Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin
    bhaio main ap sy yh kehna chahti hon kh ager ap forex main kam ker ker ky thak gay hn to ap ko chahiay kh rest karin lakin ap himmat na harin bulkh agy bht ziyada josh sy kam karin apny safer ka kaghaz karin bhir jo thak ker har jata hy wh apni munzil tak nh phunch pata hmain is forex main bht mehnat kerni hy ager ziyada nh ker sakty to kam hi sahi lakin ap is ko chor na dain yh ap ka bhi ghalat faisla ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

    ji hun ap na theek khaha ha k ager hum posting kerty hoay thuk jaein ya bore ho jaein tu humain apny kam ko thori dar k liay chore daina chahaiy taky jub hum fresh ho jain tu dobara kam karein is se humara kam bht acha ho ga humain isy bilqul khtum nhi kerna chahaiy asa kerna forex main nakami k sabub banta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

      Agr loss ho jaye tu beithny se bhi kuch nhi hoga agr success hasil krni hai tu himmat aur hosly se loss ko face krein aur secure trading krein koshish ye honi chahiye risk kam se kam lein aur demo pe apni mistakes ko correct krein tah k trading mein apko profit ho agr thora bhi ho tu woh theek hai iska mtlb aap right direction mein run kr rhy hein.
      • #4 Collapse

        Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

        bilkul friend forex ma agay barhnay k liay hamesha himmat aur hoslay sa kaam kartay jaen proper time management k sath kam karain ta k hm bore na hon aur apna task easily mukamal kar sakain, kam k waqt kam aur rest k waqt rest karain
        • #5 Collapse

          Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

          forex trdaing aik aysa busiess hai jis main hum jitni bhi himat karen gy otna he hum apni trading main kamyab ho skty hain forex main kbhi bhi himat nahi harni chaye q k jub hum himat harty hain tu he hum nakam ho jaty hain es liye aghr ap thak gy hain tu ap zara break lae liya karen ap trading na karen laken jub dobra trading karen pahly se zyda or achi karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu
          • #6 Collapse

            Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

            aslam.o.alikum dear friends.umeed ha ap sab thik hun ghy.forex main kamyaby k lia mahnat ki zroorat hoti ha mahnat karty wakat insan tkak jata ha.forex ko aik timetable k sath istamal karna chahy.tkak jay to bath jay lakin himat na hary.bal k farigh wakat main forex per kaam karty raho.
            • #7 Collapse

              Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

              Jee han bilkul sahi kaha hain kabi kabi hum thak say jaty hain kam kar k kam karny ka dil ni hota or na he kam ki samhj ati hain dil bhar jata hain some time kam kar kar k is liay humaye break lazmi layna chaia taab har field mai ek do Holiday zarur di jati hain taky mind fresh ho or kam say haat kar thora sa relax bhi kary asa kam ki traf interest or bharta hain kaam ni hota.
              • #8 Collapse

                Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                Hr insan ka aik caliper hota ha hr banda apny caliper k hisab se kaam krta ha agr trading ki bat ki jaye tu agr ap trading ko seekh chuky haen aur ap daily aik limited time mein trading kr rahy haen tu ap thaky ge ni bel k ap ko bht kem time required ho ga k ap koi achi trade talash kr sakaen us k bad agr ap forum ki bat krean tu ap ko chaye k ap mehnat krean laikn jitna kaam ap se ho saky ap utna krean ziada kaam krean ge tu ap bore ho jaen ge aur ap k na tu threads achy hoon ge na posts es liye aik limit mein reh k kaam krean ta k acha kaam kr sakaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                  bhaio main ap sy yh kehna chahti hon kh ager ap forex main kam ker ker ky thak gay hn to ap ko chahiay kh rest karin lakin ap himmat na harin bulkh agy bht ziyada josh sy kam karin apny safer ka kaghaz karin bhir jo thak ker har jata hy wh apni munzil tak nh phunch pata hmain is forex main bht mehnat kerni hy ager ziyada nh ker sakty to kam hi sahi lakin ap is ko chor na dain yh ap ka bhi ghalat faisla ho ga
                  Ismein kaun sa Hamen Chal fir kar aur idhar udhar Bhag kar kam karna hota hai jo Ham thak Jaenge aaram se baithkar posting Karni Hoti Hai is Mein To Koi Itna hardworking ka kam Bhi Nahin Hai bahut lambi Chhod dete ho yaar aap
                  • #10 Collapse

                    Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                    Ji Han ap ny bilkul right Kaha hai Forex main agar ap work Kar Kar k thak jaty Hain Tu Thora saloon karlen aur phir work Karen aur himat bilkul Nahin haren qatry qatry we Darya bnta hai Forex main hamen chaheay k apna achy knowledge wala Kam jari rakhen aur kamiyabi hasil kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                      Forex buht acha business hy aur forex mein hum ko learning knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy forex aik is traha kabusines hyisme kaamyab hone learning zarrori hy earning learning se hoti hai aur forex mein hum ko mehnat karna hoti hai forex ka knwledge zarrori knewledge ho gatu hi market ko watch karte han tu hi achi trading kar aur hum ko kamyabi confidence se milti hai learning k laiye informition zarrori hy knwledge hasil karna zaroori hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                        You are right. Main aap sab Ki Baat se Ittefaq karta hun Pakistan Forex mein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To Kam Karte Karte aap thak Jaate Hain Tu Pareshan Na Ho thodi der ke liye relax Ho Jaaye aur apne mind ko fresh karne kyon kya kar refreshment ke sath kam Karenge to aapko loss Nahin Hoga aur Forex To Aisa business hai jismein koi time table Nahin Hai up anytime anyplace Apne work ko Jari kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                          g han dear forex business men work kerte kerte ager ap thak jate han to zror rest ker lein likn kabi bhe himat nahi harni cheye forex par hamain lagan se or himat se hasmha kam kerte rehna cheye tab hamain kamyabi milti hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                            Ji bilkul Agar thak Jaaye to Baithe jaye Himmat na Hare Waqfy se Waqfy Ke Sath Dobara kam Karte Rahy. isy sy ap thakky gy b ni or bonus b acha milega.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ager thak jain to baith jain lakin himmat na harin

                              Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jas pay hum din rat main kam kr skty hy as lay as pay sbr or sukan k sth kam krna chye jab ap thak jaye tu beshak ap kam krna chor jay kuch dair k lay rest jrny k bad dubra kry fresh mind k sth lkn kbii forex ko loss ya kesi wja say humsha k lay chory na ku k us say ap ka loss nuksan hoga....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X