loss ke waja sy parishn na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke waja sy parishn na ho
    forex mai ja hum kam karty howee koi mistake kar dety hain to hamy los sho jata hain hamy loss ky bad thence nai hona chaey hamy saber karna ho ga or hamy next time apne mistake ko katem kar ky kam karna h ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik international business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ke waja sy parishn na ho

    G han loss ki wajah se pershan na hon loss business ka hisa ha aur ye hota rahta ha agar ap loss se pershan honay lagay tou kasay kamyab hon gay is liye loss se na daren agar ap ko loss ho gaya ha tou is se sabq hasil karen aur kamyab hon
    • #3 Collapse

      Re: loss ke waja sy parishn na ho

      Jiii jii dear friend aoki baat bilkull achaiii haii hmain loss kii wajha sy preeshan nh hona chahiyee blakyy hmain zyada sy zyada mazeed mhnat krnii chahiyeee jis sy hmain profit hii profit hoga hmarii mhenat kabhii bhee ziee nh hotii haiii aur hmain apnii mhnat sy achaa khassaa bonus mill skta hai
      • #4 Collapse

        Re: loss ke waja sy parishn na ho

        dear friend ap na bilkul theak kaha ha k loss ki waja sa preshan naen hona chayay keun k profit aur loss business ka hissa hota ha isliay us mistake ko door krna chayay jis ki waja sa loss howa ho aur usay dobara repeat na kr k hmesha kamyabi hasil krni chayay
        • #5 Collapse

          Re: loss ke waja sy parishn na ho

          G hyan brother ap thek kah rahay hain hamain loss ho jaay to pareshan nai hona chaheay q kah pareshan honay say hamara loss recover nai hoga esleay hamain loss ki waja ka pata karna chaheay aur us waja ko khatam karna chaheay ta kah next trade main loss na ho.
          • #6 Collapse

            Re: loss ke waja sy parishn na ho

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
            forex mai ja hum kam karty howee koi mistake kar dety hain to hamy los sho jata hain hamy loss ky bad thence nai hona chaey hamy saber karna ho ga or hamy next time apne mistake ko katem kar ky kam karna h ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik international business hain
            Loss Forex trading market ka ek important part Hai trading Karke loss Ho Jaaye to mind nahin karna chahie Apne mistakes aur mausi se learn karna chahie Jab mistake aur loss Elan Karenge to acchi trading karne Bhi lag jaenge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: loss ke waja sy parishn na ho

              Asalam o Alaikum dear fellows
              G han shi kha apne forex main agr Hume loss ho jaye to preshan ni hona chahye balke himat or hosly k st kam krna chahye sabr k st kam kren gy to achi kamyabi hasil hogi
              • #8 Collapse

                Re: loss ke waja sy parishn na ho

                han g bilkul loss se hamen kabhe bhe pareshan nhe hona cahiye q ke yeh to business ka hissa hae profit ke tarah loss bhe trading main hamen hota hae or hamen jo thora bahut loss hota bhe hae to us main hamare apni he ghalate hote hae to hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe mistakes na karen take hamen loss na ho
                • #9 Collapse

                  Re: loss ke waja sy parishn na ho

                  aapki baat bilkul theek hai hamen last ke vichar se pareshan nahin hona chahie Agar Ham last ki vajah se pareshan Ho jaenge to Ham kuchh bheege nahin kar sakte hai saja saman chahie kya Mila uski pareshan na apni galti ko dekhen apni galti ko dekh dobara se kam shuru kar de use galti ko dobara kabhi na Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ke waja sy parishn na ho

                    G Han loss to hota hai kyon ke market Mein loss ke baghair to trade hoti hai hi nahi risk Thora ho ya zeyada ho AP ko analysis Kar ke trade risk pe Leni hotj hai is liye is se ghabrana nahi chahiye balke seekhna chahiye ke market kaise move Kar sakti hai aur is ko follow karain learn karain ta ke experience aur knowledge mein izafa ho is mein hi kameyabi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ke waja sy parishn na ho

                      G han dear aik bat yad rakhain kay ap ko es mai lose zaroor ho ga tu ap ka kam hai kay ap ko es mai ager lose ho jata hai tu ap es mai kabhi parshan na howa karain kiyu kay es mai ap ko peofit aur lose dono hotye hain jis ki waja say ap es mai kabhi parshan na howa karain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ke waja sy parishn na ho

                        G han forex member loss ki waja see preshan na ho hmen zindgi m kamyb bnne ke key zyda Se zyda mhnt krni chahie jtna ho ske sabr se Kam krna chahie JB ap sabr se Kam lete hn to Allah pak apki mdad krte hnsabr see Kam krne wale hi zindgi m kamybi hi jate hn
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ke waja sy parishn na ho

                          Forex mian hamian kam karty hoe mistak ho jaty hy jis say hamain nuqsan mil saqta hy likin hamain saber sey kam karna chahiay
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ke waja sy parishn na ho

                            G han friends loss tou ata hy aghar loss ajiy tou hamen essy ghabrana nai chiy belky hamen essy sekhna chiy k market ki move ko dekhna chiy samajhna chiy essy hamara experience ziyada hoga hamara khowlegde ziyada hoga ham baad mn achi trade kar saken gy aur fiada outha saken gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ke waja sy parishn na ho

                              Dear friend hamain forex trading main loss honay ki wajah say hamain preshan nahi hona chahay bal k hamain forex trading main loss ko recover krnay ki koshish krny chahay hamain forex trading main loss ko recover krnay kley km lot size ka istmal krna chahay

                              اب آن لائن

                              avatar Azaad
                              avatar Qasi
                              Working...
                              X