Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......
    My friends bahot se log forex trading ko loss ki wajah se chor dety hai humein aisa bilkal nhi krna chaiye mein my bhi Los. Ki wajah se yeh business chor dia tha lekan mein ab waps aa gaya kiyon ke mein aik saal koi Kam net pr nhi Kia bus apna time zaiya Kia abhi mein apna time shi spend kr RHA hun...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

    Asslam o aimum..g han dear ap ki bat thik hy hamin forex min loos hony ki waja sy chorana nahin cahye q k forex pnline treading karty hoy loos bhi hoty hain aur ptofit bui hota hy isi lia hamin forex min ziyada su ziyada demo accou t sy prictive kar ka acha experince hasil karn chahe jiss y hum markeet ko achy sy aynalize kar ka acha profit hasil kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

      Ye ek esa kam he jo ap chor hi nhn sakte.boht mazboot erada kren ge k ab chor dea or maximum kuch bad 1 ya 2 sall es se zeada nhn.ap wapas aa jaen ge.or mazeed nuqsan kren ge.es ka solution ye he k ap demo pe chale jaen.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

        Loss sb hi members ko lazmi hota hay or aisa nahin hay k loss kisi member ko na ho jab members apna kaam sahi say nahin kertay hain or laparwahi kertay hain to un ki mistakes ki waja say hi members ko loss bhi hota hay is loss ko recoved ker lena chahiye or is ki waja say members ko forum say exit nahin ho jana chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

          Forex market Mein loss Sabko hota hai apni mehanat ko continue Rakhna chahie koi bhi kam hai Waqt Ke Sath Sab samajh mein a jata hai. .
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

            Dear members Jo trading main har jaty Hain loss ki wajah sy trading ko chor dety Hain to wo log apny trade main khud apna loss krty Hain AP ko chahay k mehnat krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP Kamyab ho sakain
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

              g han ap ny bilkul sahi bat ki hai forex main boht se log ayse bhi hoty hain k jub un ko trading main loss ho jata hai tu wo trading ko he cor jaty hain jub k aysa kbhi nahi krna chahye jub hum ayse karty hain tu yah hmari badqismti hoti hai k hum forex jesy kam ko chor kar ja rahy hain es liye kbhi bhi forex ko chorny ka faisla nahi karna chahye q k es main apki zara se mahnat apko earning kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                yeh koi esa point nhe hae jis ke waja se hum forex business ko he chore den loss to trading business ka hissa hae jo har kisi ko hota hae jis ke pas experience hota hae us ko bhe loss hota hae sab ko loss hota hae to hamen is ko chore nhe dena cahiye balke hamen himmat se kam lena cahiye q ke yeh loss to hum recover bhe kar sakte hain asani to hamen is main bilkul bhe tension nhe lene cahiye loss se
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                  aapki baat bilkul theek hai hamen forex mein agar Las Ho jata hai to main usko chhod nahin Dena chahie balki apni mistake per taaja Deni chahie ki humne kahan per galti ki hai aur jab Ham use galti ka experience Ho jaega to dobara Ham vah galti nahin karenge aur bahut kuchh sikhenge Ham for sale yad hamen chhod nahin Dena chahie aur mehnat Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                    Jab Hamen loss hota hai To Hamen chahie ki Hamen trading chhori Nahin chahie Kyunki Ek Bar Jab Insan ko loss hota hai to Insan ko sabse kam karna chahie aur love se Insan ko experience bhi ho jata hai ki kab aur kis waqt Insan ko launch hota hai agali bar Insan kamyabi ki jagah per bhi trade kar jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                      Forex trading co log nuksan hone ki vajah se Chhod Dete Hain Main UN Logon se yah kahunga ki vah Forex trading Mein nuksan karne se pahle Forex trading ko samajh len Forex trading Ek Aisa business hai agar Ham is business ko Bina Dan kiye Karenge To Hamen nuksan hi hoga Hamen chahie ke Ham pahle learning Karen Jab Hamari learning acchi Hogi To Ham acchi trading kar Sakenge FIR Ham Apne nuksan Ko Bhi kam kar Sakenge aur is business Mein profit bhi kar Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                        Forex main agr apkO loss ho Gaya ha tOu apko chahye ha kbhi BHI iskO giveup na kren Ku k kamyabi nakami k bad hi hasil hOti ha agr ap Forex main successful hOna cahhty hn tOu apko apna Kam ismain bht zeada mehnat aur experience gain krna cahhye tOu hi ap with the passage of time isnain successful hoskty hn
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                          G bhai loss ki waja sw humn forex traiding ko nai chorna chaiye kiun forex mn pa loss sirf ap ki apni ghalti ki wajha se hota he ager ap forex traiding se phele ap is ko smjhen our ap e seniors se experience hasil kar k traiding kren to ap ko loss nai ho skta bulke Apne ao ko expert banye forex pe kam continue rukhe
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                            Forex ko loss ki waja se kabhi nhi chorna cahaiye kiok forex Aik business hy aur forex Aik worldwide online business hy js mein profit bhi hai aur loss bhi hai aur agr loss hota hy tu hum ko is loss ki waja ko dekhna cahaiye aur hum Jo galti kartay han us ko khtam karna cahaiye aur forex ko chorna nhi cahaiye agr forex ko loss ki waja se choor jaty han tu hum jo mehnat kartay han wo zaya ho jati hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ko loss ki wajah se chor Dena......

                              السلام علیکم.. Forez forum ma loss ki waja sa chor dena bwakoofi ha... Forex ek acha online buisness forum h... Agr apka loss ho b gya ha to ap phr zero sa start kren...beshak girty ha shahsawar he medan e jang ma.. Shukria

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X