Markit ki language

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Markit ki language
    Jis Tarah har kam ki apni alag Zubaan Hoti Hai Usi Tarah forex ki bhi alag language hai.
    Detail bad mein bataunga Yahan sirf buy i aur Sel ke liye jo alfaz istemal hote hain vah bataunga.
    Agar price ooper ja raha ho to.
    Ose forex ki zuban ma "buy,bulish,long,high" wagera kehte hen.
    Or agar markit down ho to ose
    "Sell,bearish,short,low" wagera kehte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Markit ki language

    Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakiatan forex treading karty hum ik alag sy lanuage ka use karty hain jis sy hum sirf aur srif forex ka member hi is languagr ko samjh sakty hajn hamin is min jab market up hoti hy to hum is ko buy limit khety hain agr markeet up ho ka down ho ragi hy sell lemit jarhty hain isj lia hum isi apni hi dada language ka istamaal karty hain ..
    • #3 Collapse

      Re: Markit ki language

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay forex ki language hay aam forex ki guftgu is main ham ko chye k ham is main jo bhi kam karein woh aam ilfaz main likhna chye is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam karein aor is main ham ko chye k ham jo bhi kam karein is main ham ko jaldbazi nahi karna chye forex main anay k bad .
      • #4 Collapse

        Re: Markit ki language

        Ji han aapane theek Kaha Hai Har department ki ek alag language hoti hai aur Har Business meiN different language aur terms use Hoti Hai. To bhaiO forex Main Bhi Ek different language ka use Kiya Jata H jis se agahi alzmi hai. Hamen kis ki language se bharpur waqfiat honi chahie ta ke Ham acche tarike Se Apna business aur trade kar Saken aur yah Sara Kuchh Hamen mehnat aur experience ke bad Hasil hota hai to is Mein kam main jitni zyada mehnat Karen Ge utani expert Ho jaen gey so please Forex ki language pe tavajjo Den bahut Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Markit ki language

          Asalam alikum daer ap ne thik kaha hay forex ki apne aik zuban hay jisay ham.buy or sell kahtay haen jab maretbup ho to hamen buy karna caheye or jab market down ho to hamen sell karna caheyae or es kay leyae hamen apne senyar say maaswara karna caheyae jo kah baht zarori hay jab ham kohd kaam karte haen to kahen na kahen par mistak ho jate hay jis se hamara mayar daown ho jata hay
          • #6 Collapse

            Re: Markit ki language

            hum international level par sada urdu main kam karty hain or bonus earn karty hain or bonus ko apny marze sy karsh karty hain hum is main monthly 1500 posts karty hain hamy aik time main aik he internet sy aik he account main kam karna chahey market main kam karny ky kush rules hoty hain hamy in ko pora karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: Markit ki language

              Forex mai kam kerny k liye is ki apni alag language hai r usy samjhna zarori hai r up move ko bullish ya down ko bearish nahi kehty ye cnadles hoti hain up ya down move ko show ker rahi hoti hain in candles ki up ya down move per but r sell ker trade open kerty hain forex k bary mai is ki basics ka clear hona boht zarori hai
              • #8 Collapse

                Re: Markit ki language

                Forest Mein Hamen Ek planning Banakar kam karna chahie jitni acchi Hamari planning Hogi uthae Achcha Ham kam ko kar Sakenge Meri kamyabi ke liye experience on knowledge ki jarurat hai aur uske liye main Forex ko Jyada Se Jyada time Dena hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Markit ki language

                  forex aik acha business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy ti he hum pasisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Markit ki language

                    welcome to forex. jee ha aap nay bhut he ache bate shear ke hay new members kay liye ye bate kafe mus bat sabit hote hay. hame forex bare jo sub say main cheese hay un kay bare may hame sara knolidge hona chahiye. ta kh hum forex pay bare bare ziada se ziada knolidge hasil karte rahy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X