trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai
    salam all members
    kuch trader ka trading k doran loss ho jata hai wo samjhte hai wo haar gai hai asal main wo haare nai un ki trade hari hai wo tab harte hai jab wo khud har kar trading chor daite hai jo trading nai chorte is ka matlab hai wo khud nai haar maan rahay balke trading ko haranay ki koshash kar rahay hai lekin han forex main 95% trader haar man kar zaroor bhag jate hai yeh thik hai jab tum khud har na man lo us waqat tk aap koi hara nai sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

    g ap ny sahi kaha hy k jub kisi traders ki trade loss main jti hy to aksar traders yahi smjhty hain k uski tradees loss main jany ki waja se woh har gai hain aisa nahi hy bulkeh agar trade loss main chali jati hy to hamen ik msabaq deti hy k hum ny forex ko abhi tak sahi nahi sekha hy tb hamen is main mazeed mehnat ki zarorat yhoti yhy
    • #3 Collapse

      Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

      Je trade ma loss ki sorat ma mayoos hony ki zarurat ni hai, loss bhot kuch sekha kar jata hai, agr es loss sy kuch na kuch sekh lya to agy ye loss ka experience bhot help karny wala hai, jo member loss ko etna serious lety hai k samajty hai sb khatam ho gaya wo kamyab ni ho sakty,
      • #4 Collapse

        Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men trade loss men jaanay se koi nhi haarta kiun k yeh aik business hey iss men market up down move karti rahti hey iss liay loss men ja kar trade wapis bhi aa jati hey lekin trade ko loss men close nah karen balkay wait karen tu trade loss se wapis profit men aa sakti hey
        • #5 Collapse

          Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

          Dear friend ap theek kah rahy hain k agr trade loss main ho to ap nahi har rahy bal k trade har rahy hy hamain forex trading krnay sy phlay market main analysis zaror krna chahay analysis krnay sy hamain pata chalta hy k market up ho rahy hy ya down is k mutabik trade lagaty hain
          • #6 Collapse

            Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

            ji han my dear and respected forex member apki bat to thk hy keh ager hamri trade sey hamin loss ho jay aour ham traing kerna chor dein to iss ka mtlub ham khd hi haar man rhy hein dear iss chez ko har nhi khty hen issi liuy apko chahiy keh aap trading mein khd ko strong bnain aur trading hmesha continue rakhty huy iss mein acha profit hasil krein.
            • #7 Collapse

              Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

              forex trading bahut hi acha business hy hamein is mn mehnat karny chaye aur pher kamyabi hasil karny chaye is business sy ziada acha business koi bhi nhe hy so hamein is business ko risky business nhe kahna chaye ye business un ky lye risky hy jo log is mn mehnat nhe karty aur pher is business ko business nhe bilky juwa sakty hn so ager wo soch samajh kar kam karien aur pher analysis ky sath kam karien to pher hamein is mn kafi ziada profit hosakta hy apka kia kahna hy respected friends
              • #8 Collapse

                Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

                Dear friend forex business mn trading kaa Duran app ko jab losses kaa Samna karna parta Haa too app apna app yaah nahn samjhn kaa app haar rah han balka app kee teared haar rahe hote Haa app dil chota nhn karan balka mahnat karan arr apna teared koo kamyab banhn arr kamyabi hasil kar sakta han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: trade loss main ho aap haar nai rahay aap ki trade haar rahi hai

                  dear g han ap nay sahe bat kae hay agar ham i trae loss main hay to is main ham ko pershan nahi hona chye is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko karein is main ham ko chye k ham forex k kisi bhi point ko kam khyal kr k nah leave karein agar ham aisa kertay hein to bad main he ham agay ki janib ja saktay hein is main ham ko daily base pr kuch nah kuch learn kartay rahna chye forex main anay k bad .

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X