Stop lose ka trading mai faida ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop lose ka trading mai faida ???
    G dear friends ager ap aik trade mai stop lose laga kay kam kartye hain tu ap ko es ka kafi faida hai kiyu kay ager ap nay aik trade mai stop lose lagaya hota hai tu ap ka lose zayda nhi ata hai kiyu kay us tak tak ja kay ap ka trade auto pay he trade off ho jata hai tu ap kones ka use karna bhut he zayda zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop lose ka trading mai faida ???

    dear g han ap nay sahe bat kahe hay agar ham kisi trade main stop loss ko set kertay hein to ham ko is main bus loss wohein he hota hay is main ham ko more loss nahi hota hay so ham ko chye k ham is main jo bhi kam karein ityat k sat karein is main ham ko kisi bhi kiam ki hurry up ko mind main set ker k kam ko nahi karna chye agar ham chatay hein k ham agagy ki janib berin to .
    • #3 Collapse

      Re: Stop lose ka trading mai faida ???

      stop loss buhat hi eham hota hai is mein agar ham acha kaam karana chahain to hmain daikhne ko mile ga ke market buhat hi acha move karti hmain faeda deti hai magar achanak koi news ati hai aur profit loss mein chala jata hai ab agar stop loss na laga ho to ap order close nahi kar sako ge kyon ke ap ke liye market buhat fast hoo gi aur order ya to buhat loss mein ya phir close hi nahi ho ga aur agar stop loss laga hua ho to phir ap asani se bare loss se bach sakte ho
      • #4 Collapse

        Re: Stop lose ka trading mai faida ???

        Ji han jnab ager stop lose ka use karin gaye tu us mai kafi faida hai humarye liye kiyu kay humara lose us mai kam say kam hota hai kiyu kay hum nay us mai stop lose ka use kiya hota hai tu ap ka trade us mai auto pay he band ho jata hai na
        • #5 Collapse

          Re: Stop lose ka trading mai faida ???

          Je stop loss ka trading ma bhot faida hota hai, ye ik automatic method hota hai es sy ham market ko pehle sy guide kar dety hai k market es jaga ponch jae to hamy trade sy out kar dy ham or loss bardast ni kar sakty, stop loss sy hamara account safe rehta hai or hamy bar bar market ko check ni karna parta,
          • #6 Collapse

            Re: Stop lose ka trading mai faida ???

            dear members stop loss ka ye faida hai ke agar ap trade par nazar nhi rakhte to ap apni makhsoos jagah par stop loss laga dain us ke bad ap apne dosre kaam karte rhian is ka faida ye hoga ke ap ko jitni profit chahye hogi us par trade ja kar profit main close ho jai ga.
            • #7 Collapse

              Re: Stop lose ka trading mai faida ???

              trading may jab hum stop loss ko use nahee karthwy tho loss ke soorqth may hamara account wash ho saktha hay our agar hum har trade may stop loss lqgathay hay tho agar trade lass mat be jaaye tho os sah hamara account wash nahee hotha is liay is may hamay stop loss zaroor use karna chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                Asalam o Alaikum dear fellows bilkul shi kha ap NY k forex me ham AGR stop loss ko estamal na kren tu hmy wash out ka samna krna pharta hai AGR hm use krain tu hm kamyab hongy
                • #9 Collapse

                  Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                  Stop loss ko use kerny k boht faidy hein loss increase nhi hota trader preshani se bach jata hai account wash nhi hota safe trading possible hoti hai kionkeh loss ko aik point pe fix kr lety hein agr loss ho bhi jaye tu kam hota hai jisko recover krna asan hota hai balance increase hota hai experience barhta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
                    G dear friends ager ap aik trade mai stop lose laga kay kam kartye hain tu ap ko es ka kafi faida hai kiyu kay ager ap nay aik trade mai stop lose lagaya hota hai tu ap ka lose zayda nhi ata hai kiyu kay us tak tak ja kay ap ka trade auto pay he trade off ho jata hai tu ap kones ka use karna bhut he zayda zaroori hai
                    Asslam O Alaikum Dear Forex Member agr stop loss hit ho jaye yaa wo lagana ho to us se yahee faidaa hotaa hya ke hamara jo account hotaa aur us mn jo balance hotaa hya wo save rehtaa hya aur is traha hamara accoutn wahs hone se bahh jataa hya .....
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                      stop loss ka trading mn bahut zaiada fiada hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat aur pher lagnan ky sath sath hamein is mn chaye ky ham rules ko bhi follow kairen jis sy pher ham is mn ik achy earning kar skaty hn aur pher is mn earning ky sath sath loss sy bhi bach sakty hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                        welcome to forex. agar hum nay forex pay safe treding karne hay to hame apne tred open karnay kay bad stop loss zaror open karna chahiye. ta kh agar tred hame loss dege to hamare tred wahe ruk jaay aor hame ziada loss na aay. isi liye bhut zarore hay forex treding may stop loss ka add karna.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                          bhai stop loss take profit or pending order in sab ko forex main bht ehmiyat hasil hy bhai hum jitny achy tareeqy sy is ko use karin gy hmain kamyabi bhi usy tareeqy sy hi mily g bhai hmain chahiay kh hum her trade main stop loss ka use na karin bulkh jis trade main hmain apny account ky wash hony ka khara ho to hum sl use karin or yh bat bhi zihin main honi chahiay kh jub market fast hoti hy to sl ya tp yh dono nh lagty
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                            Dear Forex trading main stop loss ko bahut importance Di Jaati Hai Kyunki stop loss Ek Aisi limit hai jo Hamare account ko wash hone se bachati hai isliye Ek successful trader apni trading Mein Star Plus ko bahut importance Deta Hai Taki account bhi same safe Rahe aur aur Hamen Achcha profit Hasil ho sake isliye Jab Bhi trading karen to koshish Karenge stop loss ko most important Den Taki aap ka bhi account safe Rahe aur aap acchi trading co continue Rakh sake.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop lose ka trading mai faida ???

                              G bhai stop loss boht zaruri hy agr hum thory se profit pr satisfy ho kr work kry ge to hum os m kamyab ho ge aur ak din aisa aye ga hum earning m kafi agey ho ge ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X