Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her ghalti sy aik naya sabak milta hy
    ji bhaio main ap sy yh keh rhi hon kh shosho main bht sari mistake hoti hn is sy hmain bht ziyada sabak hasil hota hy bhai hmain chahiay kh hum is sy mayoos na hon bulkh yh hmain future main kamyab bna da ga hmain chahiay kh hum in mistake sy sabak hasil kerty rahin or us ko repeat na karin her ghalti sy hmain aik naya sabak milta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

    G dear aap ny bilkul thk kha hai forex mn start mn buht ziada mistakes hoti hen or baz mistakes ki wjah sy hmy loss bhi face krna prta hai lakin hmy apni in mistakes ki wjah sy preshan nhi hona chaiye qn k jb bhi hm sy koi mistake hoti hai hmy koi na koi naya experience gain hota hai or hm sy dobara aesi ghalti k chances buht km hoty hen
    • #3 Collapse

      Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy










      Dear ager hum apni ghalti say kuch learn kr skte hain to zaror krian . mere ap ko suggistion hy k ap ki ghalti sirf wohi ak bar honi chahe phir wo ghalti na krian . phir to ap kamyab ho skte hain . qun k ghalti humisha sabak hi sekhati hy....
      • #4 Collapse

        Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

        ham agar trading me koi mistake karty hey ya per forum me ham se koi esi mistake ho jati hay jes ki waja se bonus kam mil jata hay ya per hamari post delete ho jati hay to esi ghalti se hamy lesson hasil karny ki zarorat hoti hay agar ham apni esi choti choti ghaltiu ko ignore kia karen gey to per ham Forex business me ya forum me kabi be kamyab nahi ho saken gey, jo ham se mistake ho jati hay to es se koch koch lesson zaror hasil karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

          Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her kisi se ghalti ho sakti hey lekin kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh apni mistakes se seekhtay hen issi jo bhi mistake kartay hen tu agar uss serious len tu apni mistake se sabak hasil kar saktay hen aur her mistake se aik sabak milta hey
          • #6 Collapse

            Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

            Members ko chahiye k wo mistekes say avoid krain kyun k ye kaam kernay main rukawat ki waja banti hain jesa k members posts and threads share kertay hain or wo is waja say delete ho jati hain kyun k un main mistakes boht zeyada hoti hain in say jitna ho skay memers ko door reh ker kaam kerna chahiye or in say lesson bhi gain kerna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

              G bilkul sahi kaha hy ap ny k hamen hari fghaltiyon se kuch sekhna chaheay kun k forex ik aisa business hy jis main ghalti ki gunjaish nahi hy agar hum ny har bar ghalti ki to hamen iska bohot barra khgamyaza bhugatna parta hy isleay ghaltiyon se sekhen mazeed expert baney
              • #8 Collapse

                Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

                G han dear jab koi trader loss karta hay to us ki pechay us ki koi na koi mistake hoti hay aur agar trader chahay thora sa soch lay to har ghalti ek sabat deti hay jis say agar sabak hasel keya jaay to trading improve ho sakti hay aur trader loss say bach kar acha profit earn kar sakta hay esleay hamain apni mistakes ko note karna chaheay aur un say sabak hasel karna chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

                  Assalamu alaikum Forex all members ko good morning Forex form Imran ko chahie ki vah mistake se parhez Karen aur mistake ko Bar Bar na dauran mistake karne se aapko bahut Mushkil darpesh a sakti hain aap is per Badi tavajjo aur Dhyan se kam Karen Taki aapko zyada Se zyada profit Hasil ho sake




                  Forex membars friend Dosti Yaaron hamen bhi thanks de do please
                  • #10 Collapse

                    Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

                    han g m dear respected forex user apnuy thk kha hy keh her mistake hamin new sabak deti hy lihaza hamin chahiy keh ham sab bhi apni ghltion sey apni learninig strong bnaeb hamin apni mistake repeat nhi kerni chahiy belkeh hamin chahiy keh ham inhi ki madad sey apna learninig strong bna ker loss ko control kterein aur profit ko bhi hasil krein..
                    • #11 Collapse

                      Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

                      Dear friend apni mistake per learning Karen Apne mistake se Sikh Sikh Kar Hi Kamyab trader banaa Ja sakta hai..
                      • #12 Collapse

                        Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

                        Jab Bhi aapko nuksan hota hai to vah aapki apni galti ki vajah se hota hai isliye Galti Kabhi Nahin Karni chahie aur jab galti kar lete hain to vah aapko Ek Sabak deti hai ki is se nuksan ho gaya Dobara na karen to usko Sabak sikhana chahie aur usko invite karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                          ji bhaio main ap sy yh keh rhi hon kh shosho main bht sari mistake hoti hn is sy hmain bht ziyada sabak hasil hota hy bhai hmain chahiay kh hum is sy mayoos na hon bulkh yh hmain future main kamyab bna da ga hmain chahiay kh hum in mistake sy sabak hasil kerty rahin or us ko repeat na karin her ghalti sy hmain aik naya sabak milta hy
                          Aapke trading ki mistakes aapko bahut Achcha lasan learn Karvate Hain agar aap apne mistakes aur losses se learn karne Lag Jao aur mistakes ko Bar Bar repeat Na Karo to Koi vajah hi nahin Hogi ki aap acche aur successful traders Ban jao Jo log apni mistakes ko correct karne lag Jaate Hain vah Kamyab Jarur Hote Hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Her ghalti sy aik naya sabak milta hy

                            Har kaam ke shuruaat mein galtiyan hoti hain lekin ine galtiyon se yah fayda hota hai ki hamen main use galti Ka pata chal jata hai vah galti Ham dobara nahin karte galtiyan bahut kuch sikhati Hain. Koshish karen k soch samajh Kar kam Karen isase galti hone ke chances bhi kam hote Hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X