Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,
    Friends forex ma apni luck py bahrosa ni karna chahe balky apni mehnat py bahrosa karna chahe, luck unka he sath deti hai jo mehnat karty hai, bena mehnat k luck ka sahara leny waly hamesa loss ma he rehty hai, forex ma luck ko bar bar azmana bhot bari bewaqofi hai, ap es bary ma kya kahyn gy comment zarur kejye ga,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

    ji ap ki bat sahi ha k humain forex main kamiyabi k liay mehant se kam kerna parta ha ager hum is main mehant se kam nhi kerty tu humain is main kamiyabi nhi mil sakti is liay humain jitan mumkin ho saky is main time invest kerna ho ga taky humain is main bht juldi kamiyabi mil saky dear is main luck bhi bht ziada meter kerti ha.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

      G han dear ap ki bat theak hai kay qismat bhi tabhi sath daitye hai jub hum es mai acha kam kartye hain yani kay mahnet kay sath kam kartye hain kiyu kag humarye kamyabi tu es mai humarye mahneg oay he depend kartye hai na es waja say
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

        Han g dost apne sahi kaha hai forex py mehnat wala he insan kamyabi ke taraf jata hai or trading men kismat nahi balka knowalge or mehnat kam ati hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

          Aoa, bhai ap ke bat theek ha kah pak forex mn menhat sy he kamyabi mlti ha forex ho ya dunia ka koi be aur kam menhat sy he insan taraki krta ha bki rah gi luck ke bat tu my dear luck be chalti ha busniess agr menhat k sath kasmit be ap ka sath daay tu ap ko zandgi mn kamyabian he kamyabian mly
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

            bilkul friend agr hm mehnat karain gay to hmain is ka acha aur positive result milay ga, mgr totaly luck par depend karna ghek nhi q k ho sakta ha aik do bar hmari luck hmara sath da aur hmain kuch profit hasil ho mgr consistant kamyabi k liay mehnat zaruri ha
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

              g han bhai forex trade mein ham log apni mehnaat say bohut acha earn kar saktay hein or es business mein kamyaab ho saktay hein or aik bohut achay or kamyaab trader ban saktay ham log forex business jetni ache mehnaat say kaam karen gay otni he ache earning hasell kar saktay hein
              دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

                G ha dear bilkul thek kaha hy hamein is mn chaye ky ham apny qesmat per nhe bil ky hamein is mn chaye ky ham apny mehnat per bhrosa karien jis sy pher ham is mn ik achy earning hasil kar skaty hn aur pehr is mn ik achy earining hasil kar skaty hn aur pher is mn hamien chaye ky ham mehnat karien aur pher lagan sy kam kairen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

                  g han hmain apne kaam pe hosla hona chahiye confidence hona chahiye tab hi ham acha kaam kar sakte hain sab se eham cheez ye hai ke kisi ko knowledge ho lekin confidence na ho to us ka knowledge us ko faeda nahi de sakta apne knowledge ko acha use karna bhi aik maharat hai is mein mehnat to hai magar kameyabi bhi hai is liye learn karain aur acha kaam karne ki koshish karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

                    Dear luck AP ki kabhi kabhi saath de gi magar longtime survive karna hai to AP ko apne AP aor mehnat par bharosa karna hogaa aor dosto forex business me kamiaab honaa hai to mehnat Kare.....
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

                      Je friends bohat achi bat ha k hum forex main kam kartey wakt apney qismat ya apney luck par yaqeen mat karain balke ap ko apni mehnat par bharosa hona chahiay k ap ki mehnat kha i zaya nhi hogi to inshallah ap zaroor tarakki karo gey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ma apni kismat py ni balky apni mehnat py bahrosa karna chahe,

                        Aoa bhai jan g han hamen apni kam pe hosla hona chaye ar confidenc hona chaye jo kam kre ose pore hosle ar mhent k sath krna chayek kisy ka knowldge ho ar confidenc na ho to os ko knowldge faida nh deta

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X