kam risk se trading karny main faida hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kam risk se trading karny main faida hai...
    dear mamber forex trading aik rsiky online trading ka business hai jis main hmain risk ko manage kar k apni trading krna hoti hai or jub hu apni trading main risk ko manage nahi kar skty hain hum kbhi bhi kamyab trading nahi kar skty hain tu hmain chahye k hum kam se kam risk k sath trading karen qk kam risk main jub loss hota hai tu hmain recover karny main bhi asani hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kam risk se trading karny main faida hai...

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men apnay balance k hisab se lot size ki achi selection karna hi asal men money management hoti hey aur small lot size ko use karen aur apnay balance k hisab se chota risk len tu risk kamyab ho sakta hey aur acha profit kama saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: kam risk se trading karny main faida hai...

      Gee bilkul forex trading profitable business hony k sath boht risky business hai jis mein hamein kam risk ly k trade open krni chahiye jisko hum money management kehty hein jitna kam risk hoga experience increase hoga aur balance account bhi grow krta hai jis mein hr month bonus bhi add hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: kam risk se trading karny main faida hai...

        Hmaim Forex main risky trades se hmesha door rehna cahhye becOz jb ap risky trades open krty hn tOu ya tOu ap overtrading krrhy hty hn ya phir ap ismain zeada lOt size rkhty hn jis ki waja se hmssha lOss hi hOta ha aur apka account wash BHI hsokta ha hamin cahhye ha risky kO minimise kren aur trading kren
        • #5 Collapse

          Re: kam risk se trading karny main faida hai...

          G han dear friend ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k forex pakistan mein hum ko kam risk se kaam karna chahaye q k es tarha hum es forum mein loss se bach saktey hain q k dostu es forum mein risky trading wahi kartey hain jin ko zyada profit ki lalach hoti hai aur lalachi banda kabhi bhi kamiyaab nahi ho sakta yahan par.
          • #6 Collapse

            Re: kam risk se trading karny main faida hai...

            Wsalam G bilkol Forex trading main hume chae k zeyda risk na ln kiun k zeyda risk hume profit zeyda zaror de jata hai lkn agr loss ho jae tu loss ko recover krna moshkil ho jata hai es leye forex trading main kam risk sy hi trading krni chae kiun k agr loss ho jae tu hum par zeyda loss ka asar na pare r hum easy ho k loss ko recover kr sken
            • #7 Collapse

              Re: kam risk se trading karny main faida hai...

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha Hai Jab kam risk is ham trading Karenge To Hamen nuksan bahut kam ho sakta hai Jab Ham Jyada risk per kam Karenge To Hamara account wash aane mein der Bhi Nahin lagta
              • #8 Collapse

                Re: kam risk se trading karny main faida hai...

                welcome to forex. jee ha hame forex pay work karnay kay liye risk bilkul bhe nahe lena chahiye. ho sakta hay jo bhe aap risk lay wo aap ko loss bhe de day. forex treding may agar aap ko tajurba nahe hay to aap risk na lay. balky forex treding sekhnay ki koshish kare ta kh aap ko loss na ho/. aor aap profit may rahay.
                • #9 Collapse

                  Re: kam risk se trading karny main faida hai...

                  ji han bhai hmain risky trade open nh kerni chahiay q kh risky trade hmain profit nh data bulkh hmain loss hi data hy hmain chahiay kh hum aisi trade open karin jis ky bary main ap ko acha trend mily to hmain trade open kerni chahiay risky trade hamesha metal sy hi hoti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: kam risk se trading karny main faida hai...

                    G dear friend risk layna to ni chahiya per forex ma risk layna bohat Bari bat hain agar hamay account ma balance zayada Hain to hamay risk ni layna chahiya agar liya to hamy loss ho sakta hain agar balance Kam Hain to pher ap risk lay lay agar profet Howa to good luck age loss howa to bad luck loss ho Gaya to ap us ko recover karnay ma time lagay ga or ahista ahista ap apna account recover Kar lay gai.
                    • #11 Collapse

                      Re: kam risk se trading karny main faida hai...

                      Agar to aapki investment thodi hai To fir aapko chahie kya aap short term trading Karen aur risk management factor ko Samjho aap Jitna kam risk Lenge aap utane hi fayde Mein Rahenge Kyunki aap risk kaam Lenge to profit bhi kam Hoga aur last bhi kam Hoga dekhni hai kya aapka account Awaaz hone se Bach Jaega lihaja aap ko chahie ki aap kya aap Hamesha Apne risk factor ko Samjho aur kam se kam len.
                      • #12 Collapse

                        Re: kam risk se trading karny main faida hai...

                        Forex k kam men risk ka fctor her sorat shamil hay is ko ap lazmi apne zehen men rakheen,forex aik international kam hay is men bhut se factores involve han jo forex market per gharaa asar daltee han jese 4 january ko america r iran k problem k waja se cruide oil k prices emn aik din men 4% izafa sekha gay jo k bhut baree development hay jin ogon ne iol men tarde k kamaya gae ise lye be aware in forex.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kam risk se trading karny main faida hai...

                          Bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading main hamein koshish karni chahiye k forex trading main hum kam se kam risk len our forex trading main small lot size use karen our is tarah se forex main hum achi our safe trading kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain our forex main hum loss se bhi bach sakte hain our forex trading main ziyada risk ziyda loss ka sabab ban sakta hai jis se forex main hamara account bhi wash ho sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X