1440 Error kea hai R kiun Ata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1440 Error kea hai R kiun Ata hai
    Slam Pakistan forex forum py aksar member 1440 k error ko le kr kafi parshan hn .1440 ka error tab ata hai jab humri forum py post limit pori ho jati hai tab jab ye error a jae samjh ln apki post limit pori ho gai hai error k bad koi bhi post share nahi hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

    Pakistan forex ke business ke business mein posting mein 1440 ment ka error is ly ata hy jb ap sari posting or threads ker laty hain is ly posting mein error a jata hy is mein persahn hony wali koi b bat nhe hy ap phir rest ker Lena or subha phir posting ker lena
    • #3 Collapse

      Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

      Dear friend forex trading men 1440 minutes ka error 24 hours ki time limit hoti hey aur jab posts ki limit poori ho jay tu yeh error aa jata hey aur kabi kabi jab 4 se ziyada threads karen ya jaldi men posting karen ya subah pahlay threads karen tu yeh error aa jata hey jo next day k khatm ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

        baai g jab aap forex may kaam karthay os may hum jqb apna target poora karthqy hay yane 50 posts jab mukamal ho jathay hay tho ye error aatha hwy our is k elawa jab hum forex may koi rules ke khilaf warzi karthay hay tho per be aap ko ye error jaldhe aajatha hay.
        • #5 Collapse

          Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

          dear friend forum pa 1440 minut wala error anay ka mtlb ha ap 24 hour posting naen kr sktay iski aik waja yeh ha k apki posting limit poori ho jay aur dosri waja yeh k ap apni posting mn 5 minut ka gape na den aur iskay ilawa jb ap subha reply post sa pehlay thread create kren to apko 1440 minut walay error ka samna krna prhta ha
          • #6 Collapse

            Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

            Bhai is error ki vajah se bahut Sare log tension mein hai aap Pareshan Na Ho Main aapko batata hun ki aap Jab Bhi posting karen to Uske bad apni profile ko logout kar diya Karen Jab aap apni profile ko logout kar denge to aapko yah Aadat Nahin aaega aap pahle basis per Agar 50 post karte hain to bhi Jaaye error a jata hai
            • #7 Collapse

              Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

              Asslam o alaikum dear members forex mein 1440 k error ka matlb ye hota h k itny mints k ander ager aap apni fifty posts complete ker len otherwise aap ko apni posts kerna stop kerna pre ga q k is k bd aap mazed post ne ker sakty q k daily base pay 24 ganton k ander hm na posts target achieve kerna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

                Fotex ak bohay acha bussines hy .forex my 1440 error my murad hy ka 24 hours my hum ko 50 post karany ke permition hoty hy .or jab ya post complete ho jay to ya error a jata hy kaap 1440 minut my 50 post hi kar sakty hayn .pak forex forum ka bohata acha. Forum hy or hum bohat acha profit hasil kar sakty hayn.
                • #9 Collapse

                  Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

                  jab hum kam ke limit ko pora kar laty hain to 1440 ka error a jata hain forex aik wase business hain hum is ko apna life time career be ban sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain hum is main free account bana kar kam karty hain yai pakistan main e lagal ho cuka hain yai aik online business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: 1440 Error kea hai R kiun Ata hai

                    over limit py 1440 mints ka error ata hain forex aik world wide business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamayebe hasial ho jy ge hamy market ke movemenet ko samj kar kam karnah o ga pher he hum agy baer skay gy forex aik world wide business hain hum is maai apne maarze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X