stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae
    trading karte waqt hum koi bhe new order place karte hain to us main hamre pas sl yani stop loss ot tp yani take proit ka option majood hota hae to hamen in ka use hamesha karna cahiye q ke agar hum stop oss use nhe karte hainto hamen bahut loss ka samna hota hae ir khas kar hamen gold jese pairs par sl lagana nhe bholna cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

    Jii jiii dear apkiii baat bilkul theek haiii stop loss lazmiii laganaa chahiyee jo hmain bhit saraa loss hony dy bachaaa sktaa haii jiss sy hmain bhotbsaraa faidaaa ho sktaa haiii aur hmainn bhot saraa earning hasill ho sktaa khaas tor par jb hum cl aur gold p trade krty hain in p làazmiii stop loss hona chahiye
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

      Han Ji dear forex per achi trading aur safe trading kelia stop loss ka use bht zaruri hai is k use se apki trade bht zeada loss se Bach sakti hai ..is lia acha trader hamesha whi hota hai jo trade lagany se pehly apny sary parameters set kr lta hai aur apni trade ko safe banata hai is lia zaruri yahi hai k AP trade lagany se pehly SL,TP aur lot size zarur set kr lain jo apki trade ko loss se bacha k profit ki traf le k jie gi.is lia lot size zaruri hai achi trading kelia..
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

        G han forex trading men stop loss bahut acha option hey jo kisi aur business men nhi hey aur stop loss ko use kar k loss ki limit ko kam kar saktay hen iss liay trade lagatay waqt stop loss ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

          g haan jab be hum trading karthay hay tho os may pehlay hamay apnay loss say bachnay ka sochna chahiay our jab hum trading may stop loss lagathay hay tho os say hamara bonus mehfoz ho jatha hay our agar loss ho be jaaye tho account wash nahee hotha is liay stop loss ka use karna buhut zaroori hay.
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

            Assalamu Alaikum friends Forex members all good morning ZG friends aap bilkul theek kah rahe hain Forex trade mein stopless bahut Achcha han hai jo Kisi Aur Business mein nahin aur Star Plus shut up log ko use kar ke log ki limit ko kam Karke munafa kamaya Ja sakta hai Kis Liye lot size jaruri hai acche trading karne ke 𝙡𝙞𝙮𝙚




            آپکا تھینکس ہم کو کامیاب کر سکتا ہےلہزا اگنور مت کرو
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

              Bilkul Star Plus ka bahut hi jyada Jaruri hota hai agar aap stop loss use Karenge to aap ke liye bahut hi Achcha Hoga Aise main aapko Yad Aata nuksan Nahin Hoga aur aap ismein bahut hi jyada jald se jald hi Sab Kuchh Sikh Lenge aapko chahie kya aap ismein stop loss bahut hi aapko Samay bahut hi jyada nuksan Na Ho bahut hi jyada use Karen stop loss ka
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

                Stop loss ka use buhat hi zarori hai agar Ham us ko use karain to account wash hone se Bach Jaye ga Thora loss utha ke bare loss se Bach jayen yahi best way Hota hai kyon ke agar AP me stop loss acha lagaya hai to phir AP ko yakeen hona chahiye khud pe ke agar ye hit ho gya to phir trend change ho Raha hai to phir new entry ke liye kaam karain
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

                  Kamyab trader Jo hota hai vah apni Har trade Mein stop loss ka use Karta Hai isase account be saved rahata hai aur loss bhi kam Hota Hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

                    G haa bilkull dosto hame stop loss zurroor istamaal karna chahiey q keh yeah hame na sirf loss se bachataa hai balkeh hamara account bhi safe rakhtaa hai dosto yeah forum hamarey liey best hai hame is par mehnat se kaam karna chahiey tabhi ham aek acha profit kmaa sake ge...
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

                      Dear ap ke bat bilkul thk hy ka stop lose ka use karana bohat hi zarory hy.hum agar achi trading karana chaty hayn to humy chiay ka hum trade lagany sy pahaly market ka achi trah sy analysis kar layn .agar hum market ka analysis kar ka trade lagayn gy or lot size bi soach samaj kar lagayn gy to hum ach profit hasil kar sakty hayn or stop lose ka faida ya hota hy ka agar trade lose sy chaly jay to ak limt ka bad ja kar who trade khud hi cole ho jay .is trah sy hum stop lose ka use kar ka lose sy bach sakty hayn or humara accoumt bi wash ni hota.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss ka use bahut zayada zarori hota hae

                        Forex k kam aik technical kam hay online hone k waja se yahan kafi risks bhe han ise lye forex men kam start kerne se pahle demo account per parctice keren per bhut zoor dya jata hay kun practice makes a man perfect,forex men agar ap k tarde loss men chale jae to ap stop loss ka option use keren is se ap loss se bach jaen geen,is k elawa ap jab bhe tarde kahatam keren us ko lazmi close ke k fund apne account men tarnsfer ker leen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X