Market ki ranges

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki ranges
    Market her pair main maximum aur minimum range ky darmian move ker rehi hoti hai tou ham agar market main aesy time per enter hon ky jab market maximum support ya resistance per ho tou reverse order main trade open kerny per acha profit hasil ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki ranges

    g baai forex may jithnay be expert traders hwy wo os waqth thak trade nahee open karthwy jab thak koi pair apnay strong support ya resistence ko touch nahee kartha our yahe waja hotha hay k wo buhut kam loss karthah hwy hamay chahiay k hum market k maximum range ko samjay ye buhut ziada faida mandh hay.
    • #3 Collapse

      Re: Market ki ranges

      ye ap ke experience ki bat hai main retrace trader nahi hoon isliye main aese order nahi liya karta to agar ham aese karain to ham earn to kar sakte hain magar ye bhi hota hai ke market mein wo turning oint bhi ho sakjta hai to ap ko loss bhi ho sakta hai is se bachne ke liye pa stop loss use karain ta ke agar kabhi koi masla ho bhi jaye to ap market mein hi saty kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Market ki ranges

        Bilkul market ke andar Hamesha Nahin chal rahi Hoti Hai jabki market ke andar pass competition aata hai tab range hoti hai to market competition Nahin hota to market ki movement Kafi had Tak slow ho jati hai Chalti Hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ki ranges

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
          Market her pair main maximum aur minimum range ky darmian move ker rehi hoti hai tou ham agar market main aesy time per enter hon ky jab market maximum support ya resistance per ho tou reverse order main trade open kerny per acha profit hasil ho jata hai
          doston market Jo hai vah har lamha change ho rahi hoti hai market kisi time per apne maximum point per hoti hai tu biji time per vah apne minimum. Hoti hai to hamen market mein kam karte hue yah baat din mein rakhni chahie ki hamen use waqt market mein entry Marne chahie jab market apne maximum point per hota ki isase hamen jyada se jyada fayda ho sake aur ismein nuksan ke chances vah bahut kam hai
          • #6 Collapse

            Re: Market ki ranges

            g han asa he hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nah hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala acha business hain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Market ki ranges

              market up or down hote he rahte hain hamy is ky ap or down ko dakt kar kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Market ki ranges

                forex aik wase business hain hamy is ke movement ko dakt kar kam karna chahey hum is main live kam karty hain or hum is main sada urdu main kam karty hain yai aik legal business hain hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey yai aik wase business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki ranges

                  forex jasa koi or business nahi hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik acha business hain hum gaer mai btah kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex market bohat bare hain hamy ahteyat sy is mai kam karna ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki ranges

                    Market ki Range Market ki range k mutabik trade karengy to kbhi bhi loss nhi hoga humesha kamyabi hi hogi market mn nazar rakhn ta k awareness rahy market kesi move karhi hai yh janna buht zaruri hai andha dhund trading se loss hoskta hai or market mn any se phly knowledge achi rakhn ta k loss bilkul na ho or profit ki lalach na kren zada lalach karengy to humesha loss hi hoga lalch ko choren khud mehnat karen kamyabi hasil karen apna focus acha karen posting mn mehnat karen or dil o jan s struggle karen kamyabi apki hai ....
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki ranges

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
                      Market her pair main maximum aur minimum range ky darmian move ker rehi hoti hai tou ham agar market main aesy time per enter hon ky jab market maximum support ya resistance per ho tou reverse order main trade open kerny per acha profit hasil ho jata hai
                      Hamen market ki range ko understand Karke kam karna chahie Hamen chahie Ke Jab Ve trading Karen test support and resistance ko mind Mein rakhkar kam Karen Jab Ham support and resistance, mind Mein rakhkar kam Karenge To Ham acche trading kar Sakenge
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki ranges

                        market main hum ksii bi wqat trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum real main bi trae kar k hi hum sucess ho sakty hain aur is forum main kam kar k hi hum real main kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X