Trading with out stop loss...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex ak bht hi risky our difficult busienss hia isi liye hamy pehly sy bht achy se learn karna parta hai ham jitna zyda isy learn kary gay hamy utna hia ach beenfit ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      aslam o alaikum hame stop loss lazmi lagana chaei aour is hi ki waja se hame bare nuksan se bach jaten hein q k market ka koi pata nahi ke kab hamare khilaf ho jaey ager stop loss nahi lagya howa hein tu hosata hein ke hamri sari raqam khatam hojay
      • #48 Collapse

        hello dost ap ki bt bhe theek hai q k forex main in sb baton ka pta hona zrori hai is liya k forex main ap ko galat treeky sy ni kam krna caheya stop loss ka matlb he yehi hai k forex main ap ko loss ho ga or ap ko is ka use krna ho ga forex main..........
        • #49 Collapse

          ji haan bhai jaan aap nay sahi kaha hai is main hmra pass option hai or bhot he faida mand hai kyun ka jab hum is main stop losses or take profit set karty hai to huma is main losses ka daar nahi hota hai or hum is main losses say bach sakty hai 100%
          • #50 Collapse

            aap teek kaha rhay hu jnab kay hum koo trading with out stop loss karni chahey kyahn kay merket kis bhee waqat zayda port mein jaa skhti hay man too khud stop loss use nahi karta but kuch loog iss koo use kartay han apny apny mind key baaat hay.
            • #51 Collapse

              trading katay waqt hammain is baat ka khyal rakhna chaheay keh kia hammain loss to nhe ho rha agar hamain loss ho raha ho to to hammain apni investment ko madood kar dayna ho ga aur loss say bahna ho ga
              • #52 Collapse

                nahin trading without stop loss to nahin hoti ap ko stop loss to lazmi use karna hoga is main agar ap stop loss ke baghair karen gen to ap ka account khali ho jae ga safety nahin ho gi
                • #53 Collapse

                  Hmen is business me trading ko kabhi bhi bgair stop loss k nahi karna chahye kyun k agr hm is business ko bgair stop loss k karty hain tu hm is business me kafi loss kar skaty hain isi liye hmen is business ko stop loss k sath karna chahye
                  • #54 Collapse

                    je jab ap trading karen to ap ko chae ap stop loss ke bager tradin na karen .stop loss ke zare ap ko bohat kam nuksan ho or ap dore taad main bhe arsar laga sakte hain .as lae stop loss or profit stop lazme lagana chae .takah ap ak acha profit hasel kar saken .or kam se kam loss ho .takah ap ka account chalta rahe.
                    • #55 Collapse

                      Forex ik risky business hay.. Is men market kisi bhi time kidhar bhi move kar sakti hen.. Lehaza hamen is men stop loss zaroor lagana chahiye ta k ham kisi barey loss say bach saken..
                      • #56 Collapse

                        if we want to trade then we have to use the stop lose in the trading then you have to be the trader in the trading their is the way to make the money in the trading like the soft copy but the lose is good in it.........
                        • #57 Collapse

                          Forex Main Without Stop Loss Trading Karna Mere Hisab Se Bewakufi Hai Agar Aap Without Stop Lose Trading Karte Hai To Yaqeenan Ka Ek Din Totally Account Wash Ho Jaye Ga Mere Hisab Se
                          Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                          • #58 Collapse

                            doran trading ap na analysis karni hoti han aur har tarah cheek kar ka hi trade lagani hoti ha agar ap ko yaqeen ho ka ap ki lagai hoi trade ka mutabiq hi market jai gi aur profit yaqeeni ha to phir stop loss ki zaroorat nahi is ka baghair bhi trading kar sakta han. stop loss wahin use hota ha jahan risk lia jai.
                            • #59 Collapse

                              assalam o alikum bhia jan me new member ho pakistan forex me or me b yahi smjhta hon k hame stop loss k tool ko use kr na chiaye werna hamara sara k sara acount wash ho skta he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Stop loss aap ko ziada loss sey safe rakhta hy aur aap ka balance bhi mehfooz rehta hy. Khas tor par jo new traders hotey hain, woh stop loss zaroor use kartey hain. Is sey aap ko decision lenay main asani hoti hy aur insan greed sey bacha rehta hy. Is sey lots automatically stop ho jati hain. Jo log experienced hotey hain woh stop loss key baghair trading kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X