strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen
    dear ap forex mein koi bhi strategy use kar le vah aapko hundred percent result nahin degi aapko beach mein loss bhi hoga agar aapko zyada loss Ho jaaye to aap apni Har bar strategy ko change karne ki bijay apni mistake ko theek Karen agar aap ne apni stragety mein se mistake ko theek kar liya to aap professional trader ban jaenge aur aapki stragety bhi best work degi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

    yes dear forex market mein strategy change karne ki vajah hamen chahie ke Ham market mein acche tarike se reading Karen aur money management Karen kyunki har dafa DJ mein Ham change karenge to market mein hamesha hamen loss hoga isliye hamen chahie ki ek hi strategy rakhen aur uske upar hamesha se trading Karen
    • #3 Collapse

      Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

      Hum ko forex mein wo hi strategy ko use karna cahaiye js se hum ko faida ho Jo strategy profit daiti ho us ko use karna cahaiye aur js strategy mein profit ho us ko change nahin karna cahaiye aur agr use mein loss bhi hota hy tu hum ko apni mistake ko dekhna cahaiye aur mistake ko cover karna cahaiye aur strategy ko bar bar change nahin karna cahaiye
      • #4 Collapse

        Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

        g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai forex main jub hmain aik satrtgy se profit hoty hoty loss hony lag jata hai tu hmain chahye k hum os startgy ko chnage na karen bal k yah dekhen k hmain loss ho q raha hai jis se hmain startgy chnage karny kiz arort nahi parhti hai pher hum apni galti ko thek kar k khud he acha kam karny la jaty hain or profit milny lagta hai
        • #5 Collapse

          Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          dear ap forex mein koi bhi strategy use kar le vah aapko hundred percent result nahin degi aapko beach mein loss bhi hoga agar aapko zyada loss Ho jaaye to aap apni Har bar strategy ko change karne ki bijay apni mistake ko theek Karen agar aap ne apni stragety mein se mistake ko theek kar liya to aap professional trader ban jaenge aur aapki stragety bhi best work degi
          Bhai Jab Ham trading karne ke liye secretary banate hain aur Hamare decision wrong hota hai to sahi baat hai ki Hamari strategy Mein hi koi problem hai Jisko Hamen change karna hi hoga tabhi To Ham apni mistake ko theek kar Sakenge Agar Ham apni strategy change Nahin Karte to mistakes To Ham Fir Bhi Karte Rahenge
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

            Dear friend Jo mistake ho use per learning Karen apni mistake ko Dur Karen strategery aapane Kamyab banaen. .
            • #7 Collapse

              Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

              Ji han dear bilkul sahi baat ki hai aapane Hamen apni separate Ji ko change karne ki vajah apni mistakes ko dhundhna chahie aur Unse sikhane ki koshish Karni chahie Agar Hum Aisa karna Shuru kar denge To Ham Apne bahut Sare losses ko Bade Acche tarike se recover kar Sakenge aur apni trade ko Allah Se Dur Rakh kar profitable trading karne mein kamiyan ho Sakenge.
              • #8 Collapse

                Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

                hamy ache strategy bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai apne marze s time table bana akr kam kar sakty han hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain hamy misrakes ko katem kar ky kam karna ho ag pher he hum agy bar skay gy
                • #9 Collapse

                  Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

                  Daer ap ne thek kaha he hum aksar loos hone bad startege chaing kr dete hen bulka hum chaiye k hum startege chaing krne k bajye apni misteck ko thek kren kiun ap jitni bhi statege ko ching krne j bajye apni misteck ko cheng kren isi mn ap ki kamyabi he
                  • #10 Collapse

                    Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

                    Wsalm G bilkol forex trading main humri hikmateamli achi ho mgr hume apni ghaltiyun ko bhi control krna ho ga kiun k achi sy achi hikmateamli wahn kamyab hoti hai jahan ghaltiyun ki koi gonjash na ho es leye hume achi hikmateamli zaror krni chae r sath forex main koi aisi ghalti bhi na krn jis ki wja sy humri hikmateamli nakam ho jae
                    • #11 Collapse

                      Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

                      Han g apne bilkul sahi kaha trading k doran apni ghaltiyon ko sudharna Chahiye na k strategy change karen. Ghaltiyon ko sudharengy to trading Kamyab hogi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: strategy change karne ke bajaey apni mistake ko theek Karen

                        Jee han sahe kaha ap ne k her bar loss k sorat men ap apne startegy change mat keren bilkee dekhen k ap k kis ghaltee k waja se ap ko loss hua hay,forex k kam aik international kam hay r bhut he technical kam hay is men ap ko bhut ahtiyaat se tarding lagane partee hay is se pahle ap ka market analysis ap ko guide kerta hay k kese trade lagaen,forex k kam men apne ghlate pakr lena ap k kamyaabe hay so kepp trading.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X