Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???
    G han dear ager ap trading kartye hain tu ap ko us mai use karna chye yani kay ap us mai buy limite use kartye hain tu ap ka trade aik khas jagha say ja kay ap kay pair mai ap ka trade open kar daita hai yani kay whan say wo buy karta hai yani kay kafi neechye ja kay jub kay ager ap esi tarha sell limite mai kartye hain to wo bhi esi tarha auto pay he open ho jata hai tu es ka use zaroor kiya karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

    Asslam o aalikum..g han dearvap kj baat thik hy pakjstan forex min hamin achi treadkng karty hoy is 2 tip hoty hain jo hamin har haal follow karty hain agr hum markeet ko aynalize karty hain to markeet hamri up hy os ka down hony ka chance hain to hamin forex treading ka order open karty hoy os ko tread ko sell kar diya jayta hy sisi tarha agr markeet bahut down hy to up hony ka chance hain to hamin is ko buyimit karna chaye jiss y hamin acha profit milta hy
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

      Je trading ma buy or sell limit sy market ma advance ma enter ho sakty hai, misal k tor par rsi indicator k mutabik agr market certain point py kuch dair bad ponchy gi to eska rsi bhot barh jae ga to ham pehle he sy us point pu sell limit laga dety hai, limit sy ham forex market sy ik step a head reh sakty hai,
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

        is ka kafi faeda hota haui agar ap chahte hain ke market mein ap aik jaga pe sell lagao yani agar market itna up jjaye jaise 50 pips to ap sell lagana chahte ho wahan to pghir ap wahan se sell limit lagao take profit aur stop loss set karo bus phir choar do isi tarah ap buy limit bhi laga sakte ho ke agar ap chahte go ke 100 pips market down jaye to ap buy karo ap wahan buy limit laga sakte ho
        faeda is liye hota hai kyon ke ap pas ho ya ahi ap ka order lag jaye g
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

          Ji han jnab ap ki bat theak hai kay es mai hum sell limite aur buy limite zaroor set kiya jarin kiyu jay ager ye set nhi kartye hain tu bad mai hum es mai aonye he faidye say hath dho baithtye hain tu ap ka kam hai kay ap es ka use kiya jarin
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

            Asslam o alaikum.. G han dear.. Buy limit sa ooper analyze kren or pivot point rakh kar buy ya sell kren.. Is sy ap ko zyada faida hoga...trading ma ya analyze krna chaiye ka buy ya sell kren
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

              trading may sell limit our buy limit ka ye faida hay k aap apne marze ke jaga say trade open kar sakthay hay our aap agar market ko na be dhak rahay ho tho aap ka oreder open ho jatha hay lekin is k liay aap ko resistence our support ka pathq hona chahiay kionka is k baghair aap ko faida nahee mil saktha.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                g han dear buy karna ho ya apne sell is ki limit hamain zror dekhni chahye masla agar apne buy kaena hai to piar ki movement ka waite karen ke ye zyada sezyada kitni down jati hai jab ap ko lage ke ab ye our neche nhi jai gi tab ap ne buy laga dena hai is ke sath ap ne sell algate howe markit ke up se up jane ka waite karna chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                  Gee han dear apki baat theek hai hum isko pending orders kehty hein jb hamein umeed hoti hai k market is level tk jayegi tu hamari trade open ho jati hai hum buy limit aur sell limit k pending orders place kr sakty hein is se bhi traders kafi profit hasil krty hein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
                    G han dear ager ap trading kartye hain tu ap ko us mai use karna chye yani kay ap us mai buy limite use kartye hain tu ap ka trade aik khas jagha say ja kay ap kay pair mai ap ka trade open kar daita hai yani kay whan say wo buy karta hai yani kay kafi neechye ja kay jub kay ager ap esi tarha sell limite mai kartye hain to wo bhi esi tarha auto pay he open ho jata hai tu es ka use zaroor kiya karin
                    Asslam O Alaikum Dear Forex Member sell limit aur buy limit kay laganay kaa yahee faidaa hya ke agr hm wo lagatay hain to aik naa iak trade zaroor open ho jtaa hay aur is raah hamain profit mil sktaa hay jese a gr sell limit on ho gyaa aur buy limit bhi on honyy ke qareeb hay to hamain chhaiye ke hm donoon ko close kr dian is traah hamain earning mil sktaa hay ,,,,,,,
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                      forex mein ager trading kerte han to hamain pairs ko buy ya sell kerna hota hy en ke limit hamain ayse rakhni cheye jo hamain asani se acha profits bhe dein ap ko cheye ke hamsha samll lots size ka use keryn or acha kama saky ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                        welcome to forex. jee ha jub bhe hum forex pay treding karte hay to hum apne tred pay set kar lete hay. bay limit aor sell limit. is say ye hota hay jub bhe market hamare open ki hui see ya bay limit tak phunchte hay to khud ba khud hamare tred open ho jate hay. ye hay faida cell aor bay limits ka laganay ka.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                          Forex trading Mein Bade limit aur sale limit ki bahut ahmiyat Hai Jab tak Ham by limit Nahin lagaenge tab tak Hamare liye Achcha prapt Hasil karna Aasan Nahin Hoga Aksar aisa hota hai ki Ham Ek point per trade Lagana chahte hain lekin Jab market vahan Jaati Hai To Ham use time Kahin Biji Ho Jaate Hain Jiski vajah se Ham use. Per trade Nahin Laga Sakte isliye Hamen chahie Ke by limit psl Limited ka istemal Karen Taki acchi Jagah per Hamari trade open ho sake aur ham achha profit Hasil kar sake.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                            G bhai humain chaye kh hum trade ko thek trah se use krain aur pehly anaylyse kr kh he trade krain warna trade ko open he na krain to acha ho ga es m hamara apna he faida ho ga agr hum trading ko aqal mundi k sath kry ge create....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai buy limite aur sell limite ka faida ???

                              trading mein but limit or sell milt Bhai buy limit or sell limit se humari trading us waqt start hoti hai jab woh is point per ho Jo point humne replace ki hai buy order or sell order buy limit or sell limit asal mein pending orders hoty Hain Jo tabhi hi active hoty Hain Jo hum is mein price replace karte Hain g humein is se buhat zaida faidy milti hai is se hum kabhi bhi apni trade close kar sakty Hain humein is se zaida earning hoti hai aur is se hum take profit or stop loss ka bhi set up kar sakty Hain is se trading karne mein zaida Maza ata hai aur is se hum trading kar sakty hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X