Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay
    G han trading member bahut saray traders zayada profit ki lalach main over trading kartay hain aur ek hi wakt main bahut sari trades open kar letay aur es waja say jab un ki sari trades loss main jati han to un k account wash ho jatay hain esleay kabi bi over trading nai karni chaheay q kaha ek wakt etni sari trades ko manage karna bi mushkel ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

    Jab hamain normal trade kerty huey kuch profit hasil ho jaey tou hamain phir same profit ko withdraw kerwana chahiay agar ham mazeed trading continue rakhty hain tou ho sakta hai hamara Sara profit loss main convert Ho jaey aur loss increase hoty hoty account wash ho jaey
    • #3 Collapse

      Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay ham ko chye k agar ham nay kamaybi ko hasil karna hay to is main ham ko apnay account balance ko see ker k kam ko karna chye is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko karein agar ham aisa karein gay to ham is main kabhi bhi fail nahi hon gay is main ham ko ik yeah two say more trade ko kabhi bhi open nahi karna chye .
      • #4 Collapse

        Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

        bilkul friend hmain trade ma jo b profit asani sa hasil ho jae us par shukar karna chaiay aur bht ziada ki lalach ma nhi parna chaiay agr hm overtrading karnay ki koshish karain gay to hmain nuksan uthana par sakta ha, lihaza apnay account ki safety ka khyal rakhtay huay trades open karain
        • #5 Collapse

          Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

          Dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay k mehnat krain AP op chahay k saber krain r ek Kamyab trade kr ke accha experience hasil krny ki koshish krain AP ki mehnat r lagan AP ki kamyabi hy. Thora saber krain wait krain kamyabi zaroor Mily GI.
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

            Forex mein hum ko Kabhi Bhi over trading nahin karna cahaiye kiok over trading se profit nahin loss hi hota hy over trading se hum ziada risk se trading kartay han aur agr ziada trade open kartay han tu is se lot size bhi ziada hota hy js ziada risk hota hy aur account jaldi wash ho sakta hy is liye over trading se bachna cahaiye aur Apne account ki money management kar k trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

              Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik pakistan forex treading min loog bahit sy ziyada over treading ki waja sy loos karty hain q k who ziyada parofit kammany ka chkmar min bahut si tread open kar dety hain jos sy jis sy loos hony ki soorat min hum apna account wash kar dety hain isj lja treadj g karny sy phely apny account ko dekhma zaroori os ka hisaab sy lot size lagai jis sy hum apny account ko save ralh sakin aur over treading sy bachana chaye
              • #8 Collapse

                Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                G han trading member bahut saray traders zayada profit ki lalach main over trading kartay hain aur ek hi wakt main bahut sari trades open kar letay aur es waja say jab un ki sari trades loss main jati han to un k account wash ho jatay hain esleay kabi bi over trading nai karni chaheay q kaha ek wakt etni sari trades ko manage karna bi mushkel ho jata hay.
                ji han aone theek kaha jab ham bhot zyada profit lene ke chakar main jate hain to is ka hamain bhot zyada nuqsan uthana par sakta hai kyun ke is wajha se hamara loss ho sakta hai our ye loss hamare account ke lye dushman sabit ho sakta hai our account wash bhi ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                  g haan trading jab be karay apnay bonus ko saamnay rak kqr karah our ye nahee k hum ek he asa trade lagaaye jis sah loss ke soorath may hamara account wash ho jaaye hamah apnah bonus ko manage karna chahiay thake hum ase trading karay k loss ke soorath may be hamay osay recover karnay ka moqa milay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                    Ji han Sar Achcha profit ke liye Jyada mehnat ki jaati hai agar Jyada mehnat Karenge to Kamyab Ho Jaenge isliye Jyada mehnat Karne chahie Jyada mehnat ki kamyabi ki mehnat mehnat se milati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                      g han over trading pa yon samjhain ke ye tukka ho jata hai aur tukke min aik ya 2 bar hi profit hota hai magar jab loss hota hai to buhat zeyada hota hai is liey hmain acha kaam karna chahiey learn karna chahiye is s ehi ham acha kaam kar sakain ge agar aesa nahi karain ge to phir loss karain ge aur agar loss hi karan hai to forex mein time zaya mat karian
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                        overtrading hamesha hi aapko loss deti hai aapko chahie ki aap discipline ke sath trading Karen agar aap over trading karenge to aapka account bhi wash ho sakta hai aap forex mein Har trade ko profit mein nahin le sakte hain aap agar money management rules ko follow karte hue discipline se trading karenge to beach mein loss hone ke bavjud bhi aap profit mein rahenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                          G han trading member bahut saray traders zayada profit ki lalach main over trading kartay hain aur ek hi wakt main bahut sari trades open kar letay aur es waja say jab un ki sari trades loss main jati han to un k account wash ho jatay hain esleay kabi bi over trading nai karni chaheay q kaha ek wakt etni sari trades ko manage karna bi mushkel ho jata hay.
                          forex mein kam karte hue agar aapke jivan mein jo hai vah lalach baith jata hai kuchh kamane Ka lalach to fir agar aap ismein trading karte hue bahut jyada trading kar jaate Hain aur maximum point per pahunchte hain aap log ismein jyada trading karte Hain to aap ek bar din mein rakhen ki aapka account mein varsh ho jata hai aur aapke account mein jitna bhi balance hota hai profit hota hai vah sab jo hai vah khatm ho jata hai to koshish karen ki aap Jo hai ismein usmein Na jaaye ek maximum limit
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex main over rading se hmain kbhi bhi acha profit nahi milta tu hmain kbhi bhi es bat ka lalach nahi krna chahye k hmain acha profit mily ga hmain es bat ka khas khyal rakhna hoga k hmra account wash na ho es liye ap ko chahye k ap apni trading main over trading k concept ko khtm kar den aghr ap kamyab hona chahty hain tu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading say acha profit nai bal kah account wash hota hay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                              G han trading member bahut saray traders zayada profit ki lalach main over trading kartay hain aur ek hi wakt main bahut sari trades open kar letay aur es waja say jab un ki sari trades loss main jati han to un k account wash ho jatay hain esleay kabi bi over trading nai karni chaheay q kaha ek wakt etni sari trades ko manage karna bi mushkel ho jata hay.
                              Ji bilkul over trading Karne Se Kabhi Dev fayda Nahin Hota balke Jab overtrading ki Jaati Hai To aur ek bahut jyada ho jata hai aur aapke account was hone ka chance bahut jyada Hota Hai isliye Hamesha ek time per Ek trade Karen ek time per bahut jyada risk na len
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X