hain Baat asel experience aur knowledge ki hoti hai. agar Ham demo account mein bhi lose tarike se work Karen Ge use mein bhi Loss ho sakta hai To Hamen apni acchi strategy ke mutabik work karna chahie Agar Pak forex Mein kam krna bhi chahte hn to aap apni mehnat Jari rakhen aur knowledge or experience Hasil Karte Rahen ummid Hai ki aap demo account aur real account per Kamyab Ho jaen gey
            • #7 Collapse

              Re: Demo trading successful kyun hoti

              Dear members trading mI. Demo account ka use AP ko acchi practice krny ka moqa deta hy jis main. AP ko ziada tar profit hota hy kiun k AP is main Kisi dar ko sath nahi any dety Hain. AP ko chahay k mehnat krain AP ko chahay k mehnat krain AP ki mehnat r lagan AP ki kamyabi hy AP ko chhay k Soch samjh k Kam krain r ek Kamyab trade krny ki koshish krain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Demo trading successful kyun hoti

                demo trading is lye successful is lye hoty hy kun ky is mn hamein koi bhi pershani nhe hoty hy aur pher ager hamary koi bhi trade loss mn chaly bhi jaty hy to pher hamein is mn koi perwa nhe hoty aur jab wo wapis lot aty hy to pher ham usko close kar dety hn so hamein is mn chaye ky ham real per soch smajh kar kam kairen aur pher earning karien
                • #9 Collapse

                  Re: Demo trading successful kyun hoti

                  Demo account par hum trading kartay han tu is mein profit is waja se hota hy k demo account par hum apni investment nahin kartay js ki waja se demo account par emotions nahin haotay aur loss ka dar nahin hota is liye demo account par practice mein profit ziada hota hy aur jab real account mein trading kartay han tu us mein apni investment hoti hy aur hum emotions k sathh trading kartay han js se loss ho jata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo trading successful kyun hoti

                    aoa demo account islea suuccessfil huti q ka jo hum na acount bnaya huta wo bhut ziada bara huta us ma investmnt bhut ziada huti tb us ka mutabq hma profit bhi huta jb hum real acount bnate us ma hmara acount chuta huta tu hum jo adat huti wo bara lots pa huti tb hma nuqsan huta tu demo acount utna bnana chaeya jtna hum na real acount bnana
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo trading successful kyun hoti

                      Demo trading success for my bro Kyunki Hamen ismein knowledge ke sath sath achi karne ka bhi mauka Milta Hai Forex mein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To demo account ko acche tarike se aur usko follow karke Karen tab jakar aapko acchi Nahin Hogi Kyunki Forex card am account hi hai Jisko aap Agar mehnat karen to aapko loss Nahin Hoga aur Yahan per aapko market ke bare mein bhi complete knowledge Mil Jata Hai isliye demo account sabse Jyada important hai knowledge ke liye bhi aur running ke Liye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo trading successful kyun hoti

                        demo my is liyh ap ko profit hota hain ky ap us my lose ni kerty ap ko demo or real ko akh jesa use kery gyh to ap aram sy gher beth ker kama sky gyh is my time ke koi papendhi ni hain yeh best hain or buht sy logh is my demo trading ker rehy hai or ap ko agher is my acha eanring ker rehy hain or ap ko demo ky sath real per bhi work kerna chyah or ap aram sy acha earning ker lyh gyh .
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo trading successful kyun hoti

                          w.salm demo account successfull hota hy kuin ke ham es account mein zeyda se zeyda practice kerte han jitna zeyda practice hoti utna hamra experiecne gain hota hy tab yehe experience hamre real trading mein kam ata hy to yaha successfull hoge to real mein bhe ban payn ge kamyab
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo trading successful kyun hoti

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
                            Asalam O alikum main ap logo se pochna chahta hon kay demo trading successful ku hoti hai jab kay hum jab real account pay atay hain toh loss karna shuru kar daitay hain us ki waja yeh hai kay hum log jab demo pay work kartay hain toh tension free rahtay hain kya aap log itefaq kartay hain
                            doston aur demo account trading successfully hai kyunki main jab hamare paas jo hai vo jyada experience nahin hota hai jyada knowledge nahin hota to Ham log direct apne account per trading karne ki vajah se pahle demo account per trading Karne hain sakte hain aur jab hamen iske bare mein jo hai vah knowledge Ho jata hai to fir Ham apne account per trading karte hai isiliye kamyab hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo trading successful kyun hoti

                              Walaikum Asalam.
                              Ye mera bhi experience hain k demo account par or real account par trading karny mai bhut farQ hota hain kiyo k demo account par humra koe emotion ni hota jesay lalach hogae profit ki ya phr investment k loss honay ka dar, trade Open karny k bad us ka loss mai run karna ye sub emotion say bhi bht impact hota hain trading mai. Is liay jab demo account par practice kary to ye soch kar mar kary real hain ya demo just always try to manage your account and open trade with best analysis.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X