kia forex trading hum ko rich bana sakte hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    yar bohat mumkin hay, main to kahoon ga keh is main kar kay ham rich ho saktay hain, wohi bat hay ham jitni zayad knowledge lain gay trading kay baray main utna hi hamain faida ho ga, agar shoro main ham apni kuch zaroorat hi puri kar lain thoray profit say to wo bhi bohat hay,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      siraf rich banna ki bat sahi nahi ka ye lalchi zahan ki akas ha balka menati banna zaroori ha is business ma ka ap mehnat kar ka achi knowledge hasil karan is business ka bara ma aur phir dmo practice kar ka acha experience hasil karna ki koshish karan strategy bana kar us ki practice karan demo par jab ap har cheez achi tarah samajh jain to phir ap rich bhi ban sakta han is business sa.
      • #303 Collapse

        aasalam-o- alikum g hum waki may forex pay kam kar kay rich ho sakhtay hai aur apnay tamam dreams ko come true kar sakhtay hai but is kay liya humay is risky business may bohat zaida practice n hardworking karni chahai aur real market ko bar bar daikna aur apnay senior kay advice ko follow kar kay hum forex may aik kamyab aur rich trader ban sakhtay hai
        • #304 Collapse

          Dear, forex trading aik boht he acha buisnes hy. yahan wohe kamyaab hota hy jo sakht mehnat krta hy hamen chahy k hum bh sakht mehnat krn profit earn kren.. aur be shk ye hmen rich bna skti hy
          • #305 Collapse

            Bilkul dear forex trading par thori si mehnat sy ap bhot zada earning kar sakta ho.Forex trading ka zariya puri duniya ka people money earn kr raha hain.
            • #306 Collapse

              han jee agar hum is kam ko apna professionaly karty hain aur mehnat k sath is me enter hoty hain to zror hum is say kafi kuch he gain kar paty hain aur sub traders he aesay he kuch karty hain.
              • #307 Collapse

                forex trading ek bohat hi barra business ha jaha daily 3 trillion dollars ki business hota ha. is se ap andaza lga skty hn k forex mein kitni earning ki ja skti ha. forex bilkul kisi ko b rich bna skta ha or rich forex nhi bnata jo business krta ha wo khud ko rich bna skta ha.
                • #308 Collapse

                  Is main koi shak nahi hy keh forex aik profitable business hy aur is sey hum aik achi income hasil kar apnay future ko shandar bana saktay hain. Hamain sirf is ko achi tarah seekhna hy aur phir hum regular basis par is sey faida utha saktay hain. Yeh business aap ko buhat kam investment sey achi khasa profit deta hy aur aap ki family ki needs ko poora karnay main aap ki help karta hy.
                   
                  • #309 Collapse

                    forex trading se ham rich ho sakte hain lekin hame kabhi bhi forex trading main greed nahi karna chahie balke hame low profit ko hi accept karna chahie kun ke yeh hi hamre live account ke lie best hai
                     
                    • #310 Collapse

                      ye tou nahi keh sakta k forex aap ko rato rat rich bana sakta hai Q k forex business is a risky business and if you want to earn money then you have to spend your time
                      • #311 Collapse

                        G janab forex trading hamy rich bana skta hy bcz forex sy hum log apny bht sy dreams pory kr skty hy or forex sy hum logo ko life ki woh saholyty mill skti hy ju aik am job pr bhi nai mill skti hy.
                        • #312 Collapse

                          yes ager app dil se trading karte hain toh app is se rich ho sakte hain is k liiye app ko first ko big balance se trading start karni chahiye toh app is se ziada profit hasil kar sakte hain aur app ko lose be nahi ho ga is mein ....
                          • #313 Collapse

                            ma ap ki baat sy agree karta hu.maary khiyal ma hamay zeyada ki lalach nahe karni chae ha is sy hamara apna hi nuksan ha.plannig aur stratigy k sth tradinng karni chae ha
                            • #314 Collapse

                              bilkul humayn trading rich bna skti hai agar hum is kam mai profesional hain to agar thore bht janty hain to bs hamaray kharchay nikalty hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                forex main ham kaam kar is main say kafi achi earning hasil kar saktay hain and is k liay kafi ziadah investment ki zaroorat hoty hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X