Over trading per kaisay qaboo paain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading per kaisay qaboo paain?
    Over trading jaisa k naam se zahir ha k apne balance se ziada ki trading karna. Jab ham baghair sochay samjhay trading karaingay aur be tukkay trade open karaingay to baaz awqaat hamain pata nahi chalta aurham ziada trades open kar laitay hain. Es ka nuqsan ye hota ha k jab market hamaray trades k ulat chali jati ha to hamara account wash ho jata ha. Esi leye hamain over trading nahi karni chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

    ji bhai hmain chahiay kh jis pair main bhi hum trade open kerna chahin to hmain aik hi trade open kerni chahiay or bhir lot size ka bhi khayal rakhna chahiay q kh ager hmari aik hi trade ho g or lot size ziyada ho ga to is sy hmara account safe nh rahy ga or bhai ager hum over trading kerty hn to hmain loss hota hy hmain chahiay kh jitni bhi entry milin hmain aik hi trade open kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
      Over trading jaisa k naam se zahir ha k apne balance se ziada ki trading karna. Jab ham baghair sochay samjhay trading karaingay aur be tukkay trade open karaingay to baaz awqaat hamain pata nahi chalta aurham ziada trades open kar laitay hain. Es ka nuqsan ye hota ha k jab market hamaray trades k ulat chali jati ha to hamara account wash ho jata ha. Esi leye hamain over trading nahi karni chaheye.
      Sir kabhy bhy ap apne ;lot size ko big use nhy kar sake tabhy ap apne trading mien qaboo pa sakte hain kyunki ye sirf lot sie p hy depend karta hai aur hamen kabhy bhy big lot,s use nhy kar sakte hain.
      :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
      • #4 Collapse

        Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

        trading kerty hoay humain jitna mumkin ho saky lalch se parheze kerna chahaiy over trading insan lalch main a ker karta ha jub wo aik trade open kerty han tu jub wo ziada loss main jati ah atu dosri trade wo open ker laty ahn k ab market reverse move kary gi tu humain profit ziada ho gha lakin asa nhi hota tu jub wo mazeed loss main jati ha tu aur trades open ker daty han jis se humain pata bhi nhi chulta k acount main itnispace hi nhi hoti k mazeed trades open ho sakein is tarh humara acount wash ho jata ha.
        • #5 Collapse

          Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

          Gee han asal mein over trading hum lalach ki waja se krty hein jiska result sb members janty hein k account wash ho jata hai agr hum apni lalach ko control kr lein tu hum over trading ko boht hd tk control kr sakty hein phr hum achi aur successful trading kr sakty hein.
          • #6 Collapse

            Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

            bhai jan aghr apko over trading main qabo rakhny main masla hai or ap nahi rakh pa rahy hain tu yah apk apny haq main he bahtr nahi hai q k over trading main apko kbhi bhi kamybhi nahi milti hai or na he apko achi eraning milti ha es liye hmain chahye k hum apni trading main khud he apny loss ko rok kar trading karny main he hmai bahtri hai jis main hum kamyab ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

              Dear friend forex trading main over trading karny say hi hamen loss hota hy as leye khud par kabo pana sekhen ges say kbud par control kar leya woh forex main kameyab ho geya as leye ap ko chahye forex ko agar kameyab banana hy to apny imotional par control karna sekhen aur khud say nahi bal k kisi aur ki help say trading karen gab tak ap asay sekh nahi lety ta k ap apna noksan na karen
              • #8 Collapse

                Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                Over trading jaisa k naam se zahir ha k apne balance se ziada ki trading karna. Jab ham baghair sochay samjhay trading karaingay aur be tukkay trade open karaingay to baaz awqaat hamain pata nahi chalta aurham ziada trades open kar laitay hain. Es ka nuqsan ye hota ha k jab market hamaray trades k ulat chali jati ha to hamara account wash ho jata ha. Esi leye hamain over trading nahi karni chaheye.
                over trading per kabu pane ke liye hamare paas jo hai vah ek plan hona chahie mein hamen sabse pahle to trading karte hue yah dekhna chahie ki hamare paas jo hai experience kitna hai aur hamare pass account balance kitna hai uske mutabik jo hai FIR hamen trading open karni chahie aur ek dafa trading open karne se jo hai hamen baar baar Jo hai dobara trading open nahin karni chahie aur na hi dwara kisi aur chij mein trading karni chahie is tarah se overtrading karne se jo hai vah loss ho sakta hai aur hamara account varshon ke bich ismein chance hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

                  Dear friend hamain forex trading main over trading nahj krny chahay hamain forex trading main market main phlay analysis krna chahay analysis krnay sy hamain market ka pata chalta hy k market up ho rahy hy ya down is k mutabik trade
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

                    Over trading per controly dearest friend forex mein over trading per kaabo pany kiye apko some AP per kaabo karna hoga is mein jab AP apne AP per kaabo kar lete Hain tabhi is per kaabo pana koi maharat ki baat nae hai hum over trading asaal mein apni waja se karte Hain humein is mein kabhi bhi over trading nae karni chaiye is se humara is mein zaida loss hota hai trading mein humesha humein khud per control rakhna hai is mein jab bhi hum khud per kaabo rakh kar trade karte Hain toh is se humein zaida faida hota hai aur forex mein humeim humari mehnat se hi kyabi.milti hai humein is mein zaida se zaida mehnat Karte Hain tabhi us mein humara faida hota hai aur forex mein hum is mein apni mehnat se hi kamyab trader ban sakty Hain humein is mein zaida se zaida mehnat karni hogi aur is k liye humein seniors ki follow karte rehna zaroori hai is mein humare seniors k pass buhat zaida information or knowledge hoti hai Jo is mein zaida mehnat karta hai woh is mein jaldi kamyab hota hai har kisi ko is mein zaida se zaida mehnat karna zaroori hai har koi jab bhi is mein zaida mehnat karta hai woh bhi is mein kyab trader ban jata hai aur forex mein humesha mehnat karne Wala hi kamyab hota hai har kisi ko is meinn kamyabi k liye zaida se zaida mehnat karni hoti hai tabhi hum is mein kamyab trader ban jaty Hain jab hum trading mein mehnat karte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

                      hamein is mn chaye ky ham over trading mn kabhi bhi atmad na krien jis sy pher hamein is mn ager over trading karty hn to pher hamein is mn kafi ziada loss ka samna karna parta hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat aur pher himat sy kam karien aur pher kabhi bhi juld bazi na kairen
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

                        dea forex trading main over trading se ap khi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye apko es bat ko apny mind main rkhna hoga q k jub hum khud he apny kam main galtian karty hain tu ap kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye aghr ap chahty hain k apka account save rahy or apko loss bhi na ho tu ap ko apni over trading ko rokna he parhta hai ap tab he nakam hoty hain juba yse karty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

                          over trading ka injaam hamainy account wash ki soorat me milta ha isliey over trading bilkul b nehi karni chahiey or over trading se bachnay kay liey hamainy chahiey kay hum money management rules ko follow karay money management rules ko follow karne se hamari trading discipline se ho gi or over trading se bach jaey gay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading per kaisay qaboo paain?

                            Forex mein over trading karna bhi Aik mistake hoti hy js par hum ko control karna zaroori hy forex mein hum ko over trading nahin karni cahaiye kiok agr hum Aik see ziada trade open kartay han tu is se lot size ziada use kartay han aur risk ziada hota hy aur account bhi wash ho sakta hy is liye account ki money management zaroori hy money management kar k trading kartay han tu hi forex mein kaamyaab ho saktay han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X