Aoa dear forex trading main lose hona ke sab sa bri wajah hoti hai jald bazi jald bazi sa kam lana wala aksar account wash krwa lata han mera apna experience hai ka maina jab bhe jald bazi main trading ke hai tu muj ko lose howa hai aur aksar tu mera account bhe wash ho jata hai dear jo bnda us bat pai amal kr la ka wo jald bazi main trading nea kra ga wo kabhe nakam nea ho ga forex main ap patience ka sath kam kran ap he kamyab hon ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим