new user ko shoro shoro may kia karna chaya jis sa o profit bana sake..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new user ko shoro shoro may kia karna chaya jis sa o profit bana sake..
    ap kay khayal may new user ko trading kay shoro shoro may kia karna chaya jis sa on ko acha profit ho jae or o shoro sa he yahan pa successful man ki tara kam kare asa kia karna chaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    new users ko suron suron mian bht mehnt ki zuroorat ha aur wo demo account se bht sa expereince gain krte han aur aopni trdaing betr bnate han
     
    • #3 Collapse

      new users ko bht si problems hoti han starting main aur unko bht se knowledge aur expereince ki zuroorat hoti hata ke wo bht sa kmain aur aoni life ko ashaan banain
       
      • #4 Collapse

        practice is key to success they will practice if they want experience and knowledge and planing then they will practice in every game of life you need practice so in Forex website you need demo account For practice that is key of success
        • #5 Collapse

          yer bhai jan marey khyal me sab se phalay hum kis big successful trader ko in forex trading business follow karey tu is se ye ho ga hum is ky experience se fada hasil kar ky zada earning kar saky gay yer
          • #6 Collapse

            asalam o alaikum friendz new user ko chahy k wo kisi na kisi trah isko pehle learn kerein aur usk bad he yahan aen warna wo isko nahi ker sakeinge aur moeny lose ker baithe ge.
            • #7 Collapse

              is k liay usay is market k baray main information ko hasil karna chahiye or is main is k ups or down ka patta hona chahiye is say us ko is main prfoit gian ho sakti hai or is main theek say earning kr sakta hai
              • #8 Collapse

                forex trading may user ko shoru may thora mahnat karna chaheyai aur use demo account par sakht practice karna chaheyai aur use se good knowlwdge mele ga aur market may ache tarah teade kar saktey ga ...
                • #9 Collapse

                  zaida se zaida mehnat or posting month me 200$ se treading kre zaida bounce ho ga to loss hone pr kuch or dollar kam aa sakhta or phir trading kr profit le sakhta hai agr phir loss jae to mehnat or umeed na choro q ke start me asa hota hai
                  • #10 Collapse

                    ma to yahi kaho ga k new bie ko chae ha woh shoru ma demo account ma zeyada sy zeyada paarctis kary aur experiance aur knowledge hasil kary phr real account ma tradinng kary
                    • #11 Collapse

                      Dear, new user ko chahye k wo isy proper time den aur ziada sy ziada is k knowledge ko gain kry aur isy smjhy tb he kamyaabi mils kti hy
                      • #12 Collapse

                        forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business bhai start main to loss must hay loss say nahe bacha ja sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Jo log forex trading mein new han un ko starting mein demo account bana kar us par practice Karen aur forex trading mein knowledge aur experience hasil Karen aur forex trading mein apni learning ko acha Karen tab wo forex trading mein kaamzab ho sakty han aur profit earn kar sakty han
                          • #14 Collapse

                            Tjosecare th cnew traders. They are work the market and there lot size is small. So that they are perform the good and control the emotion. After few months and they are the pen the trade with the big lot size.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              new user ko chahye k jb wo market k real account me enter ho to us me laalch na ho or us ko 100 dollor se forex ka work start krna chahye ..zayda lalachi na bne k seedha hi 500 dollor lagane ka soche ..sb se zarori cheez ap ka real account hath set hona ha or wo gradually hota ha..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X