Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?
    Dear brothers forex trading men ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k kisi bhi pair pe bhi jab hum trade lagatay hen tu sath hi loss kiun show ho jata hey jahan tak mera khayal hey forex trading men her pair ka spread hota hey jo pahlay hi kat liya jata hey jo server ka commission hota hey iss liay trade lagatay waqt hi spread ki waja se loss show hota hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

    G Han dear ye server commission hota hy aur es me kam krny Kay leay ap ko chye ap trading Kay leay Kam spread size waly pair par trade kren khas Tor par tab Jab AP kay pas banalce Kam ho aur es me kam speread wali maximum currencies hen jis me AP ko trading krna chye Kam balance kay sath
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

      G ap ny sahi kaha hy k BID aor ASK k darmiyan kuch pips ka difference hota hy aor yeh difference spreads ya brokers ka comission kehlata hy ijo k us waqt kat lia jata hy jub hum us par trade open karty hain jiski waja se hum loss main rehty hain trade open karty waqt
      • #4 Collapse

        Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

        G haan dear aap ki baat bilkal thek hay k hum jab be kohi trade open kartay hain chahay wo sell ho ya buy ya hamasha ap ki trade lose sa start hoti hay iss ki waja ya hay k ya jo spread hota hay pair main ya broker ka commesion hota hay aur broker k bagher kohi be trade open nahi kar saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

          jo broker hamein sary ki sary markete show karta hy aur pher 24 ghanty is mn available rahta hy to pher kam iz kam uka itna haq hy ky wo ham sy trade ka bonus hasil kairen jis sy pher ham is mn commsion dena parta hy so hamein is mn chaye ky ham comsion sy kabhi bhi na ghabhraien bil ky hamein is mn mehnat kanry chaye aur pher himat sy kam karna chaye
          • #6 Collapse

            Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

            Dear friend her ak pear ka margan baraber nahi hota as main ap keleye her pear ka mokhtalef rate hota hy as keleye metal par as ka margan ziada hota hy aur asi tarah as main cransy pear par as main kami hota hy as leye ap ko chabye ap as main trade bhi dekh bhal k karen qu k as main kuch pear ziada movement karty hain ges main profet aur loss bhi ziada hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

              Dear meray sath to kabhi aisa nahin howa hay ye to hmari trading pay depend kerta hay ager sahi terha say work out ker k or achay say markete ko anylise ker k ksi bhi pair pay trade open ki jaey to akser aisa e hota hay k trade open kertay hi profit show hota hay sirf members ko mehnat kerna hoti hay
              • #8 Collapse

                Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                Koi Bhi Jab order place Karte Hain To pahle volos Mein Jata Hai spread cutting hone ke bad apni trade level per Aati Hai Sab pears Mein Aisa Hi Hota Hai. .
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                  jab market down hote hain to is main loss show hota hain or jab market up hote hain to is main profit show hota hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey yai aik online business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                    Forex k kam men ap direct tarding nae ker skte forex market men is maqsad k lye licence dya jata hay r wo forex broker kehlatee han ye broker ap ko forex men kam kerne k services dete han r us k against ap se commission lete han jab ap koi bht trade lagate han to wo sab se pahle loss is lye show kerte ha kun k ap ka broker pahle he ap se apne commisiion fee deduct ker let hay r ap ko trade loss men nazar atee hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                      bhai hum jis pair main bhi trade open kerty hn to us sy hmain loss hota hy yani pehly pehly trade profit main nh ati bhai yh spread hota hy jis sy hmari trade loss main chali jati hy or bhai yh broker zaror lata hy or her pair sy lata hy ager hum trade open kerty hn us waqt or ager hum close kerty hn us waqt bhi spread lata hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                        hamain market main bi loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karin gay aur har jeet tou hoti hi rhti hai so ahmain is k bary main kam k ar k hi hum achi trade karein gay aur hamain is forum main bi greed ko avoid kar k hi hum real main perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum sucess hon gay at k earn karien gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                          Ge bilkul apki baat theek Hy Jo servar ka commission hota Hy wo jese he trade open hoti Hy wo apna commission Kat leta Hy or us j baad Jo bhe him ko profit hoga Hy wo hmara hota Hy is me hum be kse ko bhe commission nahen Dena hota es lye hum jub bhe trade open krte Hain to hmari trade pehle loss me Chalo jati Hy or bhir profit me ati hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                            hum trade laga kar acha munffa kama sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning eb deta hain or hamy earning eb deta hain hum is mai bager pasiao k y account bana karbe kam kr skty hain hum is maai mahnet kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik asa business ke nisbata acha business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kisi bhi pair pe trade lagatay hi loss kiun show hota hey?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                              Dear brothers forex trading men ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k kisi bhi pair pe bhi jab hum trade lagatay hen tu sath hi loss kiun show ho jata hey jahan tak mera khayal hey forex trading men her pair ka spread hota hey jo pahlay hi kat liya jata hey jo server ka commission hota hey iss liay trade lagatay waqt hi spread ki waja se loss show hota hey
                              Aapane Aksar notice Kiya Hoga Ki Jab Ham trading karte hain to bid aur ask ke Darmiyaan mein difference hota hai yah spread Hota Hai Isko aap brokers ki Commission Bhi Kya sakte hain is vajah se Hamari trade lost se open hoti hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X