4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?
    Dear members men ye janan chahta hun k 4 january 2020 ko achanak cruide oil k rates men 4 % izafa dekha gya hay jo k bhut baree bat hay ky koi mujhe guide ker skata hay k esaa kun hua hay?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

    Assalamau ALaiakum my dear bhai jan main ap se agree karta hun han g bilkul crude oil bahut he zayada up chala gya hae yeh 64 tak chala gya hae achanak is ke main waja mere khayal main crude oil par news the jo ke is ke upward movement ke main waja bane to isi liye hamen cahiye ke hum is main crude oil se bache rahen take hum is main los na kar bethen wese bhe is par sell ke best etrybhae
    • #3 Collapse

      Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

      Dear ye markeet Hai is ki prices men Kab izafa ho Jae aur Kab markeet down move kr Jae koi pta nahi chalta is liye humen chaheye KY humen in Baaton par time waste krny ki bjae mehnat kren aur apni trading ko profitable bnane ki koshish kren kyun KY yehe mehnat AK acha rasta Hai jis se hum apni trading ko kamyab bna kr ache earning ko hasil krny KY kabil ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

        Dear brother yeh bat tu sub log jantay hen k iran aur America ki kasheedgi ki waja se poori international market pe effect hota hey lekin crude oil ziyada effect hota hey kiun k iran oil ki production karnay wala dunia ka 5th bara country hey iss liay American sanctions ki waja se oil prices men izafa hota hey aur automatically forex market men bhi changing aati hey iss liay crude oil ne up move kiya hey aur next week men mazeed up move kar sakta hey
        • #5 Collapse

          Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

          dear g han q k is main last week say news bhi a rahe the k cl nay up hona hay to is main ham ko chye k ham is tradeing main agar kam kertay hein to is main ham k account balance achay say acha hona chye is k bad he ham agay ki janib bersaktay hein is main ham ko chye k ham is main apni mehnat ko jary rakhein aor agay ki janib bertay rahein agar ham aisa arein gay to he ham agay ja saktay hein .
          • #6 Collapse

            Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

            Dear friend market ki movement Mein is time bahut hi hi changing I Hui Hai found mental analysis kiya jaaye To up main l Jayega..
            • #7 Collapse

              Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

              dear forex trading main jo oil ki price main changing i hai wo kisi news ki base par i hai q k new year main boht kuj change main ay ga es liye boht kuj up and down main rahy ga es liye hmain chahye k hum aghr oil main trading krna chahty hain tu es trha karen k hmain loss na ho or hum apni trading main acha profot lay oil or gold main trading risky hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

                Forex trading ak bohat acha business Hy .forex my 4 January ki cruid oil per price is liay zayada ho jay gy kah us din market my oil ke much kamy Hy .us kamy ke wajah sy cruid oil per trade kuch up jay gi.fprex ak bohat acha business hy.is per humy trade soach samaj Kar lagana chiay .q kah trade us per bohat zayada dangerous ho sakty Hy.
                • #9 Collapse

                  Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

                  Cruid oil aesa pair hai jo gold se bhi ziyada risky samjh ma jata hai is mai up move dekhi ja rahi hai jo mazeed up bhi ja sakti hai r is ki waja Ian r America ki kasheedgai bhi jo sakti hai iran bhi oil produce kerny wala mulk hai r new bhi is pair per kafo effect hui hai humy is risky pair se door rehty huy hi trade kerni chahye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: 4 January 2020 ko Cruide oil Prices k Rate men Izafa k waja?

                    Jee han 4 january ko achanak cruide oil k prices 4 percent increase huen han jis k waja ab samne ae hay k america r iran men problem k waja se international market men aik heejaan barpaa hua k age kye ho ga r cruide oil k qeemat men iazafa dekha gya kun k demand men achanak izafa hua her mulk k try hue k zayada se zayada oil stock ker leen kun k is problem men saudia ka bhe naam ar hana hay jo bara oil exporter hay.
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X