money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!
    Dear members Forex main trading k liy hamin learning pa tOu fOcus krna zrOr cahhye but hamin agr experience zeada BHI nai ha tOu hamin money management kO kbhi BHI ignore nai krna cahhye aur Apny lOt size kO risky nai banna cahhye isliy hamin chaye ha k Forex main money management kO fOllow kren aur iskO dakhty huy trdaing BHI kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

    Pakistan forex ke business mein hmean money management ko b ignored nhe kerna chye is se Jo hm trading kerty hain is se hmean pata chalta hy kis trade ke Price kea hy or is ke management kessii hy or y kis rah ke jatii hy
    • #3 Collapse

      Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

      dear g hanap nay sahe bat kahe hay agar ham chatay hein k ham k account safe rahay aor is main ham achi say achi tradeing karein to is k lye ham ko chye k ham is main apni mehnat ko zaroor jary rakhein is main ham ko ityat k sat kam ko karna chye jitna acha ham k money management k plan ho g itna he acha ham ko forex main kamaybi ho g .
      • #4 Collapse

        Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

        g dear sahi baat ki hai apne humein is mein money management per kabhi compromise nae karna chaiye hum is mein money management se hi acha profit le saakty hain aur money management se hi chalna chaiye is se bhi humara account safe rehta hai aur is se hi hum kamyab ho sakty hain huemin is mein kabhi pechy nae hatna chaiye warna is se humara loss ho sakta hai agr hum is ko ignore karte hain toh.
        • #5 Collapse

          Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

          money management kr k apny account ko safe rkh k trading kr skty hen jb hm money management ni kren gy to loss hony k sat account b wash hony k chances zyada hty hen is sy hm yeh andaza lga skty hen k ktny pips agr market hmar against move kry to account wash hoga r gr srf loss b higa to ktna loss hoga kia wo loss hm afford kr sken gy ya ni.
          • #6 Collapse

            Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

            Dear friend ap trading main money mangmet k bageer kabhi bhi trade na karen qu k agar ap nay as main ziada lot use kar deya to as say ap apny acount ko bhi khoos sakty hain forex ak bahteren earning wala busnes hy asay join karen aur as main apna expereanse zaror hasel karen leken achay knowlldge hasel karny k bad bhi ap ki kameyabi money mangment say ho hoty hy gesay kabhi na bholen
            • #7 Collapse

              Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

              Dear friend Agar Apne account ko save prapt kar trading karna chahte hain to money management ko follow karke Chale money management se aapka account save rahata Hai earning bhi hoti rahti hai..
              • #8 Collapse

                Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

                Dear baat ya hay k aap kohi be bussniss ho us main aap ko money management lazmi karni parti hay ya kisi be bussniss ka bhot zarrori hasa hota hay same issi tarha instaforex trading main money managment bhot zayada important hay kyun k iss k bagher aap kohi be trade kamyab nahi karwa saktay hain kyun k jab aap money managment nahi karan gay aap kohi be trade nahi kar saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

                  g han forex mi kmyanbi hasil krny ky lye forex ky rules ko follow krna perta hin kyunk ager hum forex ky rules ko follow nim kry gy tu humy kmyabi bi ni hoga or forex hmara account b wash kr dy ga agr hum isky rules ko follow nim kry gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

                    G Han money management m compromise kbhi Ni krna chahie is see hme lost see baby skte hn money management se hmre account wash hone see Bach jate hn yah hmre account ko safe rkhne ka best.zriya h forex m money management best h
                    • #11 Collapse

                      Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

                      Money management per compromise g dear humein trading mein money management per hargiz Compromise nae karna chaiye money management se ki gayi trading kabhi loss mein nae jati har trading mein money management se gayi se humara humein is mein kamyabi milti har trading mein profit hota hai us se humein zaida kamyabi milti hai aur is mein humein zaida mehnat karni chaiye is mein hum mehnat kar hi kamyab hoty Hain humein money management se trading mein faida hota hai money management se chalana chaiye is se humein is mein kamyabi milti hai humein money management se chalne mein hi faida hota hai aur Jo is mein money management se nae chalta uska is mein loss hi hota hai trading mein money management buhat zaida zaroori hai humein koi bhi trade money management se karni chaiye is se humara kabhi loss nae hota aur is se hum kamyab hoty Hain aur forex mein humein money management se hi chalana chaiye is se humara is mein zaida se zaida faida hota hai aur is se hum kamyab ho sakty Hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: money management pa hmain compromise kbhi na krna !!!

                        Jee han sahe kaha ap ne deer k forex k kam men ap money management per khaas tawajoo denn kun forex k kam aik riskey kam hay ye na ho ap zayada earning k chaker men poree investment loss ker bethen pher hth maltee reheen,forex k kam men ap apne mezaj k mutabik 10 to 20 percent of your total investment risk side per invest keren baqi safe saide per rakhen forex men mony management ko lazmi mind men rkheen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X