Our high expectation is the major cause of our loses....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Our high expectation is the major cause of our loses....
    Expectation is good but over expectation is not good. Sometime people are keeping small deposit in this business but they try to get big profit from here. As like as people are keeping 50$ deposit when they are making trade then they want to get 70$ profit money. That reason some moment they are take risk in some specific place and losing their money. So excess expectation is one of the reason of our loss.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan ap ki bata sahi hay forex trading me loss ke reason aik yeah bhi hay kay log unrealsitic goals set ker elty hyn jinko achieve kernay kay liye woh risky trading kerty hayn jo kay aik ghulat strategy hayn
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum is bat me koi shak nahi hey key jab hum forex trading key business ko join kartey hen chahey humari investment jitni marzi km ho lakin hum inhi khyalo me rehtey hen key ab hum rato rat ameer bn jaen gey aur humara aik he trade me account wash ho jata hey.
      • #4 Collapse

        g bilkul theek kaha hai apny me apki baat se 200% agree kerti hon loog ziada nuksan yani loss apny lalach ki waja se uthaty hain unexpected target rakhty hain jiski waja se loss hota hai loss se bachny ka yahi tarika hai k thory profit py hi trade close ki jaye ta k trade stuck na ho
        • #5 Collapse

          expectations yani emotions ko attach karna forex k sath yeh bht khatarnak amal hota hai trading k liye. bas forex me kam karna hai to daily ka target bana k chalein k for example daily 10$ profit hua tab b trading close or agar loss hua tab b trading close ab next day phir kam karenge yun emotions or lalach nahi aaegi.
          • #6 Collapse

            ya this is very big fact,that if you expect great income from this market,then you may lost your own investment in this market,do this market try to avoid from hurry in this market,do with sense of mind.
            • #7 Collapse

              saalaam bhai jee app forexm ein kaamakrna chahtay hain tu appko is se umeedain nahi laagani chahyia nahi tu appko is mein kuch nahi hasil ho ga app ko is mein mehnaat karna ho ge phir app ko kuch hasil ho ga app is mein saber se kaam karin yaah app kaay liye acha hia
              • #8 Collapse

                g han humein ziyada lalich kar k trade nahi karni chahiye,greed humare liye bohat noksan wali chez hai,humen lalich nahi karni chahiye,humein aik target bana kar chalna chahiye,tab he hum kamyab ho skte hein
                • #9 Collapse

                  dear agar aap apnay confident par ho to phir to aap aik wakat may bohat sara paysa iss may say kama saktay ho laykin jab aap overconfident ho jatay ho to kamaya hoya paysa bi aap kay hath say chala jata hay iss liya hamysah iss ka khyal rakho.
                  • #10 Collapse

                    yes you are right high expectations jaise raato raat ameer banna is qism ki soch forex main kamyab nahee hone deti is se bachna zaroori hai
                    • #11 Collapse

                      Yes dear Forex main loss ki sab say bari wajah greed hai iss say aap ziyada profit lenay kay chakar main ghalat time pe ghalta trade laga detay hain aur loss kar bath,tay hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        market main kam karty hain to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main boht say log high expection say kam karty hain kay humain aik din main boht ziada profit hasil ho sakta hay humain aik din m ain success hasil ho sakti ahy boht km time main hum rich ho sakty hain ayse soch rakh kar kam karna loss ka baees bnta hay
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X